zindagee bhar ka jo hota ..............

by ranjana on April 28, 2006, 08:54:33 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 3634 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: May 10, 2006, 08:52:39 AM »
Taare Bhi Kabhi Roshni Dekar Dard De Jaate Hain,..
Roshan Hota Hai Pal Ke Liye Sabhi Ka Ghar Baad Phir Jal Jaate Hain,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #16 on: May 10, 2006, 03:06:24 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Taare Bhi Kabhi Roshni Dekar Dard De Jaate Hain,..
Roshan Hota Hai Pal Ke Liye Sabhi Ka Ghar Baad Phir Jal Jaate Hain,..

_________________________________________-Jaanasheen-


BAHUT KHUB BAHI ...........

Jlom-o-sitam ke maare dekhe nahi jate..
yah dubate sitare hamse dekhe nahi jate....n/m
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #17 on: May 11, 2006, 01:31:42 PM »
nice ranju
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 12, 2006, 04:10:55 PM »
Nice one Sis

Dekhta Hoon Toot Te Sitare Main Isliye,..
Ke Apni Saansein Toot Te Waqt Gham Na Ho,..

_______________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #19 on: May 13, 2006, 03:58:16 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Nice one Sis

Dekhta Hoon Toot Te Sitare Main Isliye,..
Ke Apni Saansein Toot Te Waqt Gham Na Ho,..

_______________________-Jaanasheen-


nice .............

sarkane lage hai ab toh zindgi per saanjh ke saaye ......
dilo mein jo dard bahra hai , usko ab kaun miltaye..........
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #20 on: May 13, 2006, 04:08:38 AM »
Gud work Ranjana Azeem bhai and Vikas bhai.........

Gumon ko kya mitana inhe toh pee liya karte hai.....
Agar de yeh takleef seene me toh Sanam ka naam leke jee liya karte hai........!!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #21 on: May 13, 2006, 07:33:23 AM »
kyu gamon se khud ko jalate ho?
kyu cham cham aansu bahate ho?
apne man ko kuch samjahao....
kaun ho tum mere yeh toh batalo.
seene ki peera ko yun hi na dabao........ Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: May 13, 2006, 08:16:21 AM »
Shukriya Ranjana And BS Bhai,..

Jalna Pardta Hai Hume Bhi Kabhi Ghamo Ki Aag Mein,..
Jab Dil Jal Jaata Hai Kisi Ki Bewafaai Ki Wajah Se,.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #23 on: May 15, 2006, 02:04:12 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Ranjana And BS Bhai,..

Jalna Pardta Hai Hume Bhi Kabhi Ghamo Ki Aag Mein,..
Jab Dil Jal Jaata Hai Kisi Ki Bewafaai Ki Wajah Se,.


bahut sundar bhai....

ek hansi ke shor mein kiskadar hai siskiyaan,
kaun hai aisa yahan jise gham koi mila nahi..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: May 17, 2006, 10:29:27 AM »
Nice One Ranjana,..

Ek Hansi Ke Peeche Lakhon Gham Hote Hain,..
Hanste Hain Log to Bas Dikhaawe ke Liye,..

_______________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #25 on: May 17, 2006, 12:41:44 PM »
yeh dil ka dharkana , dhark ke machalna
machalte dilo ko nishani hai,
sada kab tak rahnge bahaaro ke mosam
ki kaanto se bhi aakhir nibhaani hai........n/m
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #26 on: May 17, 2006, 12:52:27 PM »
nice one RANJANA JI.........

Sang mehboob ke har mausam-e-bahar lagta hai,
juda ho ke mahboob se sawan bhi udaas lagta hai....
jab se gaye hain wo door ruth kar mujhse e-doston,
yeh dil-e-gulshan bhi ab mujhko veeran sa lagta hai.....
Logged
ranjana
Guest
«Reply #27 on: May 17, 2006, 01:24:00 PM »
nice vicky...........

ham hawao se unka pata puchte hain
ham ghatao se unka naam puchte hain
apne udas dil ko hasaane ke liye
jo lamahe pyar ke gujaare they hamne
ham aaj bhi unhi lamho ko fir se jee liya karte hain
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #28 on: May 17, 2006, 06:44:35 PM »
Superb ranjanaa ji
Logged
ranjana
Guest
«Reply #29 on: May 19, 2006, 05:43:37 AM »
shukriya Tabrez ji....................
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:13:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer