Ye Kaisa Aaya Saal,.

by Jaanasheen on December 31, 2008, 11:34:30 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 882 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Bhole basre mazi ko koraidtay rahay
Tumharee yad main lamha ba lamha taraptay rahay
Aik aik din KO ongleyo ke poro main gintay rahay
Kitna zalim tha yeh saal
Hamare baybasi pay hanstay rahay

Gum tanhai main hum sub sain bechartay rahay
Yue hee raat aate rahay yue hee din ghozartay rahay
Aik moddat tak in aankoo sain tum ko tarastay rahay
Apni chahat kay paymanay ko tum sain bhartay rahay


Kaano main aik sada pari naya saal aagaya
Mujh ko aysa laga jaysay mayra yar aagaya
Yue salow kay aanay sain kohi milta nai
Taqder ka likha kabe milta nai

Tumharay baad kitnay sal aahay aur guzar ghay
Intizar kartay kartay hum aik omar main dhal ghay
Main nay har nai sal sain tumhara pata pocha
Aik lamba intizar karwa kar who be gozar ghay

Hum ko tow har mosam kiza sa laghta hain
Tumharay baad dil ka mosam weran sa laghta hain
Dil ke abad baste ojhar se ghai
Ab be tumhara aana bahar sa laghta hain

Har saal ke tarah yeah sal be gozar jahay gha apni yadain dain kar
Hum is tara manatay rahay ghay tumhare jodai kay sal
Aik bar loth kar to ha pir pochna hum sain
Kis tara manatay hain hum bewafai ka saal.................................(nm)
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: December 31, 2008, 11:35:51 PM »
nice sharing lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 31, 2008, 11:42:51 PM »
Shukriya Didijaan,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: January 01, 2009, 12:14:25 AM »
Nice sharing Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 01, 2009, 12:47:57 AM »
Shukriya Rajesh Bhai,.



khushbu hai wo to chu k badan ko guzar na jaye
jab tak mere wajud k andar utar na jaye

khud phul ne bhi honth kiye apne nim-wa
chori tamam rang ki titli k sar na jaye

is khauf se wo sath nibhane k haq main hai
kho kar mujhe ye larki kahin dukh se mar na jaye

palkon ko us ki apne dupatte se ponch dun
kal k safar main aj ki gard-e-safar na jaye

main kis k hath bhejun use aj ki dua
qasid hawa sitara koi us k ghar na jaye


Shakir Parveen
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:28:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer