zindagee bhar ka jo hota ..............

by ranjana on April 28, 2006, 08:54:33 AM
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Author  (Read 3558 times)
ranjana
Guest
«Reply #45 on: June 13, 2006, 11:32:20 AM »
shukriya Pooja .......bahut khub Azeem bhai........

unke diye gumo se jee ko behla rahe hain
unke khawab aaye hame islye neendo ko bula rahe hain

lab khamosh hai mere ,per nazar na jaane kya keh rahi hai
lagata hai aaj unke diye zakham zamaane ke samne khulte ja rahe hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: June 14, 2006, 12:12:55 PM »
Quote from: "ranjana"
shukriya Pooja .......bahut khub Azeem bhai........

unke diye gumo se jee ko behla rahe hain
unke khawab aaye hame islye neendo ko bula rahe hain

lab khamosh hai mere ,per nazar na jaane kya keh rahi hai
lagata hai aaj unke diye zakham zamaane ke samne khulte ja rahe hain


Shukriya Ranjana Sis,..

Dekar Zakham Dil Par Mere Wo Muskuraa Rahe Hain,..
Yaad Jo Karte The Hume Wo Aaj Hume Bhoolaa Rahe Hain,..

Shayad Hamari Mohabbat Unke Dil Mein Utaar Na Saki "Jaanasheen"
Shayad Is Liye Wo Mere Naam-o-Nishaan Mitaa Rahe Hain,..

Chudaakar Daman Mera Khush Tum Bhi Naa Reh Paaogi,..
Hum Hain Ke Khaa Kar Chot Dil Par Bhi Tumhari Mehfil Sajaa Rahe Hain,..

___________________________-Azeem-_______________________
Logged
ranjana
Guest
«Reply #47 on: June 15, 2006, 02:54:16 AM »
koi samjhe ki dil ka qarar kya hai
gum kya hai ,aur unka khayal kya hai
reh - reh ke jo uthata hai dil mein dard
woh dard kya hai woh gubaar kya hai.....
tham raha hai ab meri zindgai ka safar
koi toh bata de ki ab bhi yeh unka intazar kya hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #48 on: June 15, 2006, 02:05:25 PM »
Quote from: "ranjana"
koi samjhe ki dil ka qarar kya hai
gum kya hai ,aur unka khayal kya hai
reh - reh ke jo uthata hai dil mein dard
woh dard kya hai woh gubaar kya hai.....
tham raha hai ab meri zindgai ka safar
koi toh bata de ki ab bhi yeh unka intazar kya hai


Nice One Ranjana,..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #49 on: June 16, 2006, 04:32:25 AM »
shukriya Azeem bhai............ Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #50 on: June 17, 2006, 07:14:11 AM »
Kar Raha Hoon Ab Main Kaanton Par Guzaara,..
Jab Dekha Apni Kismat Ka Toot Ta Sitaara,..

Bahoot Armaan The Mere Ke Tere Saath Zindagi Bitaaon,..
Ab Toota Hoon Is Kadar Ke Milta Nahi Koi Bhi Sahaara,..

Toofaano Se Bachaa Ka Maine Apni Kashti Ko Sambhala Tha Kabhi,..
Aaj Beech Bhawar Mein Kashti Ko Apni Milta Nahi Kinaara,..

____________________-Azeem-_____________________
Logged
ranjana
Guest
«Reply #51 on: June 17, 2006, 07:23:28 AM »
mer tanhai ka yeh kaisa alam hai
sabhi hai mehrbaan mujh per, saath koi nahin hai

mera dil ek asia makaan hai
jiske darwaje per deta hai dastak har koi
par mere dil ki khirki koi kholta nahin hai...........

aap kar sakte hain agar meri khamoshi se baate
toh aa jaao mere paas ki mere tanahai ke siva bolta koi nahin hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: June 17, 2006, 08:04:41 AM »
Quote from: "ranjana"
mer tanhai ka yeh kaisa alam hai
sabhi hai mehrbaan mujh per, saath koi nahin hai

mera dil ek asia makaan hai
jiske darwaje per deta hai dastak har koi
par mere dil ki khirki koi kholta nahin hai...........

aap kar sakte hain agar meri khamoshi se baate
toh aa jaao mere paas ki mere tanahai ke siva bolta koi nahin hai


Nice one Ranjana Sis,..

Alam Tanhaai Ka Koi Samajh Na Saka,..
Jis Ko Chaha Tha Use Paa Na Saka,..
Ye Dastoor Duniya Ka "Jaanasheen"
Main Kabhi Bhoolaa Na Sakaa,..

_______________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #53 on: June 19, 2006, 03:29:06 AM »
nice Azeem bhai.......

teri khsuboo ko mein apni saanso se kaise juda karati
kab dil ne   tujhse juda ho ke jeene ki dua  thee ki

tere haatho ki woh chhuan mein bhulati kaise
tujhko apne nazdeek   laati bhi toh laati kaise

teri har baat aaj hamne apne seene se laga li hai...
tujhko tujhe se chhipa ke ek duniya apni nayi basa li hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: June 20, 2006, 07:25:13 AM »
Quote from: "ranjana"
nice Azeem bhai.......

teri khsuboo ko mein apni saanso se kaise juda karati
kab dil ne   tujhse juda ho ke jeene ki dua  thee ki

tere haatho ki woh chhuan mein bhulati kaise
tujhko apne nazdeek   laati bhi toh laati kaise

teri har baat aaj hamne apne seene se laga li hai...
tujhko tujhe se chhipa ke ek duniya apni nayi basa li hai


Nice One Ranjana Sis Aaj Kal Bahoot Badiya Likh Rahe Hain Aap,..
Lage Raho,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: June 20, 2006, 07:28:20 AM »
Muddat Hui Thi Honth Hamaare Sile Hue,..
Kal Shaam Wo Mile To Unhi Se Gile Hue,..
Wo Keh Rahe Hain Dard Jo Bakshaa Hai Unhone,..
Jo Zakham De Chuke Hain Wafaa Ke Sile Hue,..

_____________________________-Ata Ullah Khan-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #56 on: June 20, 2006, 03:16:32 PM »
shukriya Azeem bhai..........Ata ullah Khan ji ka likha mujeh bahut pasand hai.............

unke diye hue dard ko hamne apne daman mein bhar liya
thee yeh pyaar se di hui unki sogaate ,lene se kab mana kiya
fir bhi shikyat rahi ta- umar unko hamse ................
ki hamne unke liye kab hai kuch kiya...........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #57 on: June 29, 2006, 06:29:18 AM »
Quote from: "ranjana"
shukriya Azeem bhai..........Ata ullah Khan ji ka likha mujeh bahut pasand hai.............

unke diye hue dard ko hamne apne daman mein bhar liya
thee yeh pyaar se di hui unki sogaate ,lene se kab mana kiya
fir bhi shikyat rahi ta- umar unko hamse ................
ki hamne unke liye kab hai kuch kiya...........



Bahoot Khoob Ranjana Sis,...

Bulaa Kar Ghar Par Rakeeb Mere,..
Udhar Jashan Ki Tayaariaan Hain,..
Khudaa Ki Karni Dekho Yaaron,..
Idhar Kafan Ki Tayaariaan Hain,..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #58 on: June 30, 2006, 03:14:50 AM »
bahut khub Azeem bhai......


jo they dost mere woh mere dard  se anjaan ho gaye
jo ajnabi they woh mere dard ke saanjhedaar ho gaye

jinki mehfil mein hum jale shama ban kar
aaj woh mehfil wale hi hamse preshaan hi gaye
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:20:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer