Zaroori to Naheen....!!!

by *Anjum* on March 26, 2006, 03:21:41 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Author  (Read 7446 times)
Pooja
Guest
«Reply #90 on: May 02, 2006, 05:11:03 AM »
bahoot khoob Anjum and vicky!!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #91 on: May 02, 2006, 05:20:45 AM »
Haan mai jaanta hoon ke ye zaruri to nahi
Aaisa bhi naih key teri koi majburi bhi nahi

Mujhmein jo hai wo sargururi tujhmein kyun nahi
karta hoon main tumse muhabaat..
aaur jaan kar bhi tumse humse kartey kyun nahi?
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #92 on: May 02, 2006, 01:08:57 PM »
har baat ka anjam zaroori to nahi hai
har subah ki hosham zaroori to nahi hai
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #93 on: May 02, 2006, 02:37:53 PM »
The Style Guru Says.....


Gud work Chote Miyan & gr8 as usual Tabassum Ji!!!


Arz Hai,

Maana unka chahna hume zaroori to nahi,
Unka hume dil me basana zaroori to nahi,,
Par ishq me chot khane pe dard to hota hai,
Aur har dard me koi hum-dard to hota hai,
Phir bhi ye chahat unhe bhi ho zaroori to nahi,
Har aarzu muqammal ho ye zaroori to nahi....
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #94 on: May 03, 2006, 02:56:37 AM »
nice.....
jo chaho vo mil jaae zaroori to nahi hai
har doa ho maqbool zaroori to nahi hai
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #95 on: May 03, 2006, 07:49:42 AM »
Waah..Waah bahut khoob kya mehfil jami hai...
keep going..nirbhay..stle guru...tabassum
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #96 on: May 03, 2006, 01:27:25 PM »
thanxx anjum ...har mehfil ek anjuman hi to hai tumhari hi kami thi ....khushamdeed........
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #97 on: May 04, 2006, 12:04:11 PM »
shukriya

zindagi ke vaste kuch asra darkar tha
 aap gam dete rahe meri guzar hoti rahi
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #98 on: May 04, 2006, 01:26:36 PM »
really nice

ek halki  si  muskurahat hi so gulon ka  jawab ho jati
tum na aate to zindagi shayed ek mukammal azab ho jai
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #99 on: May 05, 2006, 07:18:10 PM »
Quote from: "tabassum shakeel"


ek halki  si  muskurahat hi so gulon ka  jawab ho jati
tum na aate to zindagi shayed ek mukammal azab ho jai


Excellent..tabassum...dil ko chu gayi
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #100 on: May 05, 2006, 07:18:58 PM »
Koyi bataye Main Kya Karu?

Phook kar har kadam rakhthi hoon...
Phir bhi kadam ladkhadaye tho kya karu?

Koyi nahi chahta apni bebase pe rona...
Aankh bhar aaye tho kya karu?

Khamosh jeeti rahi tanha raaton mein..
Subha na aaye tho kya karu?

Koyi dawa nahe hai ISHQ ke dard ki...
Dawa khud dard banjaye tho kya karu?
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #101 on: May 06, 2006, 02:47:20 AM »
THANXXXX ANJUM
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #102 on: May 06, 2006, 02:52:41 AM »
[/quote][/b]BAHUT KHOOB
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #103 on: May 06, 2006, 12:51:52 PM »
yaaden kabhi ansu kabhi aahen kabhi dard

is tarah kate sham zaroori to nahi hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #104 on: May 06, 2006, 05:22:20 PM »
bahot  khoob.  Majid.....  Tabassum..........
Anjum...

yeh  nahi  jaroori  ki main  khud  bikhar jaon
maine  tere  waste  mit  jaon  jaroori  to  nahi...
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:21:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer