Ye Shehar Kaisa Hai,.

by Jaanasheen on January 20, 2009, 08:58:44 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2224 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Ye Kis Jagaah Par Aa Khadaa Hoon Main,.
Har Taraf Andhera Hi Dekhtaa Hoon Main,.

Kyun Ujrde Hain, Ghar Sabhi Ke Yahaan,.
Ye Kaise Shehar Mein Aa Basaa Hoon Main,.

Logon Ke Chehron Pe Ye Pareshaani Kyun Hai,.
Kyun In Sab Ke Beech Bhi Tanhaa Hoon Main,.

Jis Gham Ke Naam Se Hi Darte The Log "Azeem,.
Kyun Khud Us Mukhaam Tak Aa Pahoonchaa Hoon Main,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yeh shehar ..... by HumTum in Shayri-E-Dard
Ek Shehar Unka Ek Shehar Apna,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Kaisa nasha kaisa ye khumar hai by poem143s in Shayri for Dard -e- Judai
Yeh Kaisa Shehar Hai by Roja in Miscellaneous Shayri
Jane Kaisa Shehar Tha by Roja in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
k.shael
Guest
«Reply #1 on: January 20, 2009, 09:07:25 AM »
 Applause   Applause   Applause   Clapping Smiley
Bahut khoob har baar ki tarah umda aur aacha likha hai
Sach me lafzo ko bahut aache se bandha hai...


Mein to nikla tha ishq ki raah par chalne ko,
Par ye to koi uljhi hui si raah dekh raha hoon main,

Maine to chahat ki thi ek haseen saathi ki,
Par inme to dushmano jaisi fitrat dekh raha hoon main,

Are koi sachayi se ro-b-ro karwao mujhe,
Pathar ke bazaar me sheeshe ka dil liye goom raha hoon main.

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: January 20, 2009, 09:18:06 AM »
Applause   Applause   Applause   Clapping Smiley
Bahut khoob har baar ki tarah umda aur aacha likha hai
Sach me lafzo ko bahut aache se bandha hai...


Mein to nikla tha ishq ki raah par chalne ko,
Par ye to koi uljhi hui si raah dekh raha hoon main,

Maine to chahat ki thi ek haseen saathi ki,
Par inme to dushmano jaisi fitrat dekh raha hoon main,

Are koi sachayi se ro-b-ro karwao mujhe,
Pathar ke bazaar me sheeshe ka dil liye goom raha hoon main.

Shally.

Waah Waah Bohat Hi Badhiya Likha Hai Shally Partner,.
Magar yaar Aakhri Line Dil Cheer Gayi,.
Nice One,.

And Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 20, 2009, 09:20:21 AM »
Bohat Khoob Likha Hai Azeem Bhai.
Aapne Bhi Achha Likha Hai Shael Ji Keep It Up

Shukriya Bhaijana,.
Aap Bhi Kuch Likhte To seekhne Ka Achcha Maukha Milta,.
Logged
cara
Guest
«Reply #4 on: January 20, 2009, 09:35:42 AM »
kya baat hai..jaanasheenji....

andhera hi andhera,ujraa ghar,pareshan har chehra,
gamo ka samundar,tuffano ne gera,YESA SHEHAR HAI MERA.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 20, 2009, 09:36:06 AM »
Applause   Applause   Applause   Clapping Smiley
Bahut khoob har baar ki tarah umda aur aacha likha hai
Sach me lafzo ko bahut aache se bandha hai...


Mein to nikla tha ishq ki raah par chalne ko,
Par ye to koi uljhi hui si raah dekh raha hoon main,

Maine to chahat ki thi ek haseen saathi ki,
Par inme to dushmano jaisi fitrat dekh raha hoon main,

Are koi sachayi se ro-b-ro karwao mujhe,
Pathar ke bazaar me sheeshe ka dil liye goom raha hoon main.

Shally.

Bulaakar Apne Shehar Mein Ajnabi Ki Tarah, Pesh Aata Kyun Hai,.
Gar Mujhse Nafrat Hai, To Meri Nazar Se Nazar Milaata Kyun Hai,.

Maana Ki Tujhe Shauk Hai, Dilon Se Khelne Ka "Aye Rahat-e-Jaan,.
Tord De Ek Baar Dil Mera, Baar Baar Mere Dil Ko Dukhaata Kyun Hai,.

Maana Ki Tujhe Paana, Mere Mukaddar Mein Nahi Hai "Jaana,.
Magar Khwaabon Mein Aakar "Azeem Ke Ise Sataata Kyun Hai,.

Dekha Nahi Jaata Kisi Se Bhi, Is Bechaare Ka Gham Yahaan,.
Tu Kitna Sang Dil Hai Aashna-e-Azeem, Ise Itna Tardpaata Kyun Hai,.

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: January 20, 2009, 09:38:13 AM »
Ye Kis Jagaah Par Aa Khadaa Hoon Main,.
Har Taraf Andhera Hi Dekhtaa Hoon Main,.

Kyun Ujrde Hain, Ghar Sabhi Ke Yahaan,.
Ye Kaise Shehar Mein Aa Basaa Hoon Main,.

Logon Ke Chehron Pe Ye Pareshaani Kyun Hai,.
Kyun In Sab Ke Beech Bhi Tanhaa Hoon Main,.

Jis Gham Ke Naam Se Hi Darte The Log "Azeem,.
Kyun Khud Us Mukhaam Tak Aa Pahoonchaa Hoon Main,.

_______________________________-Jaanasheen-


wah Jahanasheen, wah, very beautifully said, as usual

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 20, 2009, 09:45:12 AM »
Shukriya Cara Ji,.
And Thank U Jasbir Bhaiya,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #8 on: January 20, 2009, 09:47:46 AM »
Bulaakar Apne Shehar Mein Ajnabi Ki Tarah, Pesh Aata Kyun Hai,.
Gar Mujhse Nafrat Hai, To Meri Nazar Se Nazar Milaata Kyun Hai,.

Maana Ki Tujhe Shauk Hai, Dilon Se Khelne Ka "Aye Rahat-e-Jaan,.
Tord De Ek Baar Dil Mera, Baar Baar Mere Dil Ko Dukhaata Kyun Hai,.

Maana Ki Tujhe Paana, Mere Mukaddar Mein Nahi Hai "Jaana,.
Magar Khwaabon Mein Aakar "Azeem Ke Ise Sataata Kyun Hai,.

Dekha Nahi Jaata Kisi Se Bhi, Is Bechaare Ka Gham Yahaan,.
Tu Kitna Sang Dil Hai Aashna-e-Azeem, Ise Itna Tardpaata Kyun Hai,.

________________________________________-Jaanasheen-

Bahut khoob Azeem,

Har line aachi hai...

Nahi de sakta tu pal bhar ki khushi phir u ghanto rulata kyun hai,
Saath chal nahi sakta tu manzil tak phir baar baar lout aata
kyun hai,

Wada poora karna teri fitrat nahi phir har baar wada kar jaata
kyun hai,
Kya na kiya tujhe apna banane ke liye, par phir bhi tu gairo ka
ban jaata kyun hai...

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: January 20, 2009, 09:52:19 AM »
Kyun Mazak Karte Hai Aap
Khair BhaI Hum Koshish Karte Hai
Kuch Bana To......
Filhal Yahi


Ji Karta Hai Ab Is Jagah Se Kahin Aur Chala Jaaun Mein
Par Kuch Yaadon Ki Zanjeeron Ko Tod Nahi Pata Hoon Mein


Bohat Achche Bhaijaan,.

Tord De Har Zanjeer Ko Tu, Apni Zindagi Jee Le,.
Ghamon Ko Tune Bohat Saha Hai, Ab Khushi Ka Ghoont Pee Le,.

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: January 20, 2009, 09:52:36 AM »
Bahut khoob Azeem,

Har line aachi hai...

Nahi de sakta tu pal bhar ki khushi phir u ghanto rulata kyun hai,
Saath chal nahi sakta tu manzil tak phir baar baar lout aata
kyun hai,

Wada poora karna teri fitrat nahi phir har baar wada kar jaata
kyun hai,
Kya na kiya tujhe apna banane ke liye, par phir bhi tu gairo ka
ban jaata kyun hai...

Shally.


wah Shally, very nice

Jasbir Singh
Logged
salil2002
Guest
«Reply #11 on: January 20, 2009, 09:56:46 AM »
azeem bhai i m reading it twice still i can feel it  Clapping Smiley

bahut der se aaye hum musafir thak gaya hoga
chalo jara dekh aaye hum shayad woh so gaya hoga

nahi chhedenge hum isko aaj ji bahr k sone do
kii bahut jaaga hai yeh, ashqon ko dekh maloom hota hai
kii hum chhod aaye thay aashiaane iske liye
toh phir yeh viraano main aakar kyun basar karta hai

 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 20, 2009, 10:01:45 AM »
Bahut khoob Azeem,

Har line aachi hai...

Nahi de sakta tu pal bhar ki khushi phir u ghanto rulata kyun hai,
Saath chal nahi sakta tu manzil tak phir baar baar lout aata
kyun hai,

Wada poora karna teri fitrat nahi phir har baar wada kar jaata
kyun hai,
Kya na kiya tujhe apna banane ke liye, par phir bhi tu gairo ka
ban jaata kyun hai...

Shally.


Waah Shally Partner, Kya Khoob Nehle pe Dehle Phenka Hai Nice One yaara,.

Har Gham Mujhse Kareeb Hai,.
Shayad Yahi Mera Naseeb Hai,.

Door Raho Tum,Warna Jal Jaaoge,.
Humse Rishta Jordkar Patchtaaoge,.

_________________-Jaanasheen-




Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: January 20, 2009, 10:12:31 AM »
azeem bhai i m reading it twice still i can feel it  Clapping Smiley

bahut der se aaye hum musafir thak gaya hoga
chalo jara dekh aaye hum shayad woh so gaya hoga

nahi chhedenge hum isko aaj ji bahr k sone do
kii bahut jaaga hai yeh, ashqon ko dekh maloom hota hai
kii hum chhod aaye thay aashiaane iske liye
toh phir yeh viraano main aakar kyun basar karta hai



Shukriya Bhai,.
And Nice One,.

Musaafir Hoon Main Bhi, Tanhaai Ki Manzil Ka,.
Aa Saath Milkar Hum Safar Karein,.

Yun To Tanhaa Tha Pehle Main, Ab Tu Milaa Hai,.
Aa Is Jahaan Mein, Apna Guzar Karein,.

Tu Bhi Hai, Gham Ka Maara, Mere Bhi Dard Kam Nahi,.
Chal Rabse Duaa Kare, Aur Sabar Karein,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #14 on: January 20, 2009, 10:15:52 AM »
Waah Shally Partner, Kya Khoob Nehle pe Dehle Phenka Hai Nice One yaara,.

Har Gham Mujhse Kareeb Hai,.
Shayad Yahi Mera Naseeb Hai,.

Door Raho Tum,Warna Jal Jaaoge,.
Humse Rishta Jordkar Patchtaaoge,.

_________________-Jaanasheen-


AAcha likha hai Azeem,

Kya khoob mere dost ne dosti nibhayi hai,
Lagta hai hamse door rehne ki kasam khaayi hai,

Kaise manale use hamm pyaar se,
Jab ye hi nahi maloom ki kiss baat ki ruswayi hai,

Shally.





Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:11:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.206 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer