ranjana
Guest
|
«Reply #30 on: August 14, 2006, 06:51:46 AM » |
|
wah jeet bahut sunder ...........bahut khoob aur sach baat likh di .....
na jaane hawao ka rukh ab kidhar ko jaayega ek sada si ban kar dil mera kahi kho jaayega kaanto bhi milnge phoolo ke saath hame in aankho mein aansu oas ki tarah gum ho jaayega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
redwhitegang
Guest
|
|
«Reply #31 on: August 14, 2006, 07:23:51 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #32 on: August 15, 2006, 05:28:37 AM » |
|
:D :D
tum kehte ho isko dastaane mohbbat yeh baat kabhi hum akele mein sochenge mujhse bichar kar yaad karte ho kya tum mujhko yeh dastaan hum teri aankho ke aaine se puchenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #33 on: August 15, 2006, 12:28:00 PM » |
|
:D :D
tum kehte ho isko dastaane mohbbat yeh baat kabhi hum akele mein sochenge mujhse bichar kar yaad karte ho kya tum mujhko yeh dastaan hum teri aankho ke aaine se puchenge tumko kitna yaad kerte aapni judai se pooch lo. rote hai tere liye kitna aapni bewafaai se pooch lo. bicharker tujhse tadpe hai bahut hum. ibaadat kerte hai kitni teri meri khudai se pooch lo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #34 on: August 15, 2006, 02:50:16 PM » |
|
apni tanhai jo mere naam kabhi kare kaun hoga aisa jo mujhe dil se yaad kare baut dino se qaid hun unke khayaalo mein ab toh koi meri zindagi ko sach se abaad kare
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #35 on: August 15, 2006, 03:56:46 PM » |
|
apni tanhai jo mere naam kabhi kare kaun hoga aisa jo mujhe dil se yaad kare baut dino se qaid hun unke khayaalo mein ab toh koi meri zindagi ko sach se abaad kare
jhut itna aacha hai to sachai kaisi hoga. bewafaai se itna pyaar to wafai kaisi hogi. unke yaad mein qaid hoker itne khush hai, pata nhi yaadoon ki rihai kaisi hogi.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #36 on: August 15, 2006, 05:47:52 PM » |
|
hame malum thaa ki duniya rang badlegi kisi roz hamare sach ko sirf jhooth samjhegi kisi roz ek nur ki boond maangi thee sirf hamne is se aur yeh hame yun hi thukarati rehgi roz- roz
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #37 on: August 17, 2006, 11:45:06 AM » |
|
hame malum thaa ki duniya rang badlegi kisi roz hamare sach ko sirf jhooth samjhegi kisi roz ek nur ki boond maangi thee sirf hamne is se aur yeh hame yun hi thukarati rehgi roz- roz
hum unhe her roz manate rahe, aur.. wo humein roz roz thukrate rahe, humne unko sach ki murti smjha, shayed isiliye wo humein jhutlate rahe.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tushar_4u_im
Guest
|
|
«Reply #38 on: August 17, 2006, 01:49:14 PM » |
|
yu to sath chod jane wale bhi.... kabhi na kabhi sath nibhaya kerte hai .... karwahate wo bhi bhula ker.... pass dilo k aaya kerte hai.... dard to tab hota hai jab dil me rehne wale.... dil ko paraya ker isse tood jaya kerte hai ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #39 on: August 17, 2006, 04:34:08 PM » |
|
WaQif nahi hum khudse..... Toh bhala tujhko kya pehchaan me doon......
Rakh doon jo Naam tera Saja ke Ranz...... Toh kaho woh Dard woh Asmaan kahan Rakh doon.....
Dhull Chuki hai jab Tasveer meri tere Zehem se...... Toh bolo aye Sanam apni Hasti mita ke kahan rakh doon.......!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #40 on: August 18, 2006, 05:45:07 AM » |
|
ab hamaare saamane gulo ko mehkaane ki baat na karo chalak chuke hain maye ke payaale ab peelaane ki baat na karo
dhalne na paaye yeh ab Ranzo ghum ki shaam ab yahan fir se mohbbat ke kisse ki baat na karo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
_Vicky_
Guest
|
|
«Reply #41 on: August 18, 2006, 06:58:09 AM » |
|
nice one RANJANA... bahut khoob
Dil me aata hai, laga doon aag is mayekhane ko main, aaj tera chehra jo paimano me, dikhaai deta nahi hai...... labon tak aake chalak-chalake jata hai, jaam baar-baar, shayad aaj tera khwaabon me bhi, aane ka irada nahi hai......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #42 on: August 18, 2006, 07:19:29 AM » |
|
wah behad khubsurat likha hai vicky
pee liye hain aaj hamne dard ke chalakte pyaale ki aaj kisi baat ka humko gilla nahi hai
ek aarzoo thee bas tujhe paane ki sanam per ab toh tere khawabo mein bhi hame aane ki ijazaat nahi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #43 on: August 18, 2006, 09:04:42 AM » |
|
wonderful work vicky.... Ranjana...........
yeh meri aarzu thi ki koi mujhse pyar karta kabhi kah ke khud na aata kabhi itnizar karta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #44 on: August 19, 2006, 05:44:13 AM » |
|
shurkiya waheed ..bahut khoob .
badal gaye woh bhi badalte mosamo ki tarah fir bhi dil mein bas ek khayaal unka raha
diya thaa unhone jo mere dil ko zakham bas wahi dard ban ke dil mein bhi mehekta raha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|