YARO ABB MAIN BHI ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYA

by jasbirsingh on November 29, 2008, 06:41:23 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Author  (Read 4135 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #30 on: December 12, 2008, 03:26:29 PM »
Nice One Jasbir Bhai,.

tohmaten chand apne zimme dhar chale
jis liye aye the so ham kar chale

zindagi hai ya koi tufan hai
ham to is jine ke hathon mar chale

kya hamain kam is gulon se ai saba
ek dam aye idhar udhar chale

dosto dekha tamasha yan ka sab
tum raho khush ham to apne ghar chale

ah bas ji mat jala tab janiye
jab koi afsun tera us par chale

shama ki manind ham is bazm main
chashm-nam aye the daman-tar chale

dhundte hain ap se usko pare
sheikh sahib chor ghar bahar chale

ham jahan main aye the tanhawale
sath apne ab use lekar chale

jun sharar ai hasti-e-bebud yan
bare ham bhi apni bari bhar chale

ek main dil resh hun waisa hi dost
zakhm kitnon ka suna hai bhar chale

ham na jane paye bahar ap se
wo bhi are a gaya jidhar chale

saqiya yan lag raha hai chal chalo
jab talak bas chal sake sagar chale

"Dard" kuch malum hai ye log sab
kis taraf se aye the kidhar chale


nm

Nice sharing Jaanasheen Ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
UNSE MULAKAAT HUYI by poem143s in Shayri-E-Dard
MERE SANG PEE LO YARO by TANHA in Shayri-E-Dard
Woh bahoo kya huyi ? by Amit Janglan in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
ab aagaya hain by husain52 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Basti Me Rahne Wale Hi Basti Jalate Rahe by @kaash in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: December 12, 2008, 03:30:35 PM »
Shukriya Bhai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #32 on: December 12, 2008, 03:39:34 PM »
Nice One Jasbir Bhai,.

tohmaten chand apne zimme dhar chale
jis liye aye the so ham kar chale

zindagi hai ya koi tufan hai
ham to is jine ke hathon mar chale

kya hamain kam is gulon se ai saba
ek dam aye idhar udhar chale

dosto dekha tamasha yan ka sab
tum raho khush ham to apne ghar chale

ah bas ji mat jala tab janiye
jab koi afsun tera us par chale

shama ki manind ham is bazm main
chashm-nam aye the daman-tar chale

dhundte hain ap se usko pare
sheikh sahib chor ghar bahar chale

ham jahan main aye the tanhawale
sath apne ab use lekar chale

jun sharar ai hasti-e-bebud yan
bare ham bhi apni bari bhar chale

ek main dil resh hun waisa hi dost
zakhm kitnon ka suna hai bhar chale

ham na jane paye bahar ap se
wo bhi are a gaya jidhar chale

saqiya yan lag raha hai chal chalo
jab talak bas chal sake sagar chale

"Dard" kuch malum hai ye log sab
kis taraf se aye the kidhar chale


nm


bahut khoob Jahanasheen

JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: December 12, 2008, 03:44:19 PM »
Shukriya Jasbir Ji,.
Aap Bhi Likho,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #34 on: December 12, 2008, 03:46:01 PM »
NICE ONE JAS JI,


PATHROON PE HI DIL AAYA KARTE HAI,
BHARI MEHFIL ME BHI AANKHON SE JAWAAB
MIL JAAYA KARTE HAI,HO NA VISHWAAS MERI
BAAT PE TO AAZMA KE DEKH LENA, UJDI HUI
MEHFILO ME BHI BASSE HUE LOG MIL JAYA KARTE
HAI...

bahut accha kaha SHELLY, bahut hi sunder kaha aap neh

HAMARA DIL BHI SHAEYD PATHER PEH HI AAYA HOGA
NA JANEY KAISEY HUMNEY UNHEY DIL MEH BASAYA HOGA
UJDI MEHFIL MEH SHAYED WOH BASEY NAZAR AAYE HONGEY
PAR WAQT KEY SAATH HUMNEY YEH DHOKA KHAYA HOGA
ABB FIR SEY HUM ISS VIRAAN BASTI MEH AAGAYE
YARO ABB HUM FIR ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYE


JASBIR SINGH

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: December 14, 2008, 03:51:21 PM »
bahut accha kaha SHELLY, bahut hi sunder kaha aap neh

HAMARA DIL BHI SHAEYD PATHER PEH HI AAYA HOGA
NA JANEY KAISEY HUMNEY UNHEY DIL MEH BASAYA HOGA
UJDI MEHFIL MEH SHAYED WOH BASEY NAZAR AAYE HONGEY
PAR WAQT KEY SAATH HUMNEY YEH DHOKA KHAYA HOGA
ABB FIR SEY HUM ISS VIRAAN BASTI MEH AAGAYE
YARO ABB HUM FIR ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYE


JASBIR SINGH



Bohat Achche jasbir Bhaiya,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #36 on: December 14, 2008, 07:28:24 PM »
Bohat Achche jasbir Bhaiya,.

THANKS JAANASHEEN


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: December 14, 2008, 07:59:53 PM »
good work lil bro and jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #38 on: December 14, 2008, 08:18:45 PM »
good work lil bro and jas ji


THANKS JI



JASBIR SINGH
Logged
k.shael
Guest
«Reply #39 on: December 15, 2008, 08:57:29 AM »
bahut accha kaha SHELLY, bahut hi sunder kaha aap neh

HAMARA DIL BHI SHAEYD PATHER PEH HI AAYA HOGA
NA JANEY KAISEY HUMNEY UNHEY DIL MEH BASAYA HOGA
UJDI MEHFIL MEH SHAYED WOH BASEY NAZAR AAYE HONGEY
PAR WAQT KEY SAATH HUMNEY YEH DHOKA KHAYA HOGA
ABB FIR SEY HUM ISS VIRAAN BASTI MEH AAGAYE
YARO ABB HUM FIR ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYE


JASBIR SINGH



SACH HAI UNHONE KAYI BAAR THUKRAYA HAI,
PAR HAAR BAAR TOOT KAR BHI YE DIL UNHI PE
AAYA HAI,AAB ISE MOHABBAT KAHE YA PHIR
DIWAANGI, PAR HAM KAISE KARE SHIKAYAT UNSE
DIL TODNE KI, HAMNE TO APNE DIL KE HI HAATHON
HAR BAAR DHOKHA KHAYA HAI.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: December 15, 2008, 12:05:29 PM »
Shukriya Pooja Didi,.
And Nice One Shally,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: December 15, 2008, 12:13:32 PM »
Har Koi Teri Basti Mein, Mera Haal Pehchaan Na Chaahe,.
Mere Aankhon Mein Chupi Hui Kahaani Ko, Jaan Na Chaahe,.

Tu Kahin Ruswaa Na Hojaaye, Basti Mein, Isliye Kuch Kehta Nahi,.
Meri Nigaahein Na Kuch Bataa De Inhe,
Ye Sochkar Main Is Basti Mein Rehta Nahi,.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #42 on: December 15, 2008, 04:13:58 PM »
SACH HAI UNHONE KAYI BAAR THUKRAYA HAI,
PAR HAAR BAAR TOOT KAR BHI YE DIL UNHI PE
AAYA HAI,AAB ISE MOHABBAT KAHE YA PHIR
DIWAANGI, PAR HAM KAISE KARE SHIKAYAT UNSE
DIL TODNE KI, HAMNE TO APNE DIL KE HI HAATHON
HAR BAAR DHOKHA KHAYA HAI.


bahut hi khoob shally, bahut badiya


JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #43 on: December 15, 2008, 04:18:57 PM »
Har Koi Teri Basti Mein, Mera Haal Pehchaan Na Chaahe,.
Mere Aankhon Mein Chupi Hui Kahaani Ko, Jaan Na Chaahe,.

Tu Kahin Ruswaa Na Hojaaye, Basti Mein, Isliye Kuch Kehta Nahi,.
Meri Nigaahein Na Kuch Bataa De Inhe,
Ye Sochkar Main Is Basti Mein Rehta Nahi,.

___________________________________-Jaanasheen-



wah wah jahanasheen


HAR KOI JOH PYAR MEH DHOKA KHAYEGA
MERE DOST, ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAYEGA

YEHI WOH BASTI HAI , JAHA GAM MEH KHUSHI BASTI HAI
YEH CHOOD KEY TU AUR KAHA JAYEGA
MERE DOST, ISS UJDI HUYI BASIT MEH AAYEGA




JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
k.shael
Guest
«Reply #44 on: December 16, 2008, 06:34:55 AM »
Shukriya Pooja Didi,.
And Nice One Shally,.

SHUKRIYA AZEEM,

SHALLY.
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:53:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer