Ye Kya Dekhta Hoon Main,.

by Jaanasheen on January 19, 2009, 03:06:13 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 4299 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Har Taraf Maatam, Har Taraf Andhera Kyun Hai,.
Tanhaai Aur Dard Se Bhara, Ye Ghar Mera Kyun Hai,.

Ye Kaisa Mukhaam Aaya Hai Mohabbat Ka "Azeem,.
Khushi Ka Daur Guzar Chuka To Ghamon Ka Pal Tehra Kyun Hai,.

Ab To Aadat Hai Mujhe, Raat Ki Tanhaai Mein Kho Jaana,.
Ya Rab, Phir Meri Zindagi Mein Ye Roshan Sawera Kyun Hai,.

Yun To Is Duniya Mein Musaafiron Ki Kami Nahi "Ya Rab,.
Phir Zindagi Ke Safar Mein "Azeem, Akela Kyun Hai,.

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Rashid ansari
Guest
«Reply #1 on: January 19, 2009, 03:35:40 PM »
hi
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: January 19, 2009, 03:36:32 PM »
Har Taraf Maatam, Har Taraf Andhera Kyun Hai,.
Tanhaai Aur Dard Se Bhara, Ye Ghar Mera Kyun Hai,.

Ye Kaisa Mukhaam Aaya Hai Mohabbat Ka "Azeem,.
Khushi Ka Daur Guzar Chuka To Ghamon Ka Pal Tehra Kyun Hai,.

Ab To Aadat Hai Mujhe, Raat Ki Tanhaai Mein Kho Jaana,.
Ya Rab, Phir Meri Zindagi Mein Ye Roshan Sawera Kyun Hai,.

Yun To Is Duniya Mein Musaafiron Ki Kami Nahi "Ya Rab,.
Phir Zindagi Ke Safar Mein "Azeem, Akela Kyun Hai,.

__________________________________-Jaanasheen-













wah Jahanasheen, kya pyara sa kalaam likha hai aap ney
bahut gehra matlab chupa hua hia, joh shayed hum dekh rahey hai

aap ka jawaab jald dunga iss peh

jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 19, 2009, 03:42:49 PM »
wah Jahanasheen, kya pyara sa kalaam likha hai aap ney
bahut gehra matlab chupa hua hia, joh shayed hum dekh rahey hai

aap ka jawaab jald dunga iss peh

jasbir singh

Shukriya Bhaijaan,.
Aur Hume Intezaar Hai, Aapke Kalaam Pardhna Ka,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: January 19, 2009, 05:23:08 PM »
Har Taraf Maatam, Har Taraf Andhera Kyun Hai,.
Tanhaai Aur Dard Se Bhara, Ye Ghar Mera Kyun Hai,.

Ye Kaisa Mukhaam Aaya Hai Mohabbat Ka "Azeem,.
Khushi Ka Daur Guzar Chuka To Ghamon Ka Pal Tehra Kyun Hai,.

Ab To Aadat Hai Mujhe, Raat Ki Tanhaai Mein Kho Jaana,.
Ya Rab, Phir Meri Zindagi Mein Ye Roshan Sawera Kyun Hai,.

Yun To Is Duniya Mein Musaafiron Ki Kami Nahi "Ya Rab,.
Phir Zindagi Ke Safar Mein "Azeem, Akela Kyun Hai,.

__________________________________-Jaanasheen-


wah wah!!!kya baat hai mere bhai...bahaut hi khoob...



Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 19, 2009, 05:29:14 PM »
Shukriya Raheem Bhai,.
Aap Bhi Kuch Likho Yaar,.
Tumhaare Dil Mein Bhi Bohat Dard Hai,.
Express Karo,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: January 19, 2009, 05:30:50 PM »
har taraf dard hi dard hoga,
ager woh dilbar bewaffa nikle,
humare ansuon ko bhi koi pee gaya hota,
ager humare ansu khoon ke bad nikle...


lo apki farmaish kabul karte hai...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: January 19, 2009, 11:18:22 PM »
Wah! Chote Bhai bahut khoob likha hai
Logged
salma786
Guest
«Reply #8 on: January 20, 2009, 03:34:52 AM »
Bahoot khoob Azeem ji Applause Applause Applause
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #9 on: January 20, 2009, 05:23:39 AM »
Har Taraf Maatam, Har Taraf Andhera Kyun Hai,.
Tanhaai Aur Dard Se Bhara, Ye Ghar Mera Kyun Hai,.

Ye Kaisa Mukhaam Aaya Hai Mohabbat Ka "Azeem,.
Khushi Ka Daur Guzar Chuka To Ghamon Ka Pal Tehra Kyun Hai,.

Ab To Aadat Hai Mujhe, Raat Ki Tanhaai Mein Kho Jaana,.
Ya Rab, Phir Meri Zindagi Mein Ye Roshan Sawera Kyun Hai,.

Yun To Is Duniya Mein Musaafiron Ki Kami Nahi "Ya Rab,.
Phir Zindagi Ke Safar Mein "Azeem, Akela Kyun Hai,.

__________________________________-Jaanasheen-


Wah Wah Azeem Kya Kahene Is Dard ke Pather Bhi Pighal Jaye mere bhai Kya likha hai !!

Ye Kaisa Muqaam Aya Hai mahobbath ka "Azeem" !!
Khushi ka Daur Guzar Chuka to Ghamoon ka pal Tahera Kyoon hai !!

Kya kahene is sher tumhari ghazal ka dil hai ye sher !! La jawab !! Allah tumhare is kalaam ko izzath bakshe azeem !!Ameen

Qadeer Toopchi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: January 20, 2009, 05:28:51 AM »
bahoot khoob lil bro
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #11 on: January 20, 2009, 05:38:28 AM »
Har Taraf Maatam, Har Taraf Andhera Kyun Hai,.
Tanhaai Aur Dard Se Bhara, Ye Ghar Mera Kyun Hai,.

Ye Kaisa Mukhaam Aaya Hai Mohabbat Ka "Azeem,.
Khushi Ka Daur Guzar Chuka To Ghamon Ka Pal Tehra Kyun Hai,.

Ab To Aadat Hai Mujhe, Raat Ki Tanhaai Mein Kho Jaana,.
Ya Rab, Phir Meri Zindagi Mein Ye Roshan Sawera Kyun Hai,.

Yun To Is Duniya Mein Musaafiron Ki Kami Nahi "Ya Rab,.
Phir Zindagi Ke Safar Mein "Azeem, Akela Kyun Hai,.

__________________________________-Jaanasheen-


Azeem Eak Sher Tumhare Nazar Karta hon Aur is sher ko Bahoth Jald Ghzal ki shakal donga inshallah !!

Mere Saath haar baar is tarha  Khilwaad Kyoon Karta hai !!
Jiska Jawab nahi meri zubaan pe aisa sawal kyoon karta hai !!
kal apne hi dar pe tone thukraya tha  mujhe !!
aaj meri chaukhatt pe mera intezaar kyoon karta hai !!

Qadeer Toopchi
Logged
salma786
Guest
«Reply #12 on: January 20, 2009, 06:13:23 AM »
Lagta hai hume unse mohabbat si hogai hai,
Jaan se zada unki chahat si hogai hai,
Thukra de is bat ki parwa kaha hai humko,
Tut k bikharne ki ab adat si hogai hai!
Logged
cara
Guest
«Reply #13 on: January 20, 2009, 06:48:25 AM »
KYA BAAT HAI ..JAANASHEENJI...

kya waffa, kya saath, kya khushi, kya dillagi,
kabhi hoti hi nahin mahobbat mae mere.
sirf bewaffai,judai,ruswai,tanhai,
hai naseeb mein,mohabbat mae mere.

andhera hi andhera hai,mohabbat mae mere,
sawera hota hi nahin ,mohabbat mae mere.

yun toh duniya mein pyaar karnewallon ki kami nahin hai YE-RAB,
par pyaar ke safar mein "AZEEM" ko hi kyun pyaasa rakhte hai YAHAN-SAB.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #14 on: January 20, 2009, 08:10:12 AM »
nice work janasheen bhai
salma, qadeer bhai and cara gr8 work too

koi aaye mere dar par tu oose bithna kucch der
mere baad mere doston ka khayal rakhna
oonhe batana kii kucch der main aayega 'saahil'
ho sake toh mera intzaar karna...........
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:26:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer