~~"ZINDAGI KA BIKHRA AAINA"~~

by k.shael on January 29, 2009, 09:37:31 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 4175 times)
k.shael
Guest
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
us "shakhs" ke bina zindagi adhuri kyoun lage by jianrangrej in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~~"U SHIRKATT KI GAMO NE ZINDAGI ME"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard
~~"TOOT TO GAYI PAR BIKHRI NA ZINDAGI"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard
~~"REHAM KAR E ZINDAGI"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
~~"ZIKAR-E-ZINDAGI"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
k.shael
Guest
«Reply #1 on: January 29, 2009, 09:38:17 AM »
Kuch u toot kar bikhra zindagi ka aaina ki tukde ho gaye hazaar,
Na jod paaye unn tukdo ko na kar paaye daman me shamil,

Beshumaar nikle aankhon se aansoo unki yaad me,
Par na gira paaye unn aansoo ko na rakh paaye aankhon me  bana ke sahil,

Apni hi aankhon se dekhte rahe apni barbaadi ka manzar,
Khud hi laga di aag apne aashiyane ko ek uss bewafa ki khushi ke khatir,

Kuch u becha apni khudari ko ki khuda bhi hairaan ho gaya,
Jo bewafa ka naam de raha tha yaar mera wo bhi dekh ke wafa meri pareshaan
ho gaya…

Shally.

Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: January 29, 2009, 09:42:17 AM »


Bahoth Acha hai shally likhte raho yunhi Tumhari shayari din ba din Kashish paida ho rahi aur wazan bhi !! aise hi likhte raho !!Allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: January 29, 2009, 09:47:11 AM »
Bohat khoob shally...... Clapping Smiley Clapping Smiley

Tera dard kitna haseen hain
Meri khushiya lage hain phiki

Hasti hui to bohat dekhi hain Ghayel
Kisi roti hui aakho me itni khushi nahi dekhi

                         -SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 29, 2009, 09:58:17 AM »
Waah, Waah, Kya Baat Hai,.
Shally Sister, Nice One,
Yunhi Likhte Raho,.

And NIce One Sajid Bhaiy,.
Logged
diya786
Guest
«Reply #5 on: January 29, 2009, 11:18:27 AM »
sach mein kamaal likha hai shally dear
bahut khoob Applause Applause Applause
maaf karna main kuch reply nahin likh sakti
baad mein koshish karongi inshallah



aur Sajid sahab aapne bhi khoob likha hai Applause Applause Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #6 on: January 29, 2009, 11:38:25 AM »
Bahoth Acha hai shally likhte raho yunhi Tumhari shayari din ba din Kashish paida ho rahi aur wazan bhi !! aise hi likhte raho !!Allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi


Shukriya Qadeer ji,

Apna keemti waqt dene ke liye,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #7 on: January 29, 2009, 11:39:15 AM »
Bohat khoob shally...... Clapping Smiley Clapping Smiley

Tere dard kitna haseen hain
Meri khushiya lage hain phiki

Hasti hui to bohat dekhi hain Ghayel
Kisi roti hui aakho me itni khushi nahi dekhi

                         -SG-



Shukriya Sajid Aur bahut khoob likha aapne bhi,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #8 on: January 29, 2009, 11:40:54 AM »
Waah, Waah, Kya Baat Hai,.
Shally Sister, Nice One,
Yunhi Likhte Raho,.

And NIce One Sajid Bhaiy,.

Shukriya Azeem,

Sarahne ke liye...

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #9 on: January 29, 2009, 11:41:43 AM »
sach mein kamaal likha hai shally dear
bahut khoob Applause Applause Applause
maaf karna main kuch reply nahin likh sakti
baad mein koshish karongi inshallah



aur Sajid sahab aapne bhi khoob likha hai Applause Applause Applause


Shukriya Diya Sis,

& don't say sorry it's ok, i understand.

Shally
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #10 on: January 30, 2009, 10:14:10 AM »
bahut khoob shally ji.well written.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: January 30, 2009, 11:12:06 AM »
Bahut Bahut Khoob Shally.. Applause Applause Applause
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #12 on: January 30, 2009, 11:24:30 AM »
Kuch u toot kar bikhra zindagi ka aaina ki tukde ho gaye hazaar,
Na jod paaye unn tukdo ko na kar paaye daman me shamil,

Beshumaar nikle aankhon se aansoo unki yaad me,
Par na gira paaye unn aansoo ko na rakh paaye aankhon me  bana ke sahil,

Apni hi aankhon se dekhte rahe apni barbaadi ka manzar,
Khud hi laga di aag apne aashiyane ko ek uss bewafa ki khushi ke khatir,

Kuch u becha apni khudari ko ki khuda bhi hairaan ho gaya,
Jo bewafa ka naam de raha tha yaar mera wo bhi dekh ke wafa meri pareshaan ho gaya…

Shally.
Applause Clapping Smiley  The poet's pinning for her lost love has been very effectively sketched. The use of 'sahil' for the 'ocean' of tears in her eyes is vividly unique in its effect as well as approach.
                                           - abd bundeli
  
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: January 30, 2009, 11:25:43 AM »
Bohat khoob shally dear... Applause




Zindagi ke bikhre aaina aisa toota
Mere duniya mein andhera aise loota

Kisi dosh de hum jab meri duniya hi khali kitab bane
Mere duniya mein joh heera tha aise toota

Ke hosh aane pe kudh ko leharon ke beech paya
Zindagi ke bikare aaina kabhi humse judh na paya....
tearyeyed
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #14 on: January 31, 2009, 05:11:05 AM »
very nice lines shally.....bahut khoob.. Clapping Smiley  Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 10:02:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer