Ye Kaisa Usne Kaam Kar Diya,.

by Jaanasheen on February 09, 2009, 03:29:34 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Author  (Read 8263 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #45 on: February 18, 2009, 08:48:27 AM »
Sach Hai Dost Har Tamanna Kab Puri Hoti Hai
Par Sachi Mohabbat Anzaam Ko Soch Nahi Roti Hai


Great, Lines Yaar,.

Hum To Aagaaz-e-Mohabbat Mein Hi Lutt Gaye "Faraaz,.
Logon Se Sunaa Tha Ke Anjaam Buraa Hota Hai,.

____________________-Ahmed Faraaz-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Usne Dhokha Diya Mujhe by waheed_rose2004 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mujhe dard usne hi diya hai.... by diya_diggaz in Shayri-E-Dard
Aik Kaam Kar Diya by drpandey in Miscellaneous Shayri
nigahon se usne kaisa by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat Meri Yeh kaisa kaam kar gayi.... by Shalu RV in Share: Poetry of Pain
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: February 18, 2009, 09:00:53 AM »
Shukariya
And Nice Sharing...

Ik Tazurba Yun Bhi Mujhe Haasil Na Hota
Gar Anzaam.e.Mohabbat Ko Meine Socha Hota



Tabhi To "Majid" Ye Tajurba Tujhe Ghamon Se Milaa Gaya,.
Teri Zindagi Ke Chaman Mein Sirf Yaadein Hi Khilaa Gaya,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #47 on: February 18, 2009, 09:18:09 AM »
Beshak Tazurba.e.Mohabbat Ne Aaj Ye Deen Dikhaya Hai
Par Yaadon Mein Jikar Bhi Humne To Ek Alag Maza Aaya Hai


Yaadon Ki Duniya Tujhe Mubaarak Ho "Majid",.
Hume To In Yaadon Ne, Har Pal Rulaaya Hai,.

Logged
dead heart
Guest
«Reply #48 on: February 18, 2009, 06:41:12 PM »
bahaut khoob Azeem bhai aur Shihab bhai... Applause Applause


yaadon ne hume pal pal rulaya hai,
khush the akele;sapnon ne hume phir pyar karna sikhaya hai,
kitna baar bewaffai ki chotein khayega Rahim,
roshnine thukraya hota toh chalta;iss baar toh andheron ne thukraya hai...

Logged
salma786
Guest
«Reply #49 on: February 19, 2009, 09:00:31 AM »
bahaut khoob Azeem bhai aur Shihab bhai... Applause Applause


yaadon ne hume pal pal rulaya hai,
khush the akele;sapnon ne hume phir pyar karna sikhaya hai,
kitna baar bewaffai ki chotein khayega Rahim,
roshnine thukraya hota toh chalta;iss baar toh andheron ne thukraya hai...



Very nice heart ji


Zamane se thokar khane ki adat si hogayi hai,
Bewafaai pe rone ki adaat si hogayi hai,
Na soch ise meri kamzori ae-begairaat,
K dard se ab humko mohabbat si hogayi hai!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #50 on: February 19, 2009, 09:40:10 AM »
Shukriya Salma jee aur Shihab bhaijan...aap dono ne bhi kamal ka likha hai...
Zamane se thokar khane ki adat si hogayi hai,
Bewafaai pe rone ki adaat si hogayi hai,
Na soch ise meri kamzori ae-begairaat,
K dard se ab humko mohabbat si hogayi hai!


mujse mohobat nibha na saki;dard se mohobat kya nibaeghi,
jab bulaega zamana tujhe ek bewaffa tab mere pas hi toh ayegi...
Logged
salma786
Guest
«Reply #51 on: February 19, 2009, 09:58:58 AM »
Shukriya Salma jee aur Shihab bhaijan...aap dono ne bhi kamal ka likha hai...

mujse mohobat nibha na saki;dard se mohobat kya nibaeghi,
jab bulaega zamana tujhe ek bewaffa tab mere pas hi toh ayegi...


Zamane se gar hum darte,
To aisa kaam na karte,
Ek bewafaa ka naam lekar,
Khudko yun badnaam na karte!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: February 19, 2009, 10:25:28 AM »
Bohat Achche Rahim Bhai, Majid Bhai, And Salma Ji,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #53 on: February 19, 2009, 03:09:52 PM »
yaadon mein jeenay kee adat nahi rahktay... aaj jee k dehko aur shukar karo, k khushee millee...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #54 on: February 19, 2009, 06:19:17 PM »
Shukriya Azeem bhaijan and well written Salma...


tune apne aap ko nahin maine tujhe badnaam kia hai,
tune apna gunaah nahin kabula;maine tujhe benaqab kia hai,
ae zalim ab roke aur pachtake ke tujhe pyaar nahin milega,
tujhe pyar dene ka adiqar Khuda se maine hi toh lia hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: February 20, 2009, 01:31:12 PM »
yaadon mein jeenay kee adat nahi rahktay... aaj jee k dehko aur shukar karo, k khushee millee...
Ye Khushi Ka Daur Meri Zindagi Mein Tere Aane Se Aaya,.
Warna Maine Is Zindagi Se "Sidraah" Kya Kya Na Paaya,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: February 20, 2009, 01:32:51 PM »
Shukriya Azeem bhaijan and well written Salma...


tune apne aap ko nahin maine tujhe badnaam kia hai,
tune apna gunaah nahin kabula;maine tujhe benaqab kia hai,
ae zalim ab roke aur pachtake ke tujhe pyaar nahin milega,
tujhe pyar dene ka adiqar Khuda se maine hi toh lia hai...

waah Bhai, Phirse Kamaal Ka Likha Hai, Nice One,.

Yunhi Likhte Rahio,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #57 on: February 20, 2009, 01:49:44 PM »
Shukriya Azeem bhaijan and well written Salma...


tune apne aap ko nahin maine tujhe badnaam kia hai,
tune apna gunaah nahin kabula;maine tujhe benaqab kia hai,
ae zalim ab roke aur pachtake ke tujhe pyaar nahin milega,
tujhe pyar dene ka adiqar Khuda se maine hi toh lia hai...

Wah bahut acche DH ji  Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #58 on: February 20, 2009, 07:30:21 PM »
Shukriya Azeem bhai aur Roja jee
Logged
salma786
Guest
«Reply #59 on: February 21, 2009, 07:44:47 AM »
Shukriya Janasheen ji!
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:18:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.165 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer