ZINDAGI KI SACHAI......

by khwaish on February 29, 2008, 07:41:45 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 20115 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
THIS POETRY WRITTEN BELOW IS WRITTEN WITH A VERY HEAVY HEART...

KUCH BEETE HUE LAMHO SE JAB MULAKAAT HUI,
HUM PUCH BAITHE,ITNE TEZ KYON CHALTE HO??
KYA KABHI KISI KE LIYE RUKH NAHI SAKTE?

WOH LAMHE BHI BOL UTHE,
INSAAN KE HISAAB SE HUM CHAL NAHI SAKTE
HUM SIRF WAQT KE ISHAARO SE  HAI GUZARTE
HUM JAHAN RUKH JAAYE,
WOH HAMARI AAKHRI RAAT HUI,
YUH SAMAJLO "KHWAISH"
MAIN SIRF WAQT KE SAATH-SAATH HUI....


KUCH TOOTE HUE SAPNO SE JAB MULAKAAT HUI
UNN SAPNO SE PUCH BAITHA,
JAB TOOTNA HI THA,TO IN AANKHON MEIN
AATE HI KYON HO??
WOH TOOTE HUE SAPNE BHI TADAP KAR BOLE,
AAP NE YEH DEKHA KE MAIN
TOOTKAR BIKHAR GAYI HOON,
PAR YEH NAHI DEKHA KE MERE BIKHARNE SE,
AAPKI UNN AANKHON MEIN  BHI TO BARSAAT HUI....


APNI HI SOCH SE JAB MULAKAAT HUI
MERI SOCH NE BHI MUJHSE YEH KEH DIYA,
MUJHE AAJ KALAM PAR UTAARDO,
JAB KALAM SE APNI SOCH KO LIKH RAHA THA,
WOH BHI BOL UTHI SHUKAR HAI,
MAIN AAPKE ZEHAN SE TO AB AZAAD HUI....


AAKHIR MEIN JAB YAADON SE MULAKAAT HUI,
YAADEIN BHI BOL UTHE,
"KHWAISH" TERE BAS MEIN NA TERE  KHUD KE LAMHE THE, NA TERE SAPNE THE,NA HI TERI SOCH THI...
"KHWAISH" KABHI GEHRAIYON MEIN JAAKAR SOCHNA
ZINDAGI TERI AAJ KITNI KHULI KITAAB HUI.....

PAR MAIN TO YAAD HOON,
KHUSHI KE AANGAN MEIN AUR GHAM KE MAUSAM MEIN BHI TERA SAATH NIBHAUNGI,

YUH SAMAJLO "KHWAISH" MAIN TERE HAR KADAM PAR
 HUMSAFAR BANKAR TERE SAATH HUI.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: February 29, 2008, 07:46:50 PM »
wah kay abat hai khwaish ji ./.... bahoot hi emotional kavita ki rachna ki hai apne.. very touching.., yah lines to dil ko chu gai:

APNI HI SOCH SE JAB MULAKAAT HUI
MERI SOCH NE BHI MUJHSE YEH KEH DIYA,
MUJHE AAJ KALAM PAR UTAARDO,
JAB KALAM SE APNI SOCH KO LIKH RAHA THA,
WOH BHI BOL UTHI SHUKAR HAI,
MAIN AAPKE ZEHAN SE TO AB AZAAD HUI....

KHWAISH" TERE BAS MEIN NA TERE  KHUD KE LAMHE THE, NA TERE SAPNE THE,NA HI TERI SOCH THI...
"KHWAISH" KABHI GEHRAIYON MEIN JAAKAR SOCHNA
ZINDAGI TERI AAJ KITNI KHULI KITAAB HUI.....



Good creation Khwaish ji!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: February 29, 2008, 07:54:59 PM »
Beete lamho main zindagi bitate hai
Kitani purani zindagi mai
her ek pal naya paate hai!!

Khyalo mai hi zindagi ko sirf mehkaate hai
Mehak ki talash main, na jaane kitne pal gawate hai

Yaadon mai, sanjo kar rakha hai apni khushio ko
Ane wale waqat main, khushia paana hi bhool jaate hai

Sapno mai sanjote hai, apne dil ke her ek armaan
Zindagi ki haqiqat mai, her ek armaan chupate hai

Kuch lamho ko agar koi soch kar dekhein
Hum apne gumo ko khud hi to bulate hai

Zindagi ki sachai ko jaane bina
Na jaane kyun anjaane mai
Khud ko khud hi dard diye jaate hai

Beete lamho main zindagi bitate hai
Kitani purani zindagi mai
her ek pal naya paate hai!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 01, 2008, 11:11:41 AM »
wah kay abat hai khwaish ji ./.... bahoot hi emotional kavita ki rachna ki hai apne.. very touching.., yah lines to dil ko chu gai:

APNI HI SOCH SE JAB MULAKAAT HUI
MERI SOCH NE BHI MUJHSE YEH KEH DIYA,
MUJHE AAJ KALAM PAR UTAARDO,
JAB KALAM SE APNI SOCH KO LIKH RAHA THA,
WOH BHI BOL UTHI SHUKAR HAI,
MAIN AAPKE ZEHAN SE TO AB AZAAD HUI....

KHWAISH" TERE BAS MEIN NA TERE  KHUD KE LAMHE THE, NA TERE SAPNE THE,NA HI TERI SOCH THI...
"KHWAISH" KABHI GEHRAIYON MEIN JAAKAR SOCHNA
ZINDAGI TERI AAJ KITNI KHULI KITAAB HUI.....



Good creation Khwaish ji!!!

BAHUT BAHUT SHUKRIYA POOJAJI...JO DIL MEIN THA,WOH LIKH GAYA..SHUKRIYA AAPKE HAUSLE-AFSAAI KA...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 01, 2008, 11:13:54 AM »
Beete lamho main zindagi bitate hai
Kitani purani zindagi mai
her ek pal naya paate hai!!

Khyalo mai hi zindagi ko sirf mehkaate hai
Mehak ki talash main, na jaane kitne pal gawate hai

Yaadon mai, sanjo kar rakha hai apni khushio ko
Ane wale waqat main, khushia paana hi bhool jaate hai

Sapno mai sanjote hai, apne dil ke her ek armaan
Zindagi ki haqiqat mai, her ek armaan chupate hai

Kuch lamho ko agar koi soch kar dekhein
Hum apne gumo ko khud hi to bulate hai

Zindagi ki sachai ko jaane bina
Na jaane kyun anjaane mai
Khud ko khud hi dard diye jaate hai

Beete lamho main zindagi bitate hai
Kitani purani zindagi mai
her ek pal naya paate hai!!


BAHUT BAHUT KHOOB POOJAJI..BAHUT HI KHOOBSURAT AUR GEHRA LIKHA HAI..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: March 01, 2008, 01:50:27 PM »
Bohat hi emotional aur touching lines likha hai khwaish ji..

 
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 01, 2008, 03:56:03 PM »
thankyou honey for appreciating...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: March 01, 2008, 04:26:29 PM »
Thank you khwaish ji..


Zindagi ki sachai sey hum waqif nahi hai
Kabhi zindagi sey kuch umeed nahi hai

Bass ek pyaar ki chahat manga tha unse..
Shayad woh haseen pal bhi humhe naseeb nahi hai

Kuch pal saath guzare hum woh lamha nahi hai
Yeh aakhri raasta hai unse mulakat ka magar woh bhi nahi hai..
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: March 01, 2008, 09:32:53 PM »
Bohot khoob Khwaish, Pooja and honey...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: March 02, 2008, 05:11:13 AM »
Thank you khwaish ji..


Zindagi ki sachai sey hum waqif nahi hai
Kabhi zindagi sey kuch umeed nahi hai

Bass ek pyaar ki chahat manga tha unse..
Shayad woh haseen pal bhi humhe naseeb nahi hai

Kuch pal saath guzare hum woh lamha nahi hai
Yeh aakhri raasta hai unse mulakat ka magar woh bhi nahi hai..


BAHUT KHOOB HONEY...BAHUT HI ACHA LIKHA HAI AAPNE...
Logged
punam
Guest
«Reply #10 on: March 02, 2008, 05:25:16 AM »
THIS POETRY WRITTEN BELOW IS WRITTEN WITH A VERY HEAVY HEART...

KUCH BEETE HUE LAMHO SE JAB MULAKAAT HUI,
HUM PUCH BAITHE,ITNE TEZ KYON CHALTE HO??
KYA KABHI KISI KE LIYE RUKH NAHI SAKTE?

WOH LAMHE BHI BOL UTHE,
INSAAN KE HISAAB SE HUM CHAL NAHI SAKTE
HUM SIRF WAQT KE ISHAARO SE  HAI GUZARTE
HUM JAHAN RUKH JAAYE,
WOH HAMARI AAKHRI RAAT HUI,
YUH SAMAJLO "KHWAISH"
MAIN SIRF WAQT KE SAATH-SAATH HUI....


KUCH TOOTE HUE SAPNO SE JAB MULAKAAT HUI
UNN SAPNO SE PUCH BAITHA,
JAB TOOTNA HI THA,TO IN AANKHON MEIN
AATE HI KYON HO??
WOH TOOTE HUE SAPNE BHI TADAP KAR BOLE,
AAP NE YEH DEKHA KE MAIN
TOOTKAR BIKHAR GAYI HOON,
PAR YEH NAHI DEKHA KE MERE BIKHARNE SE,
AAPKI UNN AANKHON MEIN  BHI TO BARSAAT HUI....


APNI HI SOCH SE JAB MULAKAAT HUI
MERI SOCH NE BHI MUJHSE YEH KEH DIYA,
MUJHE AAJ KALAM PAR UTAARDO,
JAB KALAM SE APNI SOCH KO LIKH RAHA THA,
WOH BHI BOL UTHI SHUKAR HAI,
MAIN AAPKE ZEHAN SE TO AB AZAAD HUI....


AAKHIR MEIN JAB YAADON SE MULAKAAT HUI,
YAADEIN BHI BOL UTHE,
"KHWAISH" TERE BAS MEIN NA TERE  KHUD KE LAMHE THE, NA TERE SAPNE THE,NA HI TERI SOCH THI...
"KHWAISH" KABHI GEHRAIYON MEIN JAAKAR SOCHNA
ZINDAGI TERI AAJ KITNI KHULI KITAAB HUI.....

PAR MAIN TO YAAD HOON,
KHUSHI KE AANGAN MEIN AUR GHAM KE MAUSAM MEIN BHI TERA SAATH NIBHAUNGI,

YUH SAMAJLO "KHWAISH" MAIN TERE HAR KADAM PAR
 HUMSAFAR BANKAR TERE SAATH HUI.....


Bahot khoob...kitu ji..bahot hi emotional hoke likhe aisa laga padh ke..
dil ko chu gayi..her ek line...
Logged
punam
Guest
«Reply #11 on: March 02, 2008, 05:26:13 AM »
Pooja di and Honey di bahot khoob likhe aap dono...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #12 on: March 02, 2008, 06:52:32 PM »
Shukriya khwaish ji aur punam dear ... Usual Smile
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #13 on: March 02, 2008, 07:30:08 PM »
nice honey, thanks khwaish ji, Punam and Talat!!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #14 on: March 03, 2008, 12:20:00 AM »
THIS POETRY WRITTEN BELOW IS WRITTEN WITH A VERY HEAVY HEART...

KUCH BEETE HUE LAMHO SE JAB MULAKAAT HUI,
HUM PUCH BAITHE,ITNE TEZ KYON CHALTE HO??
KYA KABHI KISI KE LIYE RUKH NAHI SAKTE?

WOH LAMHE BHI BOL UTHE,
INSAAN KE HISAAB SE HUM CHAL NAHI SAKTE
HUM SIRF WAQT KE ISHAARO SE  HAI GUZARTE
HUM JAHAN RUKH JAAYE,
WOH HAMARI AAKHRI RAAT HUI,
YUH SAMAJLO "KHWAISH"
MAIN SIRF WAQT KE SAATH-SAATH HUI....


KUCH TOOTE HUE SAPNO SE JAB MULAKAAT HUI
UNN SAPNO SE PUCH BAITHA,
JAB TOOTNA HI THA,TO IN AANKHON MEIN
AATE HI KYON HO??
WOH TOOTE HUE SAPNE BHI TADAP KAR BOLE,
AAP NE YEH DEKHA KE MAIN
TOOTKAR BIKHAR GAYI HOON,
PAR YEH NAHI DEKHA KE MERE BIKHARNE SE,
AAPKI UNN AANKHON MEIN  BHI TO BARSAAT HUI....


APNI HI SOCH SE JAB MULAKAAT HUI
MERI SOCH NE BHI MUJHSE YEH KEH DIYA,
MUJHE AAJ KALAM PAR UTAARDO,
JAB KALAM SE APNI SOCH KO LIKH RAHA THA,
WOH BHI BOL UTHI SHUKAR HAI,
MAIN AAPKE ZEHAN SE TO AB AZAAD HUI....


AAKHIR MEIN JAB YAADON SE MULAKAAT HUI,
YAADEIN BHI BOL UTHE,
"KHWAISH" TERE BAS MEIN NA TERE  KHUD KE LAMHE THE, NA TERE SAPNE THE,NA HI TERI SOCH THI...
"KHWAISH" KABHI GEHRAIYON MEIN JAAKAR SOCHNA
ZINDAGI TERI AAJ KITNI KHULI KITAAB HUI.....

PAR MAIN TO YAAD HOON,
KHUSHI KE AANGAN MEIN AUR GHAM KE MAUSAM MEIN BHI TERA SAATH NIBHAUNGI,

YUH SAMAJLO "KHWAISH" MAIN TERE HAR KADAM PAR
 HUMSAFAR BANKAR TERE SAATH HUI.....


Dard bari yeh kavita dil ko chu gaya hai khawish ji.
Mai bahut emotional ho gayi thi padkar. Good...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:59:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer