anjani_si
Guest
|
«Reply #15 on: August 11, 2006, 02:30:25 AM » |
|
Jeena tha mujhe...... Shayad isi liye harr Gum pee liya......
Maut thi Mushkil..... Isi liye tujhse humne Daaman Chura liya.....
Tune kya Socha Doori tujhse hume gawara thi..... Nahi tha kuch Sawaalon ka jawab mere paas.....
ISi liye apni Hansi me harr aanson Chupa liye........!!!!!!!! tanha dil tanha safar, ranju mom, bhondu and BS.... really nice jeena tha asaan issi liye humne ishq kar liya mauth thi mushkil isse liye humne ishq ka jam hassi khushi se pee liya jeena humhe gavara nahi tha tumhare bina issi liye humne khud ko dafan kar diya :D:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #16 on: August 11, 2006, 08:36:16 AM » |
|
Jeena tha mujhe...... Shayad isi liye harr Gum pee liya......
Maut thi Mushkil..... Isi liye tujhse humne Daaman Chura liya.....
Tune kya Socha Doori tujhse hume gawara thi..... Nahi tha kuch Sawaalon ka jawab mere paas.....
ISi liye apni Hansi me harr aanson Chupa liye........!!!!!!!! bahut aacha likha hai gaurav ji , jeena tha mushkil,phir bhi jeeye jaa rahe hai, unki nafrat bhi khusi se liye jaa rahe hai. unse dosi humein kabhi gawara nhi tha, per kya kare doosra bi koi sahara nhi tha. bhut pyaar kerte hai tumhe aaj bhi ye kehte hai. bas tumhare khusi ke liye hi hum door rehte hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #17 on: August 12, 2006, 02:42:27 PM » |
|
shukriya aap sabka ...bahut khoob likha hai sabne ...
meri raat darti andharo se hum ek diya umeed ka apne haath mein rakhte hain
zindagi yun hi beetati hai udas udas si hum ek hasi ka naqab apne labo per rakhate hain
dastake de rahi hai kuch yaade ab bhi mere dil per hum dil mein kuch zakham unke diye bas yun tazaa rakahte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #18 on: August 12, 2006, 05:22:04 PM » |
|
Wah Lajwaab Ranju......Anju(Anjani).....and Kavi bhai
Dil nahi tha Shayad paas mere....... Isliye sabne Mahobbat ko Awaargi ka naam de dia.....
Bolo kya Gunaah kia tha humne...... Jo logon ne meri Shayari ko Badnaami ka naam de dia......
Dil ki Suni maine toh aaj Dard me bhi Khush hoon...... Chahe ho Manzil Nakaam par Khuda ne iss Haar ko bhi Jeet ka naam de dia.........!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #19 on: August 13, 2006, 03:03:45 AM » |
|
shukriya gauarv ......too good.......
saaye jab shaam ke dhalne lagte hain kuch andhre se dil mein sulgane lagte hain
dekhte hain hum har taraf koi naya sa rasata par manjilo ke nishaan badalne se lagte hain
bach nahi paate hain hum ghum ke saaye se kuch naye dard dil mein palne lagte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #20 on: August 13, 2006, 04:43:47 AM » |
|
shukriya aap sabka ...bahut khoob likha hai sabne ...
meri raat darti andharo se hum ek diya umeed ka apne haath mein rakhte hain
zindagi yun hi beetati hai udas udas si hum ek hasi ka naqab apne labo per rakhate hain
dastake de rahi hai kuch yaade ab bhi mere dil per hum dil mein kuch zakham unke diye bas yun tazaa rakahte hain ho rahi hai unki jo shadi, zakhm aur.. zada ho jaayega. jab jab dekhenge tumhe kisi aur.ki bahon mein. mera her zakam taaza ho jaayega. dekhnge raasta ab bhi zindgi jab shor si hai. jaante hai hum tu meri nhi ab kisi aur... ki hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #21 on: August 13, 2006, 09:37:02 AM » |
|
ek zindagi basar karne ke liye chahiye koi dastaan umar bhar ke liye
khatam ho chuka hai raat ka safar ab koi saaya bhi nahi hai dhalne ke liye
fir se de raha hai koi sada khamosh si mujko kya fir se koi hamsafar hai saath chalne ke liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #22 on: August 13, 2006, 01:10:39 PM » |
|
ek zindagi basar karne ke liye chahiye koi dastaan umar bhar ke liye
khatam ho chuka hai raat ka safar ab koi saaya bhi nahi hai dhalne ke liye
fir se de raha hai koi sada khamosh si mujko kya fir se koi hamsafar hai saath chalne ke liye
bahut aacha likhi hai.... janab, koi bhi zindgi jeene ki sooch aati nhi, teri yaadein hi kabhi humko chor jaati nhi. aab to soocha hai tanha hi kaante ye safar, kyn ki koi bhi khusi humein bhati nhi.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #23 on: August 13, 2006, 05:24:59 PM » |
|
main kabhi ishq ke anjaam se anjaan na thee magar yeh raat virah ki kaatani bhi aasaan na thee duniya ko dekha maine sirf unki nazar se aaj unki nazaro mein bhi meri pehchaan na thee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #24 on: August 13, 2006, 06:18:57 PM » |
|
bahot khoob Ranajana........ Bhondu.........
Ab jaane gaye ho to ishq kabhi na karna ek baar ho chuka gunaah dobara mat karna duniya ne rulaya hai ab tum bhi rula do kabhi laut kar nahi aaonga mera intizar mat karna..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
redwhitegang
Guest
|
|
«Reply #25 on: August 13, 2006, 08:47:40 PM » |
|
shukriya gauarv ...
koi pass reh ke bhi mere saath na aaya hai waqt ke aage maine apne ko aksar bebas sa paaya hai
ek khamoshi hai ek santaata hai raho mein kab kis ne aa kar yahan koi pyaar ka deep jalya hai
dikhte nahi mujhe ab toh kisi ke bhi kadamo ke nishaan kab samjhega mera dil yahan kaun apna hai kaun paryaa hai bohot khub ranz-na :D Tere rahon mai phul bichayen the khud mitne se pehle Waqt ne haame duniya se aur tumne dil se mita dala Tumhare piche har kadmo par kadam rakh kar chala tha Andhero rah par khud ko jala kar diya banaye rakh kha tha Tum ne ye kaise kaha k "koi pass reh ke bhi mere saath na aaya hai" Jab ke ham hamesa banne rahein tumhara saya!!!!!!!!..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #26 on: August 14, 2006, 05:34:43 AM » |
|
shukriya Shahid .........bahut khoob ..... koi vaada nahi koi qarar nahi hame ab tere vaade ka koi etabbar nahi roz kahte ho ki mulakaat hogi yahan ek pal bhi kabhi tu mere saath nahi!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Naya_Daur
Guest
|
|
«Reply #27 on: August 14, 2006, 05:46:01 AM » |
|
pal pal tardpu tere intezar mein na kahin chain hai,na kahin karar hai anjaan tu nahi meri iss haal se phir na jaane kyun sataye mujhe iss agg mein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #28 on: August 14, 2006, 05:55:10 AM » |
|
yahan khushi ko talshte hain sabhi ghum ka koi kharidaar nahi woh katal kar dete hain badi masoomyit se mere jajbaato ka fir palat ke puchte bhi mera haal nahi ab kaun kehta hai ki woh mere kasurwaar nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Naya_Daur
Guest
|
|
«Reply #29 on: August 14, 2006, 06:07:12 AM » |
|
khushi ka bazar doondne nikla mein Gum ka sauda kar aaya na-samjh bhool gaya main bin kaante ke koi phool kisne hai paya?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|