.: [yeh baarishein] :.

by sanya310 on February 28, 2009, 04:26:32 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1669 times)
sanya310
Guest
Ik pal mein sab bikhar gaya
woh jo humse mukar gaya

Kya raha iss chehre par
woh noor jo tha utar gaya

Woh bheege pal aur woh yaadein
woh pyaar ka mausam guzar gaya

Woh ashk banke palkon se
lehraate hue bichhad gaya

Meri zindgi ek khel hai
azmaaishein bhi uski hain

Phir bhi aaj ummeed hai
aur khwahishein bhi uski hain

Yaadein jo sataati hain
yeh saazishein bhi uski hain

Usi ki tarah rulaati hain
yeh baarishein bhi uski hain..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
BAARISHEIN ZAROORI HAIN ........................... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: February 28, 2009, 04:29:44 PM »
Waah Wah, waah, Subhan Allah, Bohat Achche Sanya Ji, Bohat Khoob Nice One,.
Logged
sanya310
Guest
«Reply #2 on: February 28, 2009, 04:30:52 PM »
bohot bohot shukriya Azeem bhaijan =)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 28, 2009, 04:38:06 PM »
bohot bohot shukriya Azeem bhaijan =)

Thank U Behna,.

Ek Umr Guzri, Meri Aankhon Se Bhi Ashq Behte Rahe,.
Hont Khamosh The Mere, Haal Mera Ye Aansoon Hi Kehte Rahe,.

Log Samajhte Hain Meri Hasi Dekhkar, Ke Main Anjaan Hoon Ghamon Se,.
Inhe Kya Khabar, Apni Hasraton Ko Dabaakar Kis Tarah Sab Hum Sehte Rahe,.

_________________________________-Jaanasheen-

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: February 28, 2009, 05:04:17 PM »
Ik pal mein sab bikhar gaya
woh jo humse mukar gaya

Kya raha iss chehre par
woh noor jo tha utar gaya

Woh bheege pal aur woh yaadein
woh pyaar ka mausam guzar gaya

Woh ashk banke palkon se
lehraate hue bichhad gaya

Meri zindgi ek khel hai
azmaaishein bhi uski hain

Phir bhi aaj ummeed hai
aur khwahishein bhi uski hain

Yaadein jo sataati hain
yeh saazishein bhi uski hain

Usi ki tarah rulaati hain
yeh baarishein bhi uski hain..

Nice one Sanya Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: February 28, 2009, 05:06:15 PM »
Thank U Behna,.

Ek Umr Guzri, Meri Aankhon Se Bhi Ashq Behte Rahe,.
Hont Khamosh The Mere, Haal Mera Ye Aansoon Hi Kehte Rahe,.

Log Samajhte Hain Meri Hasi Dekhkar, Ke Main Anjaan Hoon Ghamon Se,.
Inhe Kya Khabar, Apni Hasraton Ko Dabaakar Kis Tarah Sab Hum Sehte Rahe,.

_________________________________-Jaanasheen-


Wah! Chote Bhai Bahut Khoob
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: March 01, 2009, 05:20:51 AM »
 Applause Applause

Very beautifull Sanya sis...
Nice lines Bhai...
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: March 01, 2009, 05:34:54 AM »
Ik pal mein sab bikhar gaya
woh jo humse mukar gaya

Kya raha iss chehre par
woh noor jo tha utar gaya

Woh bheege pal aur woh yaadein
woh pyaar ka mausam guzar gaya

Woh ashk banke palkon se
lehraate hue bichhad gaya

Meri zindgi ek khel hai
azmaaishein bhi uski hain

Phir bhi aaj ummeed hai
aur khwahishein bhi uski hain

Yaadein jo sataati hain
yeh saazishein bhi uski hain

Usi ki tarah rulaati hain
yeh baarishein bhi uski hain..


Wah sanya dear... bahut umda likha hai aapne. bahut dino k baad tumhe pada aur bahut accha bi laga. Keep up. Thumbs UP
Logged
angel4u
Guest
«Reply #8 on: March 01, 2009, 06:44:17 AM »
Really awesome sanya. Touching... sad5
Logged
sanya310
Guest
«Reply #9 on: March 01, 2009, 04:44:16 PM »
Nice one Azeem bhai!
Thanks RH ji, honey di, roja sis and angel Usual Smile
Logged
sanya310
Guest
«Reply #10 on: March 01, 2009, 04:50:39 PM »
i forgot to say..thanks @kaash!! :D
Logged
paani
Guest
«Reply #11 on: March 03, 2009, 05:03:27 AM »
Ik pal mein sab bikhar gaya
woh jo humse mukar gaya

Kya raha iss chehre par
woh noor jo tha utar gaya

Woh bheege pal aur woh yaadein
woh pyaar ka mausam guzar gaya

Woh ashk banke palkon se
lehraate hue bichhad gaya

Meri zindgi ek khel hai
azmaaishein bhi uski hain

Phir bhi aaj ummeed hai
aur khwahishein bhi uski hain

Yaadein jo sataati hain
yeh saazishein bhi uski hain

Usi ki tarah rulaati hain
yeh baarishein bhi uski hain..


bahut khub mohtarma !!!!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #12 on: March 03, 2009, 05:04:31 AM »
Wah wah kya bat hai sanya . realy a beatuful creation..
Logged
sanya310
Guest
«Reply #13 on: March 04, 2009, 06:48:18 PM »
Thank you so much paani and sophi!!

Logged
smardia
Guest
«Reply #14 on: March 04, 2009, 07:16:25 PM »
Dard bada khul kar saamne aaya hai....bahut khoob Sanya310 ji.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

N yaad kar pal jo guzar gaya
Wo n tha tere pyar k kabil jo
Kasme khakar bhi mukar gaya
Baarishein Aankho se kyo oos k liye

Baharain fir lautengee tere aangan
Jala fir se dil mai tu nai aagan
Ho ja pyarr k sapno mai tu magan
Jald mil jayega tujhe sacha sajan
Ik pal mein sab bikhar gaya
woh jo humse mukar gaya

Kya raha iss chehre par
woh noor jo tha utar gaya

Woh bheege pal aur woh yaadein
woh pyaar ka mausam guzar gaya

Woh ashk banke palkon se
lehraate hue bichhad gaya

Meri zindgi ek khel hai
azmaaishein bhi uski hain

Phir bhi aaj ummeed hai
aur khwahishein bhi uski hain

Yaadein jo sataati hain
yeh saazishein bhi uski hain

Usi ki tarah rulaati hain
yeh baarishein bhi uski hain..

Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:57:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer