Zinda hun magar ab jina manzur nahi!

by BeNam on July 03, 2006, 07:51:37 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2302 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 12, 2006, 12:59:02 PM »
Pehle Jeeya Karte The Kis Ki Aas Lekar Dil Mein,..
Ab To Jeena Bhi Hume Manzoor Nahi Jab Se Dil Toota Hai,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #16 on: July 12, 2006, 02:24:44 PM »
jeety hai hum bhi, yah kabhi kabhi bata diya karo
duniya mai rah kar bhi, kaha duniya ka ghuman hota hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: July 12, 2006, 02:30:18 PM »
Quote from: "Pooja"
jeety hai hum bhi, yah kabhi kabhi bata diya karo
duniya mai rah kar bhi, kaha duniya ka ghuman hota hai


Kya Bataayein Hum Tumhe Ke Kis Taraah Jee Rahe Hain,..
Na Bahaa Sakte Hain Aansoon Tumhari Tarah,..
Isliye Tanhaai Mein Aansoon KO Pee Rahe Hain,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: July 12, 2006, 02:32:21 PM »
ansooo bhi ab ankhon ka rasta bhool gaye
ek ek kar ke her armaan hamare toot gaye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: July 12, 2006, 02:34:57 PM »
Quote from: "Pooja"
ansooo bhi ab ankhon ka rasta bhool gaye
ek ek kar ke her armaan hamare toot gaye


Bahoot Khoob Didi,..

Toote Hain Hamare Armaan Bhi Us Bewafaa Se Dil Lagaane Ke Baad,..
Mile Hain Ye Gham Mujhe "Jaanasheen" Ek Baar Muskuraane Ke Baad,..

_________________________________________________ _-Jaanasheen-
Logged
BeNam
Guest
«Reply #20 on: August 26, 2006, 02:26:27 AM »
Wow Janasheen, Pooja ji, Meena ji, Ranju ji!

Duniya main kitana gum hai,
Mera gum kitana kum hai!
(NM)

Ek musafir mila mujhe ek roz,
Usey thi kisi ek khas chiz ki khoj,

Woh Bola:
Bhatak raha hun is tarah main dar badar,
Kisi mod per mile koi toh rah-guzar,
Kisi ka sara gum le lun ek muskan de kar,
Ek khushi ki kami hai dilo main aaj kal,
Chod de yeh gumon ke saye,
Kya khoya hai tune, jo sang laye,
Na dekh duniya ki berukhi ko,
Chal mere sath ek naya agaz kar!

BENAM
----------
Tabse zindagi ka maksad hi kuch aur hai,
Gum mile ya khushi bus muskurana zarur hai!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: August 27, 2006, 07:13:37 AM »
bahoot khoob Benam ji... bahoot dino ya kahu ki mahino baad appko yoindia ki yaad aai... acha likha hai apne....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: August 27, 2006, 01:02:05 PM »
Shukriya Benam Ji,,.,
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:24:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer