Zindagi Ka Sara Gham Likh Diya Ismein,..

by Jaanasheen on April 25, 2006, 02:36:47 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 7853 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: May 03, 2006, 08:36:19 AM »
Shukriya BS Bhai,..

Gar App Kuch Likhte To Ye Thread Aur Bardti...
Shukriya,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 03, 2006, 08:39:38 AM »
Mat Muskuraao Dekh Kar Hume Aye Logon,..
Maine Chot Khaayi Hai Dil Par Ek Baar Muskuraane Ke Baad,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: May 04, 2006, 08:32:40 AM »
Bhool Kar Bhi Kabhi Hume Yaad Karlena,..
Maine Wafaa Nibhaayi Hai Tumse Khud Ko Mitakar,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 04, 2006, 10:08:32 AM »
Na Kar Koshish Mujhe Bhoolane Ki Jaanasheen,..
ke Maine Paaya Hai Tujhe Kismat Ki Lakeeron Se Lardkar,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 04, 2006, 10:13:33 AM »
Dard Ki Aahat Sunaai Deti Hai,..
Jab Dil Ko Dhadkte sunta Hoon..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: May 05, 2006, 01:32:40 PM »
Gham Nahi Hai Mujhe Ab Ke Wo Door Ho Rahi Hai,..
Jisne Kareeb Hoke Bhi Mere Dard Na Pehchana,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: May 06, 2006, 07:45:27 AM »
Naa Jaane Kyun Tera Milkar Bichardna Yaad Aata hai,..
Main Ro Pardta Hoon Jab Guzra Zamaana Yaad Aata Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: May 25, 2006, 09:30:58 AM »
Us Bewafaa Ki Zaat Pe Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sunke Bhi Meri Maut Ka Aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske Liye Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: May 26, 2006, 10:24:08 AM »
Saare Sitam Humne Unke Muskraake Sahe,..
Ke Unhe Khabar Na Hojaaye Hamare Dard Ka Kahin,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: July 18, 2006, 02:27:53 PM »
Kya Yahi Gardeeshein Hain Zamaane Ki,..
Surkhiaan Mere Fasaane Ki,.
Phir Mila Ek Gham Dil Ko Tazaa,..
Ab Zaroorat Hai Muskuraane Ki,..

______________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: July 18, 2006, 02:32:37 PM »
jo bhi likha wo kaya likha
jo bhi kaha wo kaya kaha
kalam likhati gai, jakham jalate rahe
zindagi chalati rahi, dard bikharte rahe
Logged
phoenix
Guest
«Reply #26 on: July 18, 2006, 07:18:49 PM »
bahut khooob azeem bhai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: October 16, 2007, 05:28:11 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Paali Khushian Tune Mera Dil Jalakar,..
Bol Kya Tu Jee sakegi Mujhe Bhoola Kar,..

Tu Khush Reh Har Pal Teri Khushion Ke Liye Mujhe Gham Se Bhi Pyaar Hai,.
Bata Ek Pal ke Liye Bhi Kya Tujhe Mera Intezaar Hai,..

Apna Ujdaa Ashiaana Is Baat Ka Mujhe Gila Nahi,..
Main Kya Gila karoon Tujhe Dusra Koi Mila Nahi,..

Meri Barbaadion Par Tune Lakhon Khushiaan Manaai,.
Bata Zindagi Mein Phir Tu Muskuraai.,..

Tu Khush Rehna Sadaa ye Meri Dua Hai,.
Teri Har Khushi Ke Peeche Meri Hi Sadaa Hai,.

Kar Gayi Tu Mujhse Bewafai Ye Mera Naseeb Hai,..
Magar Khush Rakhna Tu Use Jo Tere Dil ke Kareeb Hai,..

Ye Mera Mukkaddar Nahi ke Paa Sakoon Mein Zamaane Se Mohabbat,..
Kyun Ki Khatam Hogayi Aaj Duniya Ko Meri Zaroorat,..

Aaj Main Jaa raha Hoon Duniya Se, Mohabbat Ko Zindagi Dene Ke Liye,..
Bujha Raha Hoo Main Apna Charag, Zamaane Ko Roshni Dene ke Liye,...

Na Samjh Tha Main Ke Har Ek Par Aitbaar Kiya,..
Jisne Bhi Mujhse Muskuraake Baatein Ki Us se Pyaar Kiya,..

Ab Jaa Raha Hoon Main Duniya Se Haath Choorakar,..
Arzoo Hai Yaad Karna App Hume Kabhi Bhoolakar,..

Khushian Mubarak Ho Tumhe Apna To Yahi Paigaam Hai,..
Appko Aur Saare zamaane Ko Mera Aakhri Salaam Hai,..

_______________-Azeem-________________






BAHUT KHOOB AZEEMBHAI...UMDA LIKHA HAI AAPNE. =D>  =D>  =D>
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: October 17, 2007, 04:52:01 PM »
Shukriya Khwaish Ji,,,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: October 17, 2007, 04:58:25 PM »
Zindagi Kuch Is Tarah Se Apni Basar Hui,..
Jawaani Mein Mili Thi Raat, Aur Maut Pe Sehar Hui,..

Ajeeb Hui Ye Halat "Jaanasheen" Na Poocho Haal Kaisa Tha,.
Aaye Wo Deedar Ke Liye Aur Kabar Mein Kehar Hui,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:48:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer