zindagi bhar yaad aaungi....

by nidhi_yadein on May 05, 2005, 11:42:52 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
Print
Author  (Read 13158 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #135 on: July 04, 2005, 07:59:44 PM »
nidhi ji...is zindagi main yahi sab hai...hamein khud apna raasta chun na hoga....lekin jeena tou nahi chhod saktey na.....bahoot achha anjaam diya aapne apne sher ko...


Zindagi ne bahoot liye hamse intqaam
umeed kyuin wafa ki ham tumse kiya kiye.


nidhi_yadein  wrote

Quote
"Haq kya doon main kisi ko apni zindagi me,
jise dekho,apnaa hak jataata hai,
main akeli hun aaj apni hi duniya me,
har koi saath chod chalaa jaata hai."
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yaad aaungi mein... by Namkeen in Shayri-E-Dard
har pal tujhe yaad aaungi main......... by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~Zindagi Bhar Ka Saath~ by honeyrose in Shayri-E-Dard
*Yaad tujhe zindagi bhar tarpayegi* by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Hamesha yaad aaungi main...........LLK by leena loves kamlesh in Shayri for Khumar -e- Ishq
fakharenaveed
Guest
«Reply #136 on: July 04, 2005, 08:33:46 PM »
Mein Tu har pal Teri Yadoon Mein aoon ga
Zindgi Bhar Tum Ko Mein Meri Jaan Yaad Aaoon ga
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #137 on: July 05, 2005, 05:56:53 PM »
Good job everyone ...
Keep it up ...


Hamare saamne mehfil mein aaye baithe hai,
Apne haathon mai hamara dil dabaaye baithe hai,
Jab humne poochha haathon mein kya hai,
To bahana bana diya mehandi lagaaye baithe hai...
Logged
nikki
Guest
«Reply #138 on: July 09, 2005, 11:05:30 PM »
very nice Nidhi n JHL.............................................. .....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #139 on: July 10, 2005, 12:57:04 PM »
Thanks a lot Nikki ...


Sitamgar to sitam dhaaye chaley gaye,
Hum hi ki sab kuchh bhulaaye chale gaye,
Na din dekha, Na raat dekhi,
Teri ibaadat mein sar ko jhukaaye chale gaye ...
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #140 on: July 10, 2005, 02:17:37 PM »
buhat badhiya jitwade dard da koi jwab ee nahin hai.............................................. .....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #141 on: July 15, 2005, 05:41:00 PM »
Aankh se door na ho dil se utar jaayega,
Waqt ka kya hai guzarta hai guzar jaayega,
Itna maanus no ho khilaawat-e-gum se apni,
Tu kabhi khud ko bhi dekhega to darr jaayega ...
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #142 on: July 16, 2005, 05:28:13 PM »
Quote from: "harashmahajan"
nidhi ji...is zindagi main yahi sab hai...hamein khud apna raasta chun na hoga....lekin jeena tou nahi chhod saktey na.....bahoot achha anjaam diya aapne apne sher ko...


Zindagi ne bahoot liye hamse intqaam
umeed kyuin wafa ki ham tumse kiya kiye.


nidhi_yadein  wrote

Quote
"Haq kya doon main kisi ko apni zindagi me,
jise dekho,apnaa hak jataata hai,
main akeli hun aaj apni hi duniya me,
har koi saath chod chalaa jaata hai."


Thanx harsh ji,sahi kaha aapne,jaisi bhi ban jaaye zindagi,jeena to padta hi hai Usual Smile .thanx nikki sis and JHL,bohat accha likha aap dono ne bhi Usual Smile.

"Na zindagi mujhe pehchaan saki na main zindagi ko,
  khwab dikhaye zindagi ne,main na pehchaan saki usko,
  roz wahi baat,roz usi ki yaad,kya ho gai hun main,
  andhera thha pasand,aaj khud andhere me kho gai hun main."
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #143 on: July 17, 2005, 04:03:24 AM »
bahoo khoob nidhi ji...andhera pasand hone ke bawjood ..jaane kyuin ye dikhaayee nahi deta......

ham toh teri justju main the ninha jo ab talak,
pyaar ke kisse the jo pal main fasaane ho gaye.
milney pe teri aarzu main jo sukun muzko mila
sach bahaaro ke woh din Guzre zamaane ho gaye.



nidhi wrote...

Quote
Thanx harsh ji,sahi kaha aapne,jaisi bhi ban jaaye zindagi,jeena to padta hi hai  .thanx nikki sis and JHL,bohat accha likha aap dono ne bhi .

"Na zindagi mujhe pehchaan saki na main zindagi ko,
khwab dikhaye zindagi ne,main na pehchaan saki usko,
roz wahi baat,roz usi ki yaad,kya ho gai hun main,
andhera thha pasand,aaj khud andhere me kho gai hun main."
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #144 on: July 17, 2005, 05:47:53 PM »
Thanks a lot Niddhi and good one too ...
Keep it up ...


Aapka saath har kadam pe zaroori hai,
Zindagi aapke bina to adhoori hai,
Phir bhi hamesa hi aye janaab kyu ye doori hai,
Aap hai to ye zindagi hamari poori hai ...(nm)
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #145 on: July 17, 2005, 05:52:21 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Thanks a lot Niddhi and good one too ...
Keep it up ...


Aapka saath har kadam pe zaroori hai,
Zindagi aapke bina to adhoori hai,
Phir bhi hamesa hi aye janaab kyu ye doori hai,
Aap hai to ye zindagi hamari poori hai ...(nm)
thanx JHl and nice.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #146 on: July 17, 2005, 05:54:37 PM »
You are most welcome ...
And thanks a lot too for appreciation ...
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #147 on: July 18, 2005, 08:49:17 AM »
Quote from: "harashmahajan"
bahoo khoob nidhi ji...andhera pasand hone ke bawjood ..jaane kyuin ye dikhaayee nahi deta......

ham toh teri justju main the ninha jo ab talak,
pyaar ke kisse the jo pal main fasaane ho gaye.
milney pe teri aarzu main jo sukun muzko mila
sach bahaaro ke woh din Guzre zamaane ho gaye.



nidhi wrote...

Quote
Thanx harsh ji,sahi kaha aapne,jaisi bhi ban jaaye zindagi,jeena to padta hi hai  .thanx nikki sis and JHL,bohat accha likha aap dono ne bhi .

"Na zindagi mujhe pehchaan saki na main zindagi ko,
khwab dikhaye zindagi ne,main na pehchaan saki usko,
roz wahi baat,roz usi ki yaad,kya ho gai hun main,
andhera thha pasand,aaj khud andhere me kho gai hun main."


Thanx harsh ji and very very nice reply always :D

"Bachi hain bas kuch "yadein" hi ab to,
      guzre zamane ki yaad aati hai mujhko,
      ek tere deedar ko kya nahi karti thhi,
      jo dikh jaati thhi teri zara bhi jhalak mujhe,
      khuda se shukr dua kubool ka karti thhi."
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #148 on: July 22, 2005, 05:55:10 PM »
Sar pe suraj chad gaya aur ye kya ho rahaa hai,
Nind ki nigal kar gaav mera so rahaa hai,
Kisse kahe ye raaz apna shakl apni dekhkar,
Aaina bhi sharm se daag pane dho rahaa hai ...
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #149 on: October 08, 2005, 06:08:35 PM »
Nice one JHL.

"Apne aks,apne wajood ko aaj main dhoond rahi hun,
     sabke hone ke baad bhi kise main talaash rahi hun,
     koi to aaye,mujhe is veeraniyat se nikaalne,
     yun akele main zindagi se door jaa rahi hoon."
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:21:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer