Zinda Jala Raha Hai Koi

by Meena on April 10, 2005, 04:33:17 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 4642 times)
Meena
Guest
Hello dosto, kuch der ke liye yeh meri akhri poem hogi. hope u will like it!!!

Woh dekho door humse ja raha hai koi,
Tanhai ke samundar me hume duba raha hai koi,

Wafa ke kisse to bohot pade kitabo me humne,
Aaj bewafai ke sur gunguna raha tha koi,

Gumon ki aag se pehle hi zakhmi hua hai jism mera,
Ke haath me liye mashal phir se zinda jala raha hai koi,

Shayari ki duniya me zinda rakhte te apne wajood ko hum,
Chod kar iss duniya ko apne sang hume leja raha hai ko !!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1 on: April 10, 2005, 04:38:19 PM »
Quote from: "Meena"
Hello dosto, kuch der ke liye yeh meri akhri poem hogi. hope you will like it!!!

Woh dekho door humse ja raha hai koi,
Tanhai ke samundar me hume duba raha hai koi,

Wafa ke kisse to bohot pade kitabo me humne,
Aaj bewafai ke sur gunguna raha tha koi,

Gumon ki aag se pehle hi zakhmi hua hai jism mera,
Ke haath me liye mashal phir se zinda jala raha hai koi,

Shayari ki duniya me zinda rakhte te apne wajood ko hum,
Chod kar iss duniya ko apne sang hume leja raha hai ko !!!

wah!!!!!  meena  ..........bahot  khoob...............

Gumon ki aag se pehle hi zakhmi hua hai jism mera,
Ke haath me liye mashal phir se zinda jala raha hai koi

excellent  ..............lines........................  superbbbbbbbbbb
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: April 10, 2005, 05:07:19 PM »
shukriya....ji.....shukriya!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

 :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #3 on: April 10, 2005, 10:38:17 PM »
Shayari ki duniya me zinda rakhte te apne wajood ko hum,
Chod kar iss duniya ko apne sang hume leja raha hai ko !!!
Wah, Meena Bohat hi khoob.... aapki next post ka bechaini se intezaar rahe ga...
Logged
nikki
Guest
«Reply #4 on: April 10, 2005, 10:48:51 PM »
woderfull Meena sis...lekin kuch der ke liye aakhri poem...y?Huh?Huh???

tumhari kya tareef karon.....tareef tumhare liye kum hai......bahut hi acha likhti ho sis.....likhti rehna...keep the good work comming...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: April 10, 2005, 10:52:17 PM »
MEENA NICE POETRY YAAR....................

 WE WILL MISS YOUR POSTS............

COME BACK SOON:::::::::::::::::::::::::::::::
Logged
HumTum
Guest
«Reply #6 on: April 11, 2005, 09:22:09 AM »
Quote from: "Meena"
Hello dosto, kuch der ke liye yeh meri akhri poem hogi. hope you will like it!!!

Woh dekho door humse ja raha hai koi,
Tanhai ke samundar me hume duba raha hai koi,

Wafa ke kisse to bohot pade kitabo me humne,
Aaj bewafai ke sur gunguna raha tha koi,

Gumon ki aag se pehle hi zakhmi hua hai jism mera,
Ke haath me liye mashal phir se zinda jala raha hai koi,

Shayari ki duniya me zinda rakhte te apne wajood ko hum,
Chod kar iss duniya ko apne sang hume leja raha hai ko !!!

isspe kuch arz ker paya hooN.....

Dekar sdaayein pyar ki humney bula rha hai koi
mujhi se meri Rooh ko chura rha hai koi

Ja rha tha issi bharam mein ke ab to koi nhi hai mera
Aah sunker jo pecchey dekha, to AnssoN bha rha hai koi

Doobey huye they yun gam-e-smunder mein "HumTum"
bdda ke aaj hath apna, humney utha rha hai koi

janey usko mujh mein kya aaya hai nazar, ke yun
ker ke roshn raho ko, zindgi dhikha rha hai koi

Be-asar thi sab DuayaaN, andero mein thi zindgi
le ke diya hathoN mein, mujhey roshni dikha rha hai koi

Gar jalta hooN mein to pahuunccti hai tapish usko
sath mere yeh rishta kaissa bna rha hai koi

Jab bhi chalta hooN raah mein, to hota hai yeh gumaan
sma ker mujh mein sath mere, cla aa rha hai koi

Khuda usko mehfuuz rhakhey, jhaaN ki sab blayooN se
jo meri bla ko apney sir liye ja rha hai koi..........

HumTum
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #7 on: April 11, 2005, 09:26:38 AM »
Quote from: "Meena"
Hello dosto, kuch der ke liye yeh meri akhri poem hogi. hope you will like it!!!

Woh dekho door humse ja raha hai koi,
Tanhai ke samundar me hume duba raha hai koi,

Wafa ke kisse to bohot pade kitabo me humne,
Aaj bewafai ke sur gunguna raha tha koi,

Gumon ki aag se pehle hi zakhmi hua hai jism mera,
Ke haath me liye mashal phir se zinda jala raha hai koi,

Shayari ki duniya me zinda rakhte te apne wajood ko hum,
Chod kar iss duniya ko apne sang hume leja raha hai ko !!!

superb meena as always,but i m sad,do come back soon,we are going 2 miss u a lot sad5 Take care.

Very nice humyum and waheed also.
Logged
Meena
Guest
«Reply #8 on: April 11, 2005, 03:28:49 PM »
shukriya aryaan ji, nikki, naveed and nidhi sis!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
well kuch mood u udas tha....par i will  def try to write more stuff!!!!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #9 on: April 11, 2005, 03:30:04 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
Hello dosto, kuch der ke liye yeh meri akhri poem hogi. hope you will like it!!!

Woh dekho door humse ja raha hai koi,
Tanhai ke samundar me hume duba raha hai koi,

Wafa ke kisse to bohot pade kitabo me humne,
Aaj bewafai ke sur gunguna raha tha koi,

Gumon ki aag se pehle hi zakhmi hua hai jism mera,
Ke haath me liye mashal phir se zinda jala raha hai koi,

Shayari ki duniya me zinda rakhte te apne wajood ko hum,
Chod kar iss duniya ko apne sang hume leja raha hai ko !!!

isspe kuch arz ker paya hooN.....

Dekar sdaayein pyar ki humney bula rha hai koi
mujhi se meri Rooh ko chura rha hai koi

Ja rha tha issi bharam mein ke ab to koi nhi hai mera
Aah sunker jo pecchey dekha, to AnssoN bha rha hai koi

Doobey huye they yun gam-e-smunder mein "HumTum"
bdda ke aaj hath apna, humney utha rha hai koi

janey usko mujh mein kya aaya hai nazar, ke yun
ker ke roshn raho ko, zindgi dhikha rha hai koi

Be-asar thi sab DuayaaN, andero mein thi zindgi
le ke diya hathoN mein, mujhey roshni dikha rha hai koi

Gar jalta hooN mein to pahuunccti hai tapish usko
sath mere yeh rishta kaissa bna rha hai koi

Jab bhi chalta hooN raah mein, to hota hai yeh gumaan
sma ker mujh mein sath mere, cla aa rha hai koi

Khuda usko mehfuuz rhakhey, jhaaN ki sab blayooN se
jo meri bla ko apney sir liye ja rha hai koi..........

HumTum

wahhhhhhhh!!!!!!!!!!!!! just a great and wonderful and super duper and uff uff poem!!!!!!!!!! app to kama kar dete hai har nazm ka jawab shayari me!!!! bohot bohot acha!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

 :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #10 on: April 12, 2005, 03:43:25 AM »

Wafaa ke waade wo saare bhula gaya chup chaap
Woh mere dil ki deewaarien hila gaya chup chaap
Gham-e-hayaat k tap-te huwe bayabaan mein
Hamein woh choar ke tanha chala gaya chup chaap
Logged
HumTum
Guest
«Reply #11 on: April 12, 2005, 08:43:08 AM »

cheers  :wink:
Logged
Meena
Guest
«Reply #12 on: April 13, 2005, 03:25:20 PM »
Quote from: "Aryaan"

Wafaa ke waade wo saare bhula gaya chup chaap
Woh mere dil ki deewaarien hila gaya chup chaap
Gham-e-hayaat k tap-te huwe bayabaan mein
Hamein woh choar ke tanha chala gaya chup chaap

wah wah!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! bohot hi ache!!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #13 on: April 13, 2005, 03:43:59 PM »
bahot  khoob  ....hum  tum ....meena....aryan.....

:lol:
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #14 on: April 13, 2005, 11:40:27 PM »
Bohat bohat shukriya Meena & Waheed..........
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:44:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer