Zabardasti kisi se payar nahi paya jata

by Pooja on July 30, 2004, 07:24:28 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
Print
Author  (Read 37846 times)
Pooja
Guest
Samaj aai, magar bahoot der se samaj aai,
Zabardasti kisi se payar nahi paya jata,
yah to khud ho jai, to ho jai, kisi se uhi nahi karwaya jata
kisi Umeed per rahi meri Umeed kayam
ki uhi to nahi halato se ghabraya jata.
Ajj bahoot soch kar maine usko dastak di thi
usne sirf itna kaha, bin bulai uh nahi kisi ke ghar ayya jata.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
insan kisi ko zabardasti chayie woh by FArah in Shayri-E-Dard
JAB BHI KISI KO KAREEB PAYA HE by ashu143zeba in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Paya na kisi ne *************** SH by S.hashmi in Shayari-e-Parastish
Jab Bhi Kisi ki Karib paya hai by A.sam khan in Shayri for Dard -e- Judai
Kisi Ko Keh Kar Apna Banaya Nahi Jata by anmolarora in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
yasir_sensitive
Guest
«Reply #1 on: July 30, 2004, 10:49:52 PM »
Yadain tere khuloose ki rehti hain ajj bhi...
milne ki arzoo main tarustin hain ajj bhi...
ankhain hazaar khuwahishon k bawajood...
ruk ruk k barastin hain ajj bhi...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #2 on: July 31, 2004, 05:04:15 AM »
Saat samandar ka fasla to beshak bahut bada hai
Magar do dilon ka fasla to itna chota hai,
Ke humein bhi takleef hoti hai,
Jab tumhein dard hota hai
Logged
nishita
Guest
«Reply #3 on: August 01, 2004, 02:06:24 PM »
goood all of u
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: August 02, 2004, 10:44:16 PM »
bahoot khub yasir and waheed ji.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: August 03, 2004, 06:47:31 AM »
ai kasi ki a.........................h....................h. ..........
Logged
yammy
Guest
«Reply #6 on: August 03, 2004, 06:49:59 AM »
bahut khub pooja yasir & wahi ab lagta ki log dard ko samajhne lage hain.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7 on: August 03, 2004, 06:52:00 AM »
THANX YAMMI..........

                KOI HAI MERE DARD KO NAHIN SAMAJH RAHA HAI....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: August 03, 2004, 02:39:20 PM »
Dard, jo atta kisi ki samaj to, dard kaise hota
yah wo shah hai, jo khud hi sambhalani hoti hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #9 on: August 03, 2004, 04:34:10 PM »
Phooloun ki khadar poocho
Us dard ke maare se
Jis shakhs ne kaantoun pe
SAARI UMR GUZAARI HAI (FOR YOU POOJA)
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: August 03, 2004, 04:56:23 PM »
kanty jo muhabbat mai kanty lagy
ya wo payar na tha, ya wo deewana na hua
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #11 on: August 04, 2004, 09:05:51 AM »
Awaz Main Thehrao Hai Aankhon Main Nammi Hai
Aur Keh Raha Ho Ki Main Ne Sab Kuch Bhulla Diya
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: August 04, 2004, 05:31:52 PM »
na bole ajj kuch wo, na hi lub hille
hum bas ankho ka tufaan dekh kar laout ayye
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #13 on: August 05, 2004, 06:40:49 AM »
"Woh aaye,abhi hosh sambhaala bhi na tha,
ki unhone jaane ki ijazat le li,
Tasavur mai unke dedaar ko taraste the hum,
ki unhone aankhon mai panah le li,
Bayaan karta chehra unke aane ki khushi,
ke aate hi unhone humari jaan le li".
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: August 16, 2004, 04:10:01 AM »
NICE ONE WAHEED.
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:35:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer