Zamana Laga Unhe Paane Mein

by Jaanasheen on March 07, 2006, 06:43:49 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2148 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Qadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,..
Ab Usko Kho Diya Hai Aaj Zara Tu Dekh,..
Wo Jisko Dhoondh Ne Mein Zamaana Laga Mujhe,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Paane Mein Zamaane Lage.... by sumit in Ghazals
Hasrat Reh Gayi unhe Gale Laga Ne Ki by V a r s h a in Shayri for Dard -e- Judai
tujhe paane mein by saahill in Share: Poetry of Pain
unhe paane ki chahat. by Ashif Ali in Ghazals
Zara Si Paane Ki Chahat Mein by jazbaat in Share: Poetry of Pain
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 19, 2006, 01:42:03 PM »
Dekho Na Mujhe Tum Is Kadar Pyaar Se,..
ke Maine Chotein Bahoot Khaayi Hain Is Raah par Guzar Kar,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 19, 2006, 01:43:40 PM »
Badnaam Hona Bhi Kisi Ko Hamara Gawara Nahi,..
Jab Naam Tha To Sab Dushman Ban Baithe The,..
Logged
nikki
Guest
«Reply #3 on: April 19, 2006, 01:53:34 PM »
too gud Jaanasheen ji...

yeh maana ke dosti gawara nahi
magar rah-e-zindagi mein kisi ki dushmani ka bhi to sahara nahi...
Logged
Wihite Fairy
Guest
«Reply #4 on: April 19, 2006, 02:37:20 PM »
Pucho is dil se kya kuch na kiya
har din her lamha unke liye jiya
ki zamane lag gaye unhe pane main
takder ko manzoor na tha, wo hue bewafa
Logged
Wihite Fairy
Guest
«Reply #5 on: April 19, 2006, 02:39:45 PM »
Very beautiful ... Nikki Ji and Jaan Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 20, 2006, 06:26:20 AM »
Bahoot Ache Nikki Aur fairy,..

Bewafa Ho Jaate Hain Aksar Sabhi Wafaa Paane Ke Baad,..
Ye Bhi To Ek Mukhaam Hota Hai Mohabbat Mein,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 20, 2006, 07:28:03 AM »
Shukriya Majid Bhai,..

Gila Nahi Raha Mujhe Us Bedard Se,..
Usne Bhi Wohi Dard Diya Jo Naseeb Mein Tha,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 20, 2006, 08:10:55 AM »
Mohabbat Karne Walon Ki Kismat Pal Do Pal Ke Liye Hi Sawar Ti Hai,..
Baad Mein Aisi THokar Lagti Hai Jaise Koi Motion Ki Mala Bikhar Ti Hai,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #9 on: April 20, 2006, 10:46:28 AM »
bahut bahut khoob JAANASHEEN BHAI aur MAJID BHAI....

Khayega dil thokar hi thokar, yeh acchi tarah janta hai,
jane kyun phir bhi yeh, har kisi ko apna manta hai.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 21, 2006, 07:05:53 AM »
Shukriya Vicky Bhai and Nice One

Khaata Hai Dil Thokar Kyun Ki Sambhalna Chahta Hai,..
Agar Thokar Na Lage To Har Kisi Pe Ye Aajaata,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 04, 2006, 10:16:55 AM »
Zamaane Mein Ban Gaya Hoon Main Kuch Aisi Misaal,..
Ke Log Mujhe Dikhaate Hain Dil Tootne ke Fasaano Mein,..
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #12 on: April 25, 2009, 03:03:10 AM »
Shukriya Vicky Bhai and Nice One

Khaata Hai Dil Thokar Kyun Ki Sambhalna Chahta Hai,..
Agar Thokar Na Lage To Har Kisi Pe Ye Aajaata Hai,..


KYA? nahi nahi, aap aise nahi hain! lol hahaha!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #13 on: April 25, 2009, 03:09:27 AM »
Nice 2-4 liners Chote Bhai
N good responses from others
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 25, 2009, 12:19:24 PM »
KYA? nahi nahi, aap aise nahi hain! lol hahaha!
Thank U,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 13, 2025, 06:58:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer