ye aaina bhi kabhi-kabhi jhooth bolta hai……

by Aman_rahi on May 09, 2005, 08:49:26 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 15274 times)
Aman_rahi
Guest
Doston.....

aaj phir aapke liye apni aaine se guftgu pesh kar raha hoon......

gaur se dekha jaaye to aaina bahut kutch keh jaata hai.....

jo kutch bhi alfaaz jod paaya aapki nazar kar raha hoon....

ye aaina bhi kabhi-kabhi jhooth bolta hai……
muskurate chehre mein haal-e-dil kholta hai…..

ek *aab daar si aankhon mein kabhi dekhe to……
dabe aashk band palkon mein tatolta hai…..

chupa loon, kahin pechaan na le mujhe ye …..
aankhen milane se bhi, ab to mann dolta hai…..

Keh do ise, ki na dekhe meri oor yun *behis ……
Mere pyar ko meri nazron mein tolta hai…..

nikaal do gubar, kar do chaknachoor ^AMAN^…..
jo gum-e-dil ko tere zehan mein gholta hai…..

*behis= senseless
Logged
HumTum
Guest
«Reply #1 on: May 09, 2005, 10:17:31 AM »
Quote from: "Aman_rahi"

bahut khoob ....... kuch arz ker paya hoon jawab mein .... aur aap ke jawab ka muntzir....

yeh Aaina hi to hai jo hamesha sach bolta hai
nakabposho ke raz-e-chehra kholta hai

yun to chalti hai duniya lakh chehrey liye
har shaks yha juth hi juth bolta hai

milta hai sakuun dekh ke yeh Aaina mujhey
yhi to mere cheher-a-taiver kholta hai

shukr hai ke dekh ke aaina yaqeen hota hai "HumTum"
dyar-o-duniya mein koi to hai jo faqt sach bolta hai

HumTum
Logged
Reema
Guest
«Reply #2 on: May 09, 2005, 10:39:27 AM »
Quote from: "HumTum"

Khuub Aman Ji.... HumTum ji.....

aaina na sach na jhoot bolta hai
jis ke dil me jo hai wohi bhed kholta hai
dekhna aap jo chahte hai aaine me
aaina bas wohi, haa wohi to bolta hai
Logged
thelostworld
Guest
«Reply #3 on: May 09, 2005, 10:52:53 AM »
hmmm nice aman, humtum and reema .. !! greatt
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #4 on: May 21, 2005, 10:36:21 AM »

hum tum ji.....

jawab mein aapka likha bhi khoob hai.....

aapka dost.....
Logged
Meena
Guest
«Reply #5 on: May 21, 2005, 10:38:04 AM »
Quote from: "Aman_rahi"
Doston.....

aaj phir aapke liye apni aaine se guftgu pesh kar raha hoon......

gaur se dekha jaaye to aaina bahut kutch keh jaata hai.....

jo kutch bhi alfaaz jod paaya aapki nazar kar raha hoon....

ye aaina bhi kabhi-kabhi jhooth bolta hai……
muskurate chehre mein haal-e-dil kholta hai…..

ek *aab daar si aankhon mein kabhi dekhe to……
dabe aashk band palkon mein tatolta hai…..

chupa loon, kahin pechaan na le mujhe ye …..
aankhen milane se bhi, ab to mann dolta hai…..

Keh do ise, ki na dekhe meri oor yun *behis ……
Mere pyar ko meri nazron mein tolta hai…..

nikaal do gubar, kar do chaknachoor ^AMAN^…..
jo gum-e-dil ko tere zehan mein gholta hai…..

ye aaina bhi kabhi-kabhi jhooth bolta hai……
muskurate chehre mein haal-e-dil kholta hai…..

*behis= senseless

beautiful!!!!!!!!! :D
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #6 on: May 21, 2005, 10:38:46 AM »
Quote from: "Reema"
Khuub Aman Ji.... HumTum ji.....

aaina na sach na jhoot bolta hai
jis ke dil me jo hai wohi bhed kholta hai
dekhna aap jo chahte hai aaine me
aaina bas wohi, haa wohi to bolta hai

Reema ji....

shukriya....
khush rahiye.....

aapka apna......
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #7 on: May 21, 2005, 10:40:00 AM »
Quote from: "thelostworld"
hmmm nice aman, humtum and reema .. !! greatt

Shukriya......

aapka apna.....
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #8 on: May 21, 2005, 10:40:52 AM »
Quote from: "Meena"

beautiful!!!!!!!!! :D

Shukriya meena ji.....

khush rahiye.....

aapka apna.....
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #9 on: May 21, 2005, 12:38:02 PM »
Quote from: "Aman_rahi"
Doston.....

aaj phir aapke liye apni aaine se guftgu pesh kar raha hoon......

gaur se dekha jaaye to aaina bahut kutch keh jaata hai.....

jo kutch bhi alfaaz jod paaya aapki nazar kar raha hoon....

ye aaina bhi kabhi-kabhi jhooth bolta hai……
muskurate chehre mein haal-e-dil kholta hai…..

ek *aab daar si aankhon mein kabhi dekhe to……
dabe aashk band palkon mein tatolta hai…..

chupa loon, kahin pechaan na le mujhe ye …..
aankhen milane se bhi, ab to mann dolta hai…..

Keh do ise, ki na dekhe meri oor yun *behis ……
Mere pyar ko meri nazron mein tolta hai…..

nikaal do gubar, kar do chaknachoor ^AMAN^…..
jo gum-e-dil ko tere zehan mein gholta hai…..

ye aaina bhi kabhi-kabhi jhooth bolta hai……
muskurate chehre mein haal-e-dil kholta hai…..

*behis= senseless

wah aman ji,aapki pehli peshkash bohat bohat pasand aayi,beautiful,so heart touching,keep writing. Usual Smile
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #10 on: May 24, 2005, 12:36:14 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"

wah aman ji,aapki pehli peshkash bohat bohat pasand aayi,beautiful,so heart touching,keep writing. Usual Smile

shukriya Nidhi ji......

khush rahiye......
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:03:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.245 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer