Zindagi jaise ek sazaa si ho gai hai

by pankaj_pups on August 13, 2004, 02:18:56 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2054 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: August 13, 2004, 07:40:19 PM »
payar ko khail samjh kar bas khail gai
tuje apna sanjh kar bas jhail gai
kabhi to naseeb dega mera bhi sath
bas issi soch mai tere bin yah din dekh gai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zindagi Jaise Khali Sharab Ki Boutal by Devdas_online in Shayri-E-Dard
- Tere Bin Meri Zindagi Hai Jaise - by Meena is back in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 5 »
Zindagi Jaise Bujha Hua Suraj by Devdas_online in Shayri-E-Dard
Tum bin zindagi aisi hai jaise... by diya786 in Shayri-E-Dard
{Zindagi Jaise Ek Saza} by angel4u in Shayri-E-Dard
Nino
Guest
«Reply #16 on: August 13, 2004, 07:44:52 PM »
us naseeb ka na kar aetebaar
wo nibahta nahi saath bar bar
wafaa ka koi rang nahi hota
bewafa ho har sanam aisa
her dum nahi hota
wo to wafaa se bhi wafaa nahi karte
jo pyaar na nibha sake
hume kyu dete ho duhayi
tum bhi to lot ke na aa sake
Logged
nishita
Guest
«Reply #17 on: August 13, 2004, 07:45:59 PM »
har baar zindagi ne dhoka diya
mangi thi hasi par ashko ka sahil diya
manga tha pyar to tota hua dil diya
manga tha sanam woh bhi sangdil diya
Logged
Nino
Guest
«Reply #18 on: August 13, 2004, 07:49:36 PM »
pyaar mangne se mil jata to haseen hoti duniya
ye to wo jazbaat hai jo dekhaye nahi jata
tum karlo lakh shikait
per wo jo chale gaye wo kabhi lot ke nahi aate
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: August 13, 2004, 07:51:17 PM »
bahoot sahi kaha nino....

na jaane kaise dil yah sangdil paty hai
hum tarpty hai pal pal sari zindagi
aor yah kabhi ek pal bhi hum per nahi lagaty hai
Logged
nishita
Guest
«Reply #20 on: August 13, 2004, 07:54:01 PM »
maana ke jaane wale laut ke nahi aate
maana ki jazbaat dil ke dikhaye nahi jaate
par kya karu 'nino' itni bebas hogayi hu aaj main
ki yeh gum mere ab khudse bhi chupaaye nahi jaate
Logged
Nino
Guest
«Reply #21 on: August 14, 2004, 06:51:40 AM »
wo gham hi kiya jo chupaye na chupe
wo aansoo hi kiya jo roke na ruke
hume to tere ashkoo bhi aatta hai rona (nishita)
wo dil hi kiya jo tode na toote


Us ke jate hi hi dil toot gaya
samander se lehron ka tofaan chutt gaya
wo kahte aaj bhi humse ki hume pyaar hai tumse
per najanne kaha humare aetebaar chutt gaya
Logged
nishita
Guest
«Reply #22 on: August 14, 2004, 07:42:44 AM »
waah nino..
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #23 on: August 14, 2004, 09:55:30 AM »
Donon jahaan teri mohabbat mein haar ke
Woh jaa raha hai koi shab-e-gham guzaar ke

Viraan hai maikada khum-o-saaghar udaas hain
Tum kya gaye ke ruth gaye din bahaar ke

Ek fursat-e-gunah mili woh bhi chaar din
Dekhe hain hum ne hausle parwardigaar ke

Duniya ne teri yaad se begaana kar diya
Tujh se bhi dilfreb hain gham rozgaar ke

Bhule se muskra ke diye woh aaj VIRK
Mat puchh walwale dil-e-nakarda kaar ke
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #24 on: August 14, 2004, 09:58:26 AM »
Quote from: "Nino"
wo gham hi kiya jo chupaye na chupe
wo aansoo hi kiya jo roke na ruke
hume to tere ashkoo bhi aatta hai rona (nishita)
wo dil hi kiya jo tode na toote


Us ke jate hi hi dil toot gaya
samander se lehron ka tofaan chutt gaya
wo kahte aaj bhi humse ki hume pyaar hai tumse
per najanne kaha humare aetebaar chutt gaya



Tumhari berukhi ne laaj rakh li maikhane ki,
Tum aankhon se pila dete, to paimane kaha jaate
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: July 25, 2008, 03:42:17 PM »
Ajj kai dino baad yah thread samne aa gaya.. missing Nishita, Nino and Deewana!! sad5
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:50:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer