khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
Mujh ko Thakne Nahi'N Deta Yeh Zaroorat Ka Pahad Mere Bache Mujhe Boodha NahiN Hone Dete'y
~~Meraj Faizabadi~~Khud Ke Dil Ko Kisi Ne Kabhi Yuh Bhi behlayaa hai Dard Rakhkar Dil Mein Chehre Se Woh Muskurayaa hai
Koi Milta Apna Sa, To Haal-e-Dil Keh Deta Woh!!!!! Par Har Mod Par Khud Ko Tanha Hi Woh Paaya hai
Zindagi Ki Bhaag-Daud Ne Kamzor Kar Diya Usse!!!! Ek Akeli Jaan Ne Bahut Si ZimmedariyoN Ka Bhoj Uthaya hai
Araam karna Taqdeer Mein Likha Hi NaheeN Tha Shayad!!!! Badhte BachoN Ki Kad Ko Dekhkar Woh Mann Hi Mann Ghabraya hai
Kaam-Kaaj Se Thak-Tootkar Apne Ghar Ko Jaane Waale.N...!!!! BachoN Ki Nazar mein 'Baap' Ne Bahut Izzat Aur Naam kamaya hai
"Khwaish" Koi Bhi Ghar Mehfooz Rehta hai Uske Chatt Ki badaulat!! Yeh Jo Khil-Khilaata Aangan Hai Yeh Sab Unka Hi Sarmaya hai
~~~~~Khwaish~~~~~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 21, 2012, 01:46:41 PM » |
|
Bahut khoob Khwaish ji Kalaam ke sath saath photo bhi bahut pyari paste ki hai.. bachpan ke din yaad aa gaye.. aisa thela dekhta hu to ek kulfi jaroor khata hu. Ek aur baat. ye photo south ki kheenchi hui hai..anekta me ekta ka prateek..vaaah muh me lalach aa raha hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 21, 2012, 02:11:08 PM » |
|
gar mera bhi ooncha mayaar hota. iss icecream se zyadaa apna pyaar hota.
bhar deta daaman khushiyo.n se tera. gar ye sab mere akhtiyaar hota.
chipaa kar ghamm muskurataa hoon ke. cheekhne mein ye waqt bekaar hota.
maarta jo zameer khud ka khushio.n ke liye. tera bhee ek khushhaal sansaar hota.
muflisi mein bhee muskurana ghanimat jaano. warna ye bhee ameero.n ka shikaar hota.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 21, 2012, 04:47:25 PM » |
|
Bahut khoob Khwaish ji.Shuru se aakhir tak har sher qaabil e daad hai. bahut bahut mubarak ho.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sajid_Ghayel
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 21, 2012, 05:47:29 PM » |
|
Bohat khoob mere bhai.....jab bhi likhte ho sachchaiee bayaan karte ho.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Aatish~
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 21, 2012, 06:27:31 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #8 on: January 22, 2012, 08:54:35 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sunildehgawani
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 22, 2012, 10:39:47 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #11 on: January 22, 2012, 12:13:09 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 22, 2012, 01:31:38 PM » |
|
lajawaaaabbb
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Abul Asad
Maqbool Shayar
Rau: 3
Offline
Waqt Bitaya:7 days, 50 minutes.
Posts: 773 Member Since: Dec 2011
|
|
«Reply #13 on: January 23, 2012, 01:52:18 AM » |
|
Khud Ke Dil Ko Kisi Ne Kabhi Yuh Bhi behlayaa hai Dard Rakhkar Dil Mein Chehre Se Woh Muskurayaa hai
Koi Milta Apna Sa, To Haal-e-Dil Keh Deta Woh!!!!! Par Har Mod Par Khud Ko Tanha Hi Woh Paaya hai
Zindagi Ki Bhaag-Daud Ne Kamzor Kar Diya Usse!!!! Ek Akeli Jaan Ne Bahut Si ZimmedariyoN Ka Bhoj Uthaya hai
Araam karna Taqdeer Mein Likha Hi NaheeN Tha Shayad!!!! Badhte BachoN Ki Kad Ko Dekhkar Woh Mann Hi Mann Ghabraya hai
Kaam-Kaaj Se Thak-Tootkar Apne Ghar Ko Jaane Waale.N...!!!! BachoN Ki Nazar mein 'Baap' Ne Bahut Izzat Aur Naam kamaya hai
"Khwaish" Koi Bhi Ghar Mehfooz Rehta hai Uske Chatt Ki badaulat!! Yeh Jo Khil-Khilaata Aangan Hai Yeh Sab Unka Hi Sarmaya hai
[/quote] Khwaish Sahab,
Aap ki Shayari ka jawaab nahi, Kiya baat hai har sher apni daad ka mustaheq hai.
Abul Asad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #14 on: January 23, 2012, 04:14:29 AM » |
|
bahut bahut khoob khwaish ji mubarak ho god bless you keep itup
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|