... Zaalim ne mera "NaaM" likh bheja ...

by Just_Hate_Love on April 27, 2006, 06:20:12 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Author  (Read 6450 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #15 on: May 01, 2006, 03:47:33 PM »
Thnx a lot Pooja ji Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
usne mera hi naam likh bheja by innocent.devil20 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Tere Honton Par Jab Naam Mera Aaya Hoga "Khwaish" by khwahish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Mera Naam "Khwaish" Hai!!!!!! by khwahish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Naam Likh Likh Kar Mera Mitaya Na Kar, by Rajnish.raaj in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 03, 2006, 07:13:08 AM »
Bahoot Acha Likha Hai Doston App Sab Ne,..

Is Baat ka Gham nahi Ke Usne Hamara Naam Badnaam Kiya,..
Gila To Is Baat Ka Hai ke Usne Hamare Naam Ke Saath Mohabbat Ko Bhi Badnaam Kiya.,.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #17 on: May 09, 2006, 12:00:51 PM »
Mohabbat to pehle se hi badnaam hai duniya mein,
Aao aaj is daag ko hum milke mitaa de,
Jin logo ne mohabbat ko badnaam kiya hai,
Un logo ko bhi mohabbat karna sikha de ...
                                                      ... JHL ...
Logged
adbhai
Guest
«Reply #18 on: May 09, 2006, 08:07:58 PM »
badhyaa yaar

jab log original likhte hain to pahdne mein maja aata hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 10, 2006, 10:09:40 AM »
Shukriya Dost And Welome To Yoindia
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #20 on: May 16, 2006, 05:41:31 PM »
Thanks a lot Adbhai for appreciation ...
Agar aap bhi kuchh likhte to achha lagta ...
Anyways welcome to yoindia ...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: May 17, 2006, 02:23:40 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Mohabbat to pehle se hi badnaam hai duniya mein,
Aao aaj is daag ko hum milke mitaa de,
Jin logo ne mohabbat ko badnaam kiya hai,
Un logo ko bhi mohabbat karna sikha de ...
                                                      ... JHL ...


sikhane se yah hunar atta nahi
sikh kar koi payar kar paata nahi
zindagi ki jaroorat khud sikha jaati hai
bin kahe kuch, yah daag, laga jaati hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: May 17, 2006, 11:01:28 AM »
Nice one Pooja Ji,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #23 on: May 17, 2006, 12:43:30 PM »
Quote from: "Pooja"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Mohabbat to pehle se hi badnaam hai duniya mein,
Aao aaj is daag ko hum milke mitaa de,
Jin logo ne mohabbat ko badnaam kiya hai,
Un logo ko bhi mohabbat karna sikha de ...
                                                      ... JHL ...


sikhane se yah hunar atta nahi
sikh kar koi payar kar paata nahi
zindagi ki jaroorat khud sikha jaati hai
bin kahe kuch, yah daag, laga jaati hai


JHL JI bahut hi khubsoorat likha hai aapne....
aur POOJA JI aap to humesha hi........................................

Daga dete hain jo mohabbat ko apni,
wahi mohabbat ko badnaam karte hain......
jazbaaton se khel kar mehboob ke apne,
mohabbat-e-naam ko daag-daag karte hain........
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #24 on: May 18, 2006, 05:07:59 PM »
Quote from: "Pooja"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Mohabbat to pehle se hi badnaam hai duniya mein,
Aao aaj is daag ko hum milke mitaa de,
Jin logo ne mohabbat ko badnaam kiya hai,
Un logo ko bhi mohabbat karna sikha de ...
                                                      ... JHL ...


sikhane se yah hunar atta nahi
sikh kar koi payar kar paata nahi
zindagi ki jaroorat khud sikha jaati hai
bin kahe kuch, yah daag, laga jaati hai


Aaj is pyaar ko hame be-daag karna hai,
Nafrat ki chingaari ko aaj hi shaant karna hai,
Ye kaam mere akele ke bas ka nahi,
To thaan lo ke ye hame ek saath karna hai ...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: May 19, 2006, 02:42:06 AM »
wah kaya baat hai...... bahoot khoob JHL JI

Sath tera mera, jameen asmaan ho gaya
sath hokar bhi, akelapan ho gaya
dekhty hi rahe umar bhar ek-doosre ko
aor tadpaty hi rahe her mod per milane ko
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: May 19, 2006, 02:31:21 PM »
Nice One Pooja ji JHL Bhai And Vicky Bhai,..

Naam Likh Bheja Unhone Mera Us Dard Fasaane Mein,..
Ke Hum The Wo Jo Lage The Sab Ko Hasaane Mein,..

Jaane Kis Baat Ki Liya Unhone Itekhaam Is Tarah,..
Jaane Kya Galti Hui Mujhse Anjaane Mein,..

Gila Bhi Kya Karein Hum Unka Ke Wo Bhi Apne Hain,..
Aur Apno Ne Hi Aag Lagayi Mere Ashiaane Mein,..

________________-Azeem-______________-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
t
«Reply #27 on: May 21, 2006, 06:09:16 PM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai...... bahoot khoob JHL JI

Sath tera mera, jameen asmaan ho gaya
sath hokar bhi, akelapan ho gaya
dekhty hi rahe umar bhar ek-doosre ko
aor tadpaty hi rahe her mod per milane ko


Thanks a lot Pooja ...


Tu jo keh de zameen aasmaan bhi mila denge,
Tere akelepan ko hum zindagi se hataa denge,
Ek doosre ko dekhe bina din nahi guzarta,
Jo bhi deewar banke aaya use hum mitaa denge ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #28 on: May 22, 2006, 01:51:01 AM »
wah kaya baat hai, bahoot khoob JHL JI!!!

Deewar bana kar koi chala gaya
mujko mitta kar koi chala gaya
jameen ho gai hu, asmaan kisi ko bana nahi sakti
tanha zindagi ko kisi se baant nahi sakti
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: May 22, 2006, 08:13:55 AM »
Nice One JHL And Pankhuri Ji...

Tord Denge Har Deewar Jo Aaye Hamari Raah Mein,.
Ek Baar Tum Hume Apna Banakar To Dekho,..

Le Leinge Tumhare Har Dard Aur Gham Apne Dil Mein,..
Ek Baar Tum Hume Apne Dil Mein Basakar To Dekho,..

Marke Bhi Tumhare Liye Hum Laout Aayeinge Jaanasheen,..
Ek Baar Tum Hume Pyaar Se Bulaakar To Dekho,..

Bhar Deinge Saari Khushion Tumhari Jholi Mein Hum,,..
Hume Bhi Ek Baar Tum Muskuraakar To Dekho,..

Ye Alag Baat Hai Ke Samajh Te Ho Tum Hume Gair Jaanasheen,..
Hum Sab Rishte Tord Deinge Ek Baar Tum Humse Rishta Nibhaakar To Dekho,..

________________________-Azeem-__________________
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:25:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer