Yeh Kya Kar Diya Tumne

by Jiya on March 31, 2007, 06:14:07 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2862 times)
Jiya
Guest
«Reply #15 on: April 04, 2007, 09:28:28 AM »
Rajbir ji aur Aryaan ji
 Thanx a lot.mujhe pata hai itna bhi achha nahin hai, par haan main poori koshish kar rahi hun
                                                           jiya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Arthi per tumne bicha diya!!!!! by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Tumne Diya.... by mera_waqt in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
dard diya hai tumne by shoukathkidiwani in Shayeri for Dard -e- Bewafai
tumne diya hai jo dard by chand.pcpl in Shayeri for Dard -e- Bewafai
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #16 on: April 04, 2007, 09:41:19 AM »
sukriya,aapne ise pada itna hi  bahut hai mere liye.. ..........

dil ke kare ka dhadkan ko gar na gumaan hota
khudayi pe us khuda ka gar na aehtaram hota
  kar lete us halaat mai hum khud apni tarife bhi 'fahi'
 gar meri har nazm mai uske aks ka na kaam hota

.......................@fahi@......................
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #17 on: April 04, 2007, 10:12:30 AM »
mind blowing Jiya bahoot khoob lika hai ..keep writing like this...
 Fahi ji tussi tho ak bar fir chaa gaya..bahoot khoob
Logged
Jiya
Guest
«Reply #18 on: April 04, 2007, 01:29:43 PM »
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
khushaamdid jeeya ji........yoindia mai aapka swagat hai.........nice begining 2.

 aa dekh zara ek baar sanam kis qadar tut chukhe hai hum
kaisi hai tujh bin zindagi kaisa hai waqt ka mujhpe ye julam

kaise kahu jeene ki mujhko ab hasrate  yu uljahn lagti hai
jo dil mai hai mere dhadak rahi woh dhadkane dushman lagti hai
aalam aisa hai meri betaabi ka ki ab saanse bhi lagti hai sitam
aa dekh zara................

...................@fahi@.......................

 Thanx a lot,,,,,,   B Usual Smile ohot hi pyaari lines likhi hain.sach mein.



Zindagi se bad kar tumse Mohabbat ki thi,
Is Khushi mein har gum ko bhul gaye the hum,
Ab saath hai to sirf gum ka,
Is Gum mein har Khushi ko bhul gaye hain hum.


Tumhaara har Karam yaad hai hume,
Tumhaara har Sitam bhi yaad hai hume,
Tuhaari Parchhai tak yaad hai hame,
Par tumhaari Bewafaai bhi yaad hai hume.


Kambakkhat tumhaari Yaadon se hi ghire rehete hain,
Tumhaari Yaadon mein apne aapko hi bhul gaye hain hum,
Ab sath hai to sirf Gum ka,
Is Gum mein har Khushi ko bhul gaye hain hum.!!!!!!!!!!!!!!!!!!......
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #19 on: April 04, 2007, 02:52:55 PM »
Quote from: "Jiya"
Rajbir ji aur Aryaan ji
 Thanx a lot.mujhe pata hai itna bhi achha nahin hai, par haan main poori koshish kar rahi hun
                                                           jiya


Jiya Aap ne acha likha hai tau tareef ki hai, App iss se bhi acha likh sakti hain, iss baat ka poora yaQeen hai hamein..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: April 04, 2007, 04:48:30 PM »
Kiya tha vishwaas, kuch to socha hota
Is kadar dil laga kar, yun to na dhoka kiya hota

Kah dete, hum yunhi chale jaate, jeevan se
Khud ki nigahon main, yun sharminda ton a kiya hota

Bata sakege na kabhi, chup bhi raha na jayega
Humko is kadar, ghootan ka alam to na diya hota

Laut rahe hai dard ki apni nagari main, khush rahna app
Yah kaya kar diya tumne, is tarah, to na kiya hota
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #21 on: April 05, 2007, 09:08:28 AM »
sukriya deepika ji......& jiya ji............aur aapne bhi accha likha hai...
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #22 on: April 05, 2007, 09:10:02 AM »
Quote from: "Pooja"
Kiya tha vishwaas, kuch to socha hota
Is kadar dil laga kar, yun to na dhoka kiya hota

Kah dete, hum yunhi chale jaate, jeevan se
Khud ki nigahon main, yun sharminda ton a kiya hota

Bata sakege na kabhi, chup bhi raha na jayega
Humko is kadar, ghootan ka alam to na diya hota

Laut rahe hai dard ki apni nagari main, khush rahna app
Yah kaya kar diya tumne, is tarah, to na kiya hota


nice combination of words & feelings pooja ji............gud job.
Logged
Jiya
Guest
«Reply #23 on: April 06, 2007, 08:54:57 AM »
Quote from: "Pooja"
Kiya tha vishwaas, kuch to socha hota
Is kadar dil laga kar, yun to na dhoka kiya hota

Kah dete, hum yunhi chale jaate, jeevan se
Khud ki nigahon main, yun sharminda ton a kiya hota

Bata sakege na kabhi, chup bhi raha na jayega
Humko is kadar, ghootan ka alam to na diya hota

Laut rahe hai dard ki apni nagari main, khush rahna app
Yah kaya kar diya tumne, is tarah, to na kiya hota


wow!! di kyaa khoob likh aapne. maza aa gaya.is jiya ka jiya le liya aapne to.
 Usual Smile  :D  Usual Smile  :D  Usual Smile  Usual Smile

 jisse pyaar kiya tha humne,
wo tha nafrat ke kaabil,
jis kshti main the ham to,
use mile na koi manjil.


dekhe the humne sapne,
the aankhon mein tum hi tum,
socha tha tum ho apne,
kahaan ho gaye ho gum.

khai thi hune kasme,
honge kabhi judaa na ham,
par ye to wo rasta hai,
jisme milti nahin manjil.

jisse ye di lagaya hamne,
usne tod diya ye dil,
jisko bhula na paye ham,
wo hamko bhul gya sandil.


  ................................................. jiya
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:18:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer