... Zaalim ne mera "NaaM" likh bheja ...

by Just_Hate_Love on April 27, 2006, 06:20:12 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Author  (Read 6388 times)
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #30 on: May 23, 2006, 05:35:00 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai, bahoot khoob JHL JI!!!

Deewar bana kar koi chala gaya
mujko mitta kar koi chala gaya
jameen ho gai hu, asmaan kisi ko bana nahi sakti
tanha zindagi ko kisi se baant nahi sakti


Teri tanhaai ko to humne baant liya,
Par baant na sake tera pyaar tujhse,
Tere mitne se pehle hum fanaa ho jayenge,
Roshan hai is naachiz ka mazaar tujhse ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
usne mera hi naam likh bheja by innocent.devil20 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Tere Honton Par Jab Naam Mera Aaya Hoga "Khwaish" by khwahish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Mera Naam "Khwaish" Hai!!!!!! by khwahish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Naam Likh Likh Kar Mera Mitaya Na Kar, by Rajnish.raaj in Shayri for Khumar -e- Ishq
waheed_rose2004
Guest
«Reply #31 on: May 23, 2006, 05:40:01 PM »
very  nice  words..,.....Pankhuri.................JHL......
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #32 on: May 23, 2006, 05:41:11 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One JHL And Pankhuri Ji...

Tord Denge Har Deewar Jo Aaye Hamari Raah Mein,.
Ek Baar Tum Hume Apna Banakar To Dekho,..

Le Leinge Tumhare Har Dard Aur Gham Apne Dil Mein,..
Ek Baar Tum Hume Apne Dil Mein Basakar To Dekho,..

Marke Bhi Tumhare Liye Hum Laout Aayeinge Jaanasheen,..
Ek Baar Tum Hume Pyaar Se Bulaakar To Dekho,..

Bhar Deinge Saari Khushion Tumhari Jholi Mein Hum,,..
Hume Bhi Ek Baar Tum Muskuraakar To Dekho,..

Ye Alag Baat Hai Ke Samajh Te Ho Tum Hume Gair Jaanasheen,..
Hum Sab Rishte Tord Deinge Ek Baar Tum Humse Rishta Nibhaakar To Dekho,..

________________________-Azeem-__________________



You have written fantastic Janasheen ...
Just mindblowing one ...
Keep it up ...
I have nothing to write ...
Bas itna ki ...

Humne tumhe kabhi bhi gair ki nazro se nahi dekha,
Nibhayenge dil se ye rishta jo khuda ne hamare liye banaya hai ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: May 24, 2006, 10:40:31 AM »
Shukriya JHL Bhai,...

Nice One,..

Khuda Ne Pyaar Ke Rishton Ko Asmaan Mein Banaye The,..
Lekin Wo Hain Ke Humse Har Rishta Tordte Chale,.

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #34 on: May 25, 2006, 06:10:31 PM »
Rishto ko todna to unka kaam hai par,
Khuda ne tere dil mein banaya uska mukaam hai ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: May 26, 2006, 07:57:46 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Rishto ko todna to unka kaam hai par,
Khuda ne tere dil mein banaya uska mukaam hai ...


Nice One Bhai,...

Rishta Dil Ka Wo Humse Tordte Chale,..
Rakeebon Ke Saath Nata Jordte Chale,..
Jaane Kyun Unhone Hume Apna Safar Na Samjha,..
Ke Har Mazil Ki Adhoori Raah Mein Hume Chordte Chale,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #36 on: June 02, 2006, 06:08:43 PM »
Usne tujhe nahi chhoda, tanhaai ko chhoda,
Tera saaya banke usne apni parchhai ko chhoda ...


Thanks a lot Bhai and nice one too ...
Keep it up ...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #37 on: June 02, 2006, 09:33:34 PM »
Good ones JHL, Pankhuri  & Jaanasheen...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #38 on: June 03, 2006, 07:55:53 AM »
bahoot khoob JHL JI and JSheen. Thanks Aryaan ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: June 03, 2006, 10:04:56 AM »
Shukriya JHL Aryaan Bhai And Pankhuri Ji,..

Tanhaai Ko Bhi Chun Loon Main Gar Pal Do Pal Uska Saath Mile,..
Marna Bhi Pasand Hain Mujhe Gar Marte Waqr Hathon Mein Uska Haath Mile,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #40 on: June 10, 2006, 05:28:38 PM »
Thanks a lot Aryan and Pooja for appreciation ...
and you are most welcome Janasheen ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #41 on: June 10, 2006, 05:35:49 PM »
Saath to uska tere liye hardam rahega,
Teri tanhaai ka aalam ye JHL akela sahega,
Bas koi shikayat na rahegi na hi koi dard hoga,
Jo marte waqt gar teri aankh se ek aansu bahega ...
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #42 on: June 10, 2006, 11:38:54 PM »
nice one jhl/...

Mujhe dard-e-ishq ka maza maloom hai…
Dard-e-dil ki inteha maloom hai…
 Zindagi bhar muskuraane ki dua na dena…
Mujhe pal bhar muskuraane ki saza maloom hai…

n/m
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: June 12, 2006, 06:49:55 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Thanks a lot Aryan and Pooja for appreciation ...
and you are most welcome Janasheen ...


Shukriya Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: June 12, 2006, 06:53:05 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Saath to uska tere liye hardam rahega,
Teri tanhaai ka aalam ye JHL akela sahega,
Bas koi shikayat na rahegi na hi koi dard hoga,
Jo marte waqt gar teri aankh se ek aansu bahega ...


Waah Bhai Bahoot Khoob Likha Hai,..

Jab Jee Rahe Tha Main To Deedar Bhi Naseeb Na Hua,..
Jab Marr Jaoon To Kabhi Aansoon Na Bahana,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:50:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer