ZAKHM AISE BHI HAI JISKI KOI DAWAA NAHI HOTI.......

by khwaish on December 13, 2007, 06:47:23 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7
Print
Author  (Read 6704 times)
Pooja
Guest
«Reply #60 on: January 07, 2008, 09:06:02 PM »
zakham ki koi seema nahi
dard ki koi seema nahi
bandhu kaha kis kis armaan ko
armaano ki koi seema nahi

jakham bandhate hi dard ko
dard ko nadhta nahi koi
lafzo se bayan kaya karu
lafzo ki koi seema nahi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jiski koi Parwaaz Nahi by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
suna he ishk ki duniyaa mei koi dawaa nahi hoti by hameeda in Share:Love Poetry
Ishq Ki Koi Bhi Dawaa Nahi Hoti by ishu_singh10 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard ZAKHM me na raahat DAWAA me hai...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
~princess~
Guest
«Reply #61 on: January 07, 2008, 09:09:04 PM »
Karlo lakh gila hume manzur hai sar ankhon par sikayatein
Jisko bhulne ka irada ho use ek nazar peshkarde teri hai inayatein

Sookh jayein ankhein jo soch kitna dard hoga seene mein
dedo chahe zakhm aur sahi hume kabool hai yeh niyamatein

Jis manzil ko pane ko humne sheeshon par rahein guzari hain
Tujhe bhi to thi jaldi phir kaisi thi wo rukawatein

Hairan hu bohot pareshan hu kispar mein ab bharosa karun
Is jahan mein har insaan mein hai bewafai ki Milawatein

Royi hu cheek kar par phir bhi koi pukar sun na saaka
Ek Zinda lash si sabnam thi chehre par kuch aisi thi mushkurahatein

Zindagi ab chod kar jaayegi Lillah humne iltaja ki thi khudai se
Dastak mere angan mein suno zara ayi hain ab maut ki ahatein...!

~Roshni~
Logged
Pooja
Guest
«Reply #62 on: January 07, 2008, 09:11:47 PM »
NICE PRINCESS
Logged
~princess~
Guest
«Reply #63 on: January 07, 2008, 09:12:20 PM »
thx sis aap hi se sikha hai
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #64 on: January 07, 2008, 09:13:25 PM »
Pooja, Roshu

Mashallah ! once again bahut khoob !

Roshu thanx baby Winking
Logged
Pooja
Guest
«Reply #65 on: January 07, 2008, 09:15:02 PM »
SHUKARIA VEER JI,

Roshu jaanu yah apka badapan hai ki app apni shyarana khasiyat ko mera naam de rahi hai... you are a too good poetess!!
Logged
~princess~
Guest
«Reply #66 on: January 07, 2008, 09:17:12 PM »
badapan nai sis yeh pyar hai...and sach hai...kyu ki badon se hi bacho ko sikhne ka mauka milta hai na :D
Logged
BeNam
Guest
«Reply #67 on: January 08, 2008, 03:51:42 AM »
samjha sakte nahi khud hi khud ko jab
kisi ko samjhane kaha jaye
dil mai base dard ko
kaha laker jaye

dard hai aor dard mai teri yaandein
in yaandon ko laker kaha jaaye
mar bhi jaate lekin mare kaise
mout bhi nahi atti, mout ko samjhane kaha jaaye

tu nahi teri yaadein abni qatil
in qatil yaandon se bachne kaha jaaye
samjha sakte nahi khud hi khud ko jab
kisi ko samjhane kaha jaye
dil mai base dard ko, kaha laker jaye

Kya baat hai!

Hum bhulane chale the humsafar tujhe,
Apani hasti mitakar bhi na bhula paye tujhe!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #68 on: January 08, 2008, 03:54:07 AM »
zakham ki koi seema nahi
dard ki koi seema nahi
bandhu kaha kis kis armaan ko
armaano ki koi seema nahi

jakham bandhate hi dard ko
dard ko nadhta nahi koi
lafzo se bayan kaya karu
lafzo ki koi seema nahi

Kya baat hai
Logged
BeNam
Guest
«Reply #69 on: January 08, 2008, 03:57:43 AM »
Karlo lakh gila hume manzur hai sar ankhon par sikayatein
Jisko bhulne ka irada ho use ek nazar peshkarde teri hai inayatein

Sookh jayein ankhein jo soch kitna dard hoga seene mein
dedo chahe zakhm aur sahi hume kabool hai yeh niyamatein

Jis manzil ko pane ko humne sheeshon par rahein guzari hain
Tujhe bhi to thi jaldi phir kaisi thi wo rukawatein

Hairan hu bohot pareshan hu kispar mein ab bharosa karun
Is jahan mein har insaan mein hai bewafai ki Milawatein

Royi hu cheek kar par phir bhi koi pukar sun na saaka
Ek Zinda lash si sabnam thi chehre par kuch aisi thi mushkurahatein

Zindagi ab chod kar jaayegi Lillah humne iltaja ki thi khudai se
Dastak mere angan mein suno zara ayi hain ab maut ki ahatein...!

~Roshni~


Passionate, Intense! Kya baat hai!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #70 on: January 08, 2008, 03:19:34 PM »
samjha sakte nahi khud hi khud ko jab
kisi ko samjhane kaha jaye
dil mai base dard ko
kaha laker jaye

dard hai aor dard mai teri yaandein
in yaandon ko laker kaha jaaye
mar bhi jaate lekin mare kaise
mout bhi nahi atti, mout ko samjhane kaha jaaye

tu nahi teri yaadein abni qatil
in qatil yaandon se bachne kaha jaaye
samjha sakte nahi khud hi khud ko jab
kisi ko samjhane kaha jaye
dil mai base dard ko, kaha laker jaye

BAHUT KHOOB POOJAJI..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #71 on: January 08, 2008, 03:20:29 PM »
Karlo lakh gila hume manzur hai sar ankhon par sikayatein
Jisko bhulne ka irada ho use ek nazar peshkarde teri hai inayatein

Sookh jayein ankhein jo soch kitna dard hoga seene mein
dedo chahe zakhm aur sahi hume kabool hai yeh niyamatein

Jis manzil ko pane ko humne sheeshon par rahein guzari hain
Tujhe bhi to thi jaldi phir kaisi thi wo rukawatein

Hairan hu bohot pareshan hu kispar mein ab bharosa karun
Is jahan mein har insaan mein hai bewafai ki Milawatein

Royi hu cheek kar par phir bhi koi pukar sun na saaka
Ek Zinda lash si sabnam thi chehre par kuch aisi thi mushkurahatein

Zindagi ab chod kar jaayegi Lillah humne iltaja ki thi khudai se
Dastak mere angan mein suno zara ayi hain ab maut ki ahatein...!

~Roshni~


BAHUT KHOOB ROSHU...BAHUT ACHA LIKHA HAI
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #72 on: January 08, 2008, 03:22:15 PM »
THANX A LOT PAAJI,BENAM,POOJA & ROSHU FOR REPLYING... Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #73 on: January 08, 2008, 03:33:40 PM »
AB TO KAREEB AA KAR KYA GUZARTI HAI DIL PAR
YEH HAAL TO DEKHO..
GHAM CHUPANE KE LIYE MAUSKURATA HOON
PAR PHIR BHI UTHTE HAI KYA-KYA SAWAAL TO DEKHO..

TAQDEER PAR WAQT NE KYA-KYA SITAM DHAYE HAI
INSAAN HAI BEBAS WAQT KE HAATHON MEIN
YEH MISAAL TO DEKHO..

DOOR REHKAR FAISLA KARNA ASAAN HAI
PAR BANDE PE MAJBOORIYON NE PHENKE HAI
JO JAAL TO DEKHO..

CHEHRE SE KUCH NAHI PATA CHALTA INSAAN KA
MUSKURANE WALE KE MANN ME
CHUPA HAI JO MALAAL TO DEKHO...

AB TO KAREEB AA KAR KYA GUZARTI HAI DIL PE
YEH HAAL TO DEKHO..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #74 on: January 08, 2008, 03:38:23 PM »
Khwaish bro

Good work !

Aaj itni jaldi darshan kaise tongue3 Roll Eyes
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:36:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer