..~~Yeh kisney meri qurbat per diya jalaya~~..

by HumTum on May 05, 2005, 01:59:36 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Author  (Read 6163 times)
HumTum
Guest
«Reply #15 on: May 05, 2005, 12:33:34 PM »
For dhadkan and Meena ...

* Muntzir = chahaney wala
kissi baat ki chahat rakhni = muntizir hona !!!!!
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #16 on: May 05, 2005, 12:35:57 PM »
ohhhhhhhhhhh...... :lol:

Hum bhi to aapki sharayi ke muntazir hai......... :lol:

sahi kaha na maine
Logged
HumTum
Guest
«Reply #17 on: May 05, 2005, 12:37:49 PM »
Quote from: "dhadkan"
ohhhhhhhhhhh...... :lol:

Hum bhi to aapki sharayi ke muntazir hai......... :lol:

sahi kaha na maine


bilkul shi ji .... aur hum aap ke jawabooN ke muntzir hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #18 on: May 05, 2005, 02:08:37 PM »
Quote from: "sandhaya"
very nice humtum too good.......

teri yaad ko juda khudse karna na aaya
saare aam kiya tha humne ijahre mahobat
kya kare hume zalim zamane se darna na aaya
kar di tere naam apni har khushi, humne khushi se
ek tu tha ki tujhe humse pyaar tak karna na aaya



bahoot khoob sandhaya ji ....

ashq aankho mei mere dekh ke rote kyun ho
dil bhar aata hai to phir dil dukhate Kyun ho
roz mar mar ke mujhe jeenay ko kehte kyun ho,
milne aatay ho to phir laut ke jatay kyun ho...
Logged
Talat
Guest
«Reply #19 on: May 05, 2005, 02:43:12 PM »
Quote from: "HumTum"

tamam umr iss dil-e-bimaar ko chen na aaya
keh ke bewfaa ik aur hai zulm unhoney daya

yun to kami na thi gam-e-duraaN ki humey
gum-e-judai ki surat mein mehboob, nyab-e-tofaa laya

sath chalney ke kiye they davey to bahut usney
mud ke dekha jo aaj to kud ko tanhaa paya

duboo gya humey gum-e-samunder mein woh
"HumTum" tera pyaar bhi yeh kya rang hai laya

failaye hath mangga tha yaar khuda se "HumTum"
badley mein humney do gaz kafan hai paya

shaad ho gya woh *shazar, woh zameen "HumTum"
yeh kisney meri qurbaat pe aaj diya jalaya

kyun ker rha hai yha byaan-e-dil tu"HumTum"
tujhey marney ke baad bhi chen na aaya  

*Shazar = Tree

HumTum sad5



Its really very touching !!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #20 on: May 05, 2005, 02:47:19 PM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "HumTum"

tamam umr iss dil-e-bimaar ko chen na aaya
keh ke bewfaa ik aur hai zulm unhoney daya

yun to kami na thi gam-e-duraaN ki humey
gum-e-judai ki surat mein mehboob, nyab-e-tofaa laya

sath chalney ke kiye they davey to bahut usney
mud ke dekha jo aaj to kud ko tanhaa paya

duboo gya humey gum-e-samunder mein woh
"HumTum" tera pyaar bhi yeh kya rang hai laya

failaye hath mangga tha yaar khuda se "HumTum"
badley mein humney do gaz kafan hai paya

shaad ho gya woh *shazar, woh zameen "HumTum"
yeh kisney meri qurbaat pe aaj diya jalaya

kyun ker rha hai yha byaan-e-dil tu"HumTum"
tujhey marney ke baad bhi chen na aaya  

*Shazar = Tree

HumTum sad5



Its really very touching !!!!


Shukriya Talat ji ....

Barson Se Unka Naam To Bhool Hi Gaye The hum
Jo Aaj Kisi Ne Le Liya Hum Chownk Se Pade......
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: May 05, 2005, 02:48:26 PM »
bas ek hi naam is dil main bans gaya hai
wo shakhs meri saanson main rach gaya hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #22 on: May 05, 2005, 02:50:32 PM »
Hausale itane buland the ke har gum ko sah gaye
bus sah na sake ek tera gum toot ke hum rahe gaye
Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: May 05, 2005, 02:56:12 PM »
ek din ummeedon ke diye jala jaata hai wo
khud hi phir aa kar wo diye bujha jata hai wo
Logged
HumTum
Guest
«Reply #24 on: May 05, 2005, 02:57:09 PM »
Ho gayi hai mashoor bewafai kuch is kadar unki,
Zikar aaya mera mehfil main to jhuk gayi nazar unki
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: May 05, 2005, 02:58:36 PM »
naam unka jab bhi mehfil main aa jaata hai
dil dhadak dhadak ke bas shor machata hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #26 on: May 05, 2005, 03:00:30 PM »
mujh se yeh gum na cheeen e' dost
khali dil dadkana mujhey nhi aata
Logged
Talat
Guest
«Reply #27 on: May 05, 2005, 03:02:25 PM »
har lamha har pal yaad inki aati hai, mujhe rulaati hai
khudaya kya unhe khabar hain mere ishq-e-inteha ki
Logged
HumTum
Guest
«Reply #28 on: May 05, 2005, 03:04:35 PM »
Iss qadar Zarf to rakhte hain zamaane waley,
Zindagi cheenke jeene ki dua dete hain !!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #29 on: May 05, 2005, 09:07:15 PM »
nice one Talat............................................ .................................
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 09:12:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer