Ye zindagi meri ek ajeeb tamasha hai

by Delicate_Doll on June 20, 2006, 09:02:47 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 6651 times)
Delicate_Doll
Guest
Ye zindagi bhi meri ek ajeeb tamasha hai,
Na koi manzil hai,na koi tikhana hai.

Mani apni he gham ki ajeeb kafiyat se guzar rahi hu
na koi mera wajod na koi mera dastan hai

Khud apne he dil ko jala rahi hu
na koi umeed ka chirag hai na koi apna hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri Zindagi Mei Ajeeb Maza Hai by lover_boy in Shayari -e- Husn
Zindagi ki ajeeb hai dastan by saif_Soz in Shairi - E - Zindagi
**MERI AJEEB ZINDAGI** by SairaKhan in Shairi - E - Zindagi
~Zindagi morr ajeeb ajeeb leti hai~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
Tamasha dekhti rahi zindagi….Sahal by sahal in Shairi - E - Zindagi
Aryaan
Guest
«Reply #1 on: June 20, 2006, 10:56:19 AM »
Bohat khoob Salma...
Logged
nikki
Guest
«Reply #2 on: June 20, 2006, 11:09:34 AM »
Hey nice one Salma sis....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #3 on: June 20, 2006, 11:28:18 AM »
Quote from: "salma4u"
Ye zindagi bhi meri ek ajeeb tamasha hai,
Na koi manzil hai,na koi tikhana hai.

Mani apni he gham ki ajeeb kafiyat se guzar rahi hu
na koi mera wajod na koi mera dastan hai

Khud apne he dil ko jala rahi hu
na koi umeed ka chirag hai na koi apna hai


Superb Salma Usual Smile
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #4 on: June 20, 2006, 12:11:31 PM »
Thanks Aryaan ...Nikki sis n Gaurav Usual Smile ..aacha laga aap logon ka reply dekh ke...choti si khosi kiya shayari mein
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #5 on: June 20, 2006, 12:26:12 PM »
Main to ek khusbu hu jo hawa mein bikhar jaongi...
phool hu jo suk kar,har ek phankudi ban kar bikhar jaaongi...
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 44 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #6 on: June 20, 2006, 12:52:40 PM »
bahut ache salma

ho ke mayoos na aangan se ukhado paude
dhoop barsi hai yaha to barish bhi yahi per hogi

nm
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #7 on: June 20, 2006, 01:05:54 PM »
Thanks Sam n nice one too

jis gham ka kasak mujh mein hai..
na koi pechanta hai na koi jaata hai..

jis baath pe mere dil toot jaata hai...
na koi samaj pata hai, na koi tasli deta hai...
Logged
dolly
Guest
«Reply #8 on: June 20, 2006, 01:16:44 PM »
Quote from: "salma4u"
Ye zindagi bhi meri ek ajeeb tamasha hai,
Na koi manzil hai,na koi tikhana hai.

Mani apni he gham ki ajeeb kafiyat se guzar rahi hu
na koi mera wajod na koi mera dastan hai

Khud apne he dil ko jala rahi hu
na koi umeed ka chirag hai na koi apna hai


v nice Salma..........

chand ki khwahish ki thi,
diye ki lujaala bhi naa naseeb hua...

humsafar ki khwahish ki thi...
humdard ka saath  bhi na naseeb hua

pyar  ki khwahish ki thi..
nafrat ka pyaala bhi na nasib hua
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #9 on: June 20, 2006, 01:17:27 PM »
na koi hai manzil meri .....
na dil me koi abhilasha hai .....
dekho a duniya walo......
meri zindgi jaise ek tamasha hai ....


bahut aacha likha hai salma ji
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #10 on: June 20, 2006, 09:03:12 PM »
Quote from: "salma4u"
Thanks Sam n nice one too

jis gham ka kasak mujh mein hai..
na koi pechanta hai na koi jaata hai..

jis baath pe mere dil toot jaata hai...
na koi samaj pata hai, na koi tasli deta hai...

bohot khub salma ji!

Kon kehta hein teri gam ka kasak koi janta nahi
teri har gam ko teri duniya se durr kardenge
Tu kyun paatii he khud ko bebas ..
ham teri jindagii mein khusio ka rang bhardenge
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #11 on: June 21, 2006, 11:49:33 AM »
Quote from: "dolly"
Quote from: "salma4u"
Ye zindagi bhi meri ek ajeeb tamasha hai,
Na koi manzil hai,na koi tikhana hai.

Mani apni he gham ki ajeeb kafiyat se guzar rahi hu
na koi mera wajod na koi mera dastan hai

Khud apne he dil ko jala rahi hu
na koi umeed ka chirag hai na koi apna hai


v nice Salma..........

chand ki khwahish ki thi,
diye ki lujaala bhi naa naseeb hua...

humsafar ki khwahish ki thi...
humdard ka saath  bhi na naseeb hua

pyar  ki khwahish ki thi..
nafrat ka pyaala bhi na nasib hua


WOW dolly..excellent ... har sabd dil ko chu gai
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #12 on: June 21, 2006, 11:52:06 AM »
Thanks Tushar jee...gr8 one...




Quote from: "tushar_4u_im"
na koi hai manzil meri .....
na dil me koi abhilasha hai .....
dekho a duniya walo......
meri zindgi jaise ek tamasha hai ....


bahut aacha likha hai salma ji
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #13 on: June 21, 2006, 12:17:40 PM »
Thanks shahid... gr8 reply


Gham ki kya baath karein..
Har shaks  naqab se lipta hai...
Khusiyan ki kya baath karein...
har shaks khusiyan ki nazar lagata hai...


Quote from: "redwhitegang"
Quote from: "salma4u"
Thanks Sam n nice one too

jis gham ka kasak mujh mein hai..
na koi pechanta hai na koi jaata hai..

jis baath pe mere dil toot jaata hai...
na koi samaj pata hai, na koi tasli deta hai...

bohot khub salma ji!

Kon kehta hein teri gam ka kasak koi janta nahi
teri har gam ko teri duniya se durr kardenge
Tu kyun paatii he khud ko bebas ..
ham teri jindagii mein khusio ka rang bhardenge
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #14 on: June 21, 2006, 12:28:34 PM »
Kanjar se kyun maarte ho hume...
hum to waise bhi hain maare huve...
chot dena ka itna he shouk hai...
to lafz kafi hai hume maarne ke liye...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:22:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer