zindagi bhar yaad aaungi....

by nidhi_yadein on May 05, 2005, 11:42:52 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 13
Print
Author  (Read 13040 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #15 on: May 06, 2005, 05:33:45 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
nice waheed,mera matlab kuch aur thha waise Puzzled !

ur  welcome  nidhi...........kya  matlab waise Puzzled !  nice  naveed......

Hum Dono Mein Kuch Baat Tho Zarur Hai
Ye Humare Siwa Sari Duniya Ko Manzur Hai
Puri Duniya Pyar Ke Samandar Mein Dooba Hai
Phir Hum Hi Kyun Ek Dujhe Se Itne Door Hai.,.............................nm
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yaad aaungi mein... by Namkeen in Shayri-E-Dard
har pal tujhe yaad aaungi main......... by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~Zindagi Bhar Ka Saath~ by honeyrose in Shayri-E-Dard
*Yaad tujhe zindagi bhar tarpayegi* by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Hamesha yaad aaungi main...........LLK by leena loves kamlesh in Shayri for Khumar -e- Ishq
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #16 on: May 06, 2005, 09:13:56 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "nidhi_yadein"
nice waheed,mera matlab kuch aur thha waise Puzzled !

ur  welcome  nidhi...........kya  matlab waise Puzzled !  nice  naveed......

Hum Dono Mein Kuch Baat Tho Zarur Hai
Ye Humare Siwa Sari Duniya Ko Manzur Hai
Puri Duniya Pyar Ke Samandar Mein Dooba Hai
Phir Hum Hi Kyun Ek Dujhe Se Itne Door Hai.,.............................nm
hmm.......nice waheed.

"Dooriyan hi to pyar badhati hain,
 jitne faasle hon,tadap badhti jaati hai,
 ek bechaini si,kasak si dil mein,
 mehboob ka deedar kara jaati hai."
Logged
HumTum
Guest
«Reply #17 on: May 06, 2005, 09:19:48 AM »

nice . Nidhi ji ..

jaane kya soch ke pyar kiya
jaane kya soch kar dil diya
jis din se tera naam dil pe likh diya
gham e ishq ko mehmaan bana liya
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #18 on: May 06, 2005, 09:28:16 AM »
Quote from: "HumTum"

Thanx and good one humtum.

"Pyar kahan sochne ki cheez hai,
 ye to mehsoos karne wali naacheez hai,
 wo pyar kya jisme gam na ho,
 gam hi to pyaar ki doosri tasveer hai."
Logged
HumTum
Guest
«Reply #19 on: May 06, 2005, 09:31:26 AM »
Nidhi ji ....

zere zameen rahe na tahe asmaan rahe
alam to koi aur tha jahan hum rahe
jab dil jale to aye na kyun kar zubaan pe aah
mumkin nahin ki sholon se dab kar dhuaan rahe
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #20 on: May 06, 2005, 09:38:13 AM »
Quote from: "HumTum"
Nidhi ji ....

zere zameen rahe na tahe asmaan rahe
alam to koi aur tha jahan hum rahe
jab dil jale to aye na kyun kar zubaan pe aah
mumkin nahin ki sholon se dab kar dhuaan rahe
wah humtum,kya baat hai.

"Aah jaati hai aasmaano tak jab koi dil tod deta hai,
 zindagi ka sabse bada dhoka jab pyar muh mod leta hai,
 maana mumkin nahi sholon se dabke dhuyein ka rehna,
 par koi kaise rok sakta hai ankho se samandar ka behna."
Logged
HumTum
Guest
«Reply #21 on: May 06, 2005, 09:42:49 AM »

wah Nidhi ji .....

jo mujhe samajhne ka daavaa kiya karta tha
aaj wohi mere dard se anjaan hai...
itnaa tanhaa hoon aaj main
lagta hai ye duniya jaise ek shamshaan hai...
main wo zinda laash hoon jo saans to leti hai
par uski rooh bejaan hai..
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #22 on: May 06, 2005, 09:50:07 AM »

wah..bohat bohat acche humtum.

"Saansein chal rahi hain meri,
 dhadkanein par thhamin hain,
 hosh nahi aaj mujhe kisi cheez ka,
 kahan hai aasmaan,kahan zameen hai."
Logged
HumTum
Guest
«Reply #23 on: May 06, 2005, 09:56:55 AM »
kya baat hai nidhi ji ...

kyun khamosh ho jate hain sare rishte
kyon dhudhla jati hain sarri tasveerein
kyon ban jatein hain log itne khudgarg
kyon bandh dete hain dillon pe janjirein  sad5
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #24 on: May 06, 2005, 10:04:09 AM »
Quote from: "HumTum"
kya baat hai nidhi ji ...

kyun khamosh ho jate hain sare rishte
kyon dhudhla jati hain sarri tasveerein
kyon ban jatein hain log itne khudgarg
kyon bandh dete hain dillon pe janjirein  sad5
wah wah.....

"Logon ka kaam hai tauhmatein lagana,
 wo isse baaz nahi aayenge...,
 jab kabhi kisi ka dil toottata hai,
 ye hasne sabse pehle aayenge."
Logged
HumTum
Guest
«Reply #25 on: May 06, 2005, 10:14:33 AM »
gar yhi sila hai muhhobat ka zamaney mein
to ya rab!! tuney mohoobat bnai hi kyun
na buja ska tu jisko "HumTum"
assi aag jigar mein lgai kyun  sad5
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #26 on: May 06, 2005, 12:06:12 PM »
Wowww ...
It was rocking one Nidhi and all has done great ...
Keep it up ...

Lo wo sadiyon ki viraane khatm ho gayi,
Ab gulistaan hi gulistaan hai jahaa tak aao,
Mil jaayegi aapko sabhi manzile,
Ek baar hamaare haathon ki dua tak aao ......
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #27 on: May 06, 2005, 12:36:41 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
"Kyon tumne jhoot bola mujhse,
 tod diye jeevan ke woh sapne,
 kya yahi thhi tumhare pyar ki buniyaad,
 jispar tumhe thha bada aetbaar.........,
 dhikkarti hoon aaj main tere pyar ko,
 aur kahin na kahin apne nasamajh ehsaas ko,
 kitna pyar karne laga thha ye dil tumse,
 lagta thha pyar tumhe bhi hai hamse....,
 pehli baar yeh galti hui hai mujhse,
 samajh na payi main teri jhooti batein,
 har baat pe teri kiya maine aetbaar,
 khud se zyada bhi kabhi - kabhar....,
 mana main tumhe kabhi bhool na paungi,
 par kuch na kuch aisa zaroor karungi,
 ki tumhe ashkon k saath zindgi bhar yaad aungi."

Bohat khoob Nidhi......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #28 on: May 06, 2005, 09:34:30 PM »
thanx nidhi and waheed..............

Tute hue pehmane per jaam nahi aata
ishq ke mareez ko aaram nahi aata
ehhh dil todne wale tune yeh to socha hota
ki tuta hua dil kissi ke kaam nahi aata.
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #29 on: May 16, 2005, 09:03:57 AM »
Thank u JHL and Aryaan.Very nice naveed and JHL.

"Sadiyon sa lagta hai har ek lamha....,
 tumhare bina adhoora hai har samaa,
 kabhi aake ek nazar mujhpe daal bhi jao,
 maang raha hai dil tumse kabse panaah."
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 13
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:07:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer