Zaroori to Naheen....!!!

by *Anjum* on March 26, 2006, 03:21:41 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
Print
Author  (Read 7416 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #105 on: May 06, 2006, 05:54:21 PM »
thanx waheed
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #106 on: May 06, 2006, 05:56:36 PM »
har dua ho maqqbool zaroori to nahi hai
har kali  bane phool zaroori to nahi hai
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #107 on: May 06, 2006, 06:51:43 PM »
Waah..very nice..Tabassum..thnx majid n waheed
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #108 on: May 06, 2006, 06:52:40 PM »
Moti haar piroye huye din guzare hai roye huye
Neend musafir ko hi nahi raste bhi hai soye huye

Jashne-bahaar mein aa pahunche zakhm ka chehra dhoye huye
Kabhi na mitti ujadi Khwaab the aise boye huye

Usko paakar rehte hai apne aap mein khoye huye
Aaj bhi yu hi rakhke rahe saare haar piroye huye
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #109 on: May 07, 2006, 04:27:48 AM »
Eh Pathar dil Tu kissi k jazzbat samjhe
yeh Zarrori toh nahi ...

Tere har fareb ko hum waffa maane,
yeh Zarrori toh nahi...

Har Pal Tere Deedar ko Hum tardpe,
 yeh Zarrori toh nahi....

Chaha toh tha tere Sung Jeena
lekin tere bagair hum Maar jayein
yeh Zarrori toh nahi...!!!


Wah Anjum Ji bhut hi khoob likha ....
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #110 on: May 07, 2006, 01:08:35 PM »
Quote from: "*Anjum*"
Moti haar piroye huye din guzare hai roye huye
Neend musafir ko hi nahi raste bhi hai soye huye

Jashne-bahaar mein aa pahunche zakhm ka chehra dhoye huye
Kabhi na mitti ujadi Khwaab the aise boye huye

Usko paakar rehte hai apne aap mein khoye huye
Aaj bhi yu hi rakhke rahe saare haar piroye huye
nice anjum boye hue khwab achche lage
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #111 on: May 10, 2006, 06:57:54 PM »
Quote from: "burniing_desiires"
Eh Pathar dil Tu kissi k jazzbat samjhe
yeh Zarrori toh nahi ...

Tere har fareb ko hum waffa maane,
yeh Zarrori toh nahi...

Har Pal Tere Deedar ko Hum tardpe,
 yeh Zarrori toh nahi....

Chaha toh tha tere Sung Jeena
lekin tere bagair hum Maar jayein
yeh Zarrori toh nahi...!!!




jeet ji..humari mehfil me aap ka khair makhdam hai..

Excellent..kya likha hai...too good Usual Smile
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #112 on: May 10, 2006, 06:58:51 PM »
Quote from: "tabassum shakeel"
Quote from: "*Anjum*"
Moti haar piroye huye din guzare hai roye huye
Neend musafir ko hi nahi raste bhi hai soye huye

Jashne-bahaar mein aa pahunche zakhm ka chehra dhoye huye
Kabhi na mitti ujadi Khwaab the aise boye huye

Usko paakar rehte hai apne aap mein khoye huye
Aaj bhi yu hi rakhke rahe saare haar piroye huye
nice anjum boye hue khwab achche lage


thnx..tabassum
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #113 on: May 10, 2006, 06:59:39 PM »
Apni nazron se jo gir gaye woh chehra na bana
mujh ko lamhat e fursat ka khilona na bana

sainkron raaste hai ajnabi ho jaane ke
tark karna hai to talluk ka bahana na bana

apni yaadein tu mere dil me basi rehne de
is mehekte huye gulzar ko sehra na bana

thak gaye hai ab ehsas ki aankhien
naqsh e deewar par ab koi afsana na bana
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #114 on: May 20, 2006, 10:16:51 PM »
Good job anjum, nice lines jeet!!!
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #115 on: May 28, 2006, 02:42:02 PM »
thnx to all
Logged
kamalahmad
Guest
«Reply #116 on: September 25, 2009, 05:12:30 AM »
 :happy3:MASHAALLAH kya baat ha bahot khoob
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:43:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer