Zindagi Kabhi Raas Na Aayee..dolly

by dolly on April 24, 2012, 12:38:24 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2645 times)
dolly
Guest


Ae Zindagi Tu Kabhi Raas Na Aayee
Yun To Har Shaam Intezaar Mein Nikli
Par Umeedein Kabhi Hamaare paas Na Aayee

Saawan Kee Ghataayein Guzarti Raheen
Jo Pyaas Bujhaaye Aisi Barsaat Na Aayee

Baar Baar Nayee Chot Padee Zakhmon Par
Par Zakhm Sukhaane Kee Koi Baat Na Aayee

Dikhe Meri Aankhon Ko Bhi Aisa Manzar
Deewali Kee Vo Ek Roshan Raat Na Aayee

Zindagi Aur Maut Ka Khel Chalta Raha
Kafan Odey Maut Kee Saugaat Na Aayee..

Ae Zindagi Tu kabhi Raas Na Aayee
Yun To Har Shaam Intezaar Mein Nikli
Par Umeedein Kabhi Hamaare paas Naa Aayee
[/b]
Logged
khujli
Guest
«Reply #1 on: April 24, 2012, 12:49:16 PM »


Ae Zindagi Tu Kabhi Raas Na Aayee
Yun To Har Shaam Intezaar Mein Nikli
Par Umeedein Kabhi Hamaare paas Na Aayee

Saawan Kee Ghataayein Guzarti Raheen
Jo Pyaas Bujhaaye Aisi Barsaat Na Aayee

Baar Baar Nayee Chot Padee Zakhmon Par
Par Zakhm Sukhaane Kee Koi Baat Na Aayee

Dikhe Meri Aankhon Ko Bhi Aisa Manzar
Deewali Kee Vo Ek Roshan Raat Na Aayee

Zindagi Aur Maut Ka Khel Chalta Raha
Kafan Odey Maut Kee Saugaat Na Aayee..

Ae Zindagi Tu kabhi Raas Na Aayee
Yun To Har Shaam Intezaar Mein Nikli
Par Umeedein Kabhi Hamaare paas Naa Aayee
[/b]

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 24, 2012, 01:03:57 PM »


Ae Zindagi Tu Kabhi Raas Na Aayee
Yun To Har Shaam Intezaar Mein Nikli
Par Umeedein Kabhi Hamaare paas Na Aayee

Saawan Kee Ghataayein Guzarti Raheen
Jo Pyaas Bujhaaye Aisi Barsaat Na Aayee

Baar Baar Nayee Chot Padee Zakhmon Par
Par Zakhm Sukhaane Kee Koi Baat Na Aayee

Dikhe Meri Aankhon Ko Bhi Aisa Manzar
Deewali Kee Vo Ek Roshan Raat Na Aayee

Zindagi Aur Maut Ka Khel Chalta Raha
Kafan Odey Maut Kee Saugaat Na Aayee..

Ae Zindagi Tu kabhi Raas Na Aayee
Yun To Har Shaam Intezaar Mein Nikli
Par Umeedein Kabhi Hamaare paas Naa Aayee
[/b]


Bahut Bahut Khoob!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dolly
Guest
«Reply #3 on: April 24, 2012, 01:20:21 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile

Shukriyaa qalbjii...bahut bahut...Usual Smile
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: April 24, 2012, 01:26:30 PM »
Dolly bahut sunder poem dil ko chhoo gayee nape tule andaaz men bahut kuchh bayaan kar diyaa khush rahiyegaa
Logged
dolly
Guest
«Reply #5 on: April 24, 2012, 01:33:08 PM »

Bahut Bahut Khoob!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Thank you very much khwaish ji...Usual Smile
Logged
dolly
Guest
«Reply #6 on: April 24, 2012, 01:35:52 PM »
Dolly bahut sunder poem dil ko chhoo gayee nape tule andaaz men bahut kuchh bayaan kar diyaa khush rahiyegaa
Dolly bahut sunder poem dil ko chhoo gayee nape tule andaaz men bahut kuchh bayaan kar diyaa khush rahiyegaa

Thank u so muchhh sir...shukriya..Usual Smile
Logged
sarfira
Guest
«Reply #7 on: April 24, 2012, 01:44:19 PM »
waah Maate--
zindgi topic pr dard bhara peshkash
bht bht khoobsurti se alfaaz die hain kalaam ko
ehsaas bht khoob h
daad aur mubarakvaad kubul karen

bas kaagaz pr hi zindgi ka aisa roop ho yhi dua h--
be happy always
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: April 24, 2012, 03:03:06 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause bahut bahut khoob likha hai aapne dolly ji... bahut khoobsurat ehsaas... bahut sundar peshkash.....!!!
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #9 on: April 24, 2012, 03:31:18 PM »
Jindagi me kis trah jaan dalkar saari khata ao ka jimmedar use bna diya aapne.
Wese likha bhut jabardast h sister.
Ese read karke dil khush ho gaya.
ApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplause
Logged
mkv
Guest
«Reply #10 on: April 24, 2012, 04:04:00 PM »
aah aah nikal rahi hai. Itna dard.. Har ashaar kuch bayaan kar raha hai. Sacchaai se ekdam rubaroo.n . Bahut sanjeedgi bhari is creation ka javaab nahi.. Duaayen dil se aapke liye.. Likhte rahiye.. Bas. Yahi kahunga mai aapse dolly jee.
Logged
the soul shaker
Guest
«Reply #11 on: April 24, 2012, 06:47:04 PM »
bahut hi khoobsurat
Logged
sbechain
Guest
«Reply #12 on: April 24, 2012, 06:57:12 PM »


Ae Zindagi Tu Kabhi Raas Na Aayee
Yun To Har Shaam Intezaar Mein Nikli
Par Umeedein Kabhi Hamaare paas Na Aayee
naaummid kabhi nahin hona chahiye. kabhi der hoti hain . icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Saawan Kee Ghataayein Guzarti Raheen
Jo Pyaas Bujhaaye Aisi Barsaat Na Aayee
abb dolly iss jahaan mein insaan ko sabr aur khuda ka shukrguzaar banda ban ke rahna chahiye. to khushi milti hai aisa mera yaqeen hai.
Baar Baar Nayee Chot Padee Zakhmon Par
Par Zakhm Sukhaane Kee Koi Baat Na Aayee
kuch halaat aise hum khud banaa lete hain zindagi mein. apni salaahiyat aur ilm ka istemaal kar hum apne zakhmo.n ko khud kamm kar sakte hain . kisi se ummid rakhne ki jagah hamein hi initative lena chahiye.
Dikhe Meri Aankhon Ko Bhi Aisa Manzar
Deewali Kee Vo Ek Roshan Raat Na Aayee
aaye gi zarur aaye gi. alla the best.aur aap roz diwaali manaao. meri shubh kaam naa aap ke saath hai icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Zindagi Aur Maut Ka Khel Chalta Raha
Kafan Odey Maut Kee Saugaat Na Aayee..
ye to bahut naaummidi wali baat ki aapne.bahaadur bano. zindagi jiyo .haan agar aisi jung lad rahi ho jism aap ke saath saath aur bhi insaani jaan ka bhala hai to baat aur hain. phir to ...sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai dekhnaa hai zor kitna baazu-e-qaatil mein hai
Ae Zindagi Tu kabhi Raas Na Aayee
Yun To Har Shaam Intezaar Mein Nikli
Par Umeedein Kabhi Hamaare paas Naa Aayee
[/b]

bahut khoob likhaa hai......! dolly mere comments ek genneral note hain. tumhaare kalaam se koi lena dena nahin inka. just dont mind.. you are nice dear
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #13 on: April 24, 2012, 07:50:27 PM »
Bahut achha likha hai Dolly Jee aapne. Khuda aapki saari pareshaniya.n dur kare.
Logged
dolly
Guest
«Reply #14 on: April 25, 2012, 05:07:37 AM »
waah Maate--
zindgi topic pr dard bhara peshkash
bht bht khoobsurti se alfaaz die hain kalaam ko
ehsaas bht khoob h
daad aur mubarakvaad kubul karen

bas kaagaz pr hi zindgi ka aisa roop ho yhi dua h--
be happy always

Usual SmileUsual Smile..thanku thanku shishya jiiii....Usual Smile..hmm...u too kp smiling...Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:28:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer