Zeher

by dev_omu on January 13, 2006, 08:06:44 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1344 times)
dev_omu
Guest
Zeher Wo Dake Yu Farmate Hai Ke Pina Ho Ga,
Zeher Pita Hu To Khete Hai Ke JInna Ho Ga...
(n.m.)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
- Agar Tum Mil Jao ... Zeher - by Meena in Songs & Lyrics
Deke zeher ab kehte ho ke peena hi hoga... by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
****ZEHER**** by 1nina1 in Shayri for Dard -e- Judai
**Zeher Pee Liya** by honeyrose in Shayri-E-Dard
nirbhay
Guest
«Reply #1 on: January 13, 2006, 08:45:53 AM »
SUNA HAI PYAAR KE KISSEY AJIB HOTE HAIN,
KHUSHI KE BADLE GAM NASEEB HOTE HAIN,
MERE DOST MOHABBAT NA KARNA KABHI,
PYAAR KARNEWALE BADE BADNASEEB HOTE HAI........nm

Nirbhay......!!!
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #2 on: January 13, 2006, 12:19:21 PM »
Quote from: "nirbhay"
SUNA HAI PYAAR KE KISSEY AJIB HOTE HAIN,
KHUSHI KE BADLE GAM NASEEB HOTE HAIN,
MERE DOST MOHABBAT NA KARNA KABHI,
PYAAR KARNEWALE BADE BADNASEEB HOTE HAI........nm

Nirbhay......!!!
waah! nirbhay......

sahi kaha ya galat ye tho hum nahi jaantey.....
kyunki aapka soch humse nahi milta........

mana hai ke pyaar mein kasautiyan milti hai,
par jab pyaar saath de tho woh fiza ban jati hai,
jo humse takra kar kisi aur ko chu jaati hai....
humne pyaar mein kaye kaaton par hai chale,
par saath unka hume masbuti se jode,
unka shukriyada zindagi bhar shayad na kar paye,
lekin humesha apne pyaar ko humne hai saath laye,

pyaar humne soch samajh ke kab hai kiya,
humne tho bin soche samjhey humesha hai dil diya,
har mehbooba apni ghode pe sawar rajkumar ka intzaar karti hai,
par humne tho ek mamuli insaan ko hai chaha,
aur jab jana use, vahi rajkumar tha, ye hai hum samjhey!!!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #3 on: January 13, 2006, 02:41:11 PM »
Quote from: "urs4evasomdev"

Gum kilehron se ye na samjho
Ke mujhemein muhabaat ka paani nahi
Humne bhi muhabaatein khoob jatayi hai har dum takk
Khoobsurat thokarein aab hamein aaur khani nahi...!!

Nirbhay........!!!
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #4 on: January 13, 2006, 07:05:26 PM »
wow  bohot ache!!!!  :D

mana ke mohabbat ka doosra nam dard hai,
phir bhi iska boj kitne ashiq uthate hai,

duniya se door hoke, tanhaiyo me kush,
man ke Mandir me bas ek shaks ko bithate hai,

to kya hua, mile bewafai ya judai pyar me,
jeene ke liye apni apni taqdeeron ko sab azmate hai!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #5 on: January 14, 2006, 06:17:43 AM »
Quote from: "Meena is back"
wow  bohot ache!!!!  :D

mana ke mohabbat ka doosra nam dard hai,
phir bhi iska boj kitne ashiq uthate hai,

duniya se door hoke, tanhaiyo me kush,
man ke Mandir me bas ek shaks ko bithate hai,

to kya hua, mile bewafai ya judai pyar me,
jeene ke liye apni apni taqdeeron ko sab azmate hai!

Awesome!!

Aisi Tanhai.on mein uski yaad aati hai bahut,
hawaon ke jhonke mein 'wo' tarpati hai bahut,

Har gulshan mein jaise Mehek.ti hai 'wo
Phloo.on ke mausam mein 'wo' yaad aati hai bahut

Nirbhay......!!!
Logged
dev_omu
Guest
«Reply #6 on: January 14, 2006, 07:28:41 AM »
very nice nirbhayji...kya baat hai...
(khushi ke badle gum naseeb hote hain)

and u too good urs4evasomdev....

Marhaba Meenaji...
"duniya se door hoke,tanhaiyo me kush,
 man ke mandir me bas ek shaks ko bithate hai"
Logged
dev_omu
Guest
«Reply #7 on: January 14, 2006, 07:37:28 AM »
unki yaad itne aaye ke mari yaaddast ka kuch pata nahi,
vo zanaza laker ghumate reha aur mare laash ka kuch pata nahi...
(n.m)
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #8 on: January 14, 2006, 08:32:31 AM »
Quote from: "dev_omu"
unki yaad itne aaye ke mari yaaddast ka kuch pata nahi,
vo zanaza laker ghumate reha aur mare laash ka kuch pata nahi...
(n.m)

Dekha nahi hai koi tujhsa,
Dekhne tujhe jannat se bhi laut aayange,
Jab tak deedar na ho tera,
Hum mar ke bhi chain na se na mar paayange....nm

Nirbhay......!!!
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #9 on: January 14, 2006, 04:59:07 PM »
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "Meena is back"

Awesome!!

Aisi Tanhai.on mein uski yaad aati hai bahut,
hawaon ke jhonke mein 'wo' tarpati hai bahut,

Har gulshan mein jaise Mehek.ti hai 'wo
Phloo.on ke mausam mein 'wo' yaad aati hai bahut

Nirbhay......!!!

shukriya nirbhay ji and gud one as well

unki yaadon pe apna haq jamaye baithe hai,
woh na sahi humare, par unke khwab apnaye baithe hai,
jeena ka jaise sahara si ban gayi unki yaaden,
ankhon me bas ek bewafa ka chehra sajaye baithe hai!
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #10 on: January 14, 2006, 05:00:36 PM »
Quote from: "dev_omu"
unki yaad itne aaye ke mari yaaddast ka kuch pata nahi,
vo zanaza laker ghumate reha aur mare laash ka kuch pata nahi...
(n.m)

nice!

unki yaadon ne to hume zamana bhula diya,
tood gayi hume aise ke zindagi ko azmana bhula diya!
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:57:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer