zindagi ki tammana ...

by Naya_Daur on February 27, 2007, 08:24:57 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 826 times)
Naya_Daur
Guest
meri vaffa ka yeh sila mila hai mujhe
ki aaj woh mujhe chord kar ja rahi hai

door khaada main bas dekh hi sakta hu
meri hassti ek tamasha sa banti ja rahi hai

gila main uss aapne se kar nahi sakta
par uske jane ke khayal se sanse ruki ja rahi hai

main peeche murd kar aapne aap ko kaise kar lu
ussko paane ki umeed abhi bhi uthi ja rahi hai

Usske sath ka asar kuch aaisa hai mujhko JEET
uske bina iss zindagi ki tammana doobi ja rahi hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bahut tammana thi by soniya shetti in Shayri-E-Dard
Tammana by AVTAR RAYAT in Shayri for Khumar -e- Ishq
*_^ Tum, Main aur Meri Tammana *_^ by Rancho-D-Idiot in Shayri-E-Dard
izhaare mohabbat ki tammana by feroze in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
tu ek tammana by rrahulupadhyay in Share:Love Poetry
angel4u
Guest
«Reply #1 on: February 27, 2007, 05:53:02 PM »
Nice one...
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #2 on: March 01, 2007, 07:02:25 PM »
thanks
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: March 05, 2007, 04:00:12 AM »
Quote from: "(((JEET)))"
meri vaffa ka yeh sila mila hai mujhe
ki aaj woh mujhe chord kar ja rahi hai

door khaada main bas dekh hi sakta hu
meri hassti ek tamasha sa banti ja rahi hai

gila main uss aapne se kar nahi sakta
par uske jane ke khayal se sanse ruki ja rahi hai

main peeche murd kar aapne aap ko kaise kar lu
ussko paane ki umeed abhi bhi uthi ja rahi hai

Usske sath ka asar kuch aaisa hai mujhko JEET
uske bina iss zindagi ki tammana doobi ja rahi hai


wah kaya baat hai jeet, jab likhte ho dil se bahoot hi acha likhte ho!!!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #4 on: March 06, 2007, 08:09:41 AM »
Thanks Pooja

tera bina abb yeh zindagi gawara nahi humein
chah kar kissi ko bhool jana atta nahi humein

Intezar kartein hain har ghadi tujhse mukhatib hone ka
tere deedar bina dil ka dhadkana atta nahi humein

Inteja sun le ,ki bechain rehti hai tere bagair zindagi
tera hijar-e-gum palkon mein chupana aata nahi humein

yu toh sikhai hain zindagi ne har mushkil ki baat
par tujhse juda ho kar jeena kabhi aata nahi humein ....!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: March 06, 2007, 06:04:06 PM »
wah kay abaat hai jeet, kamal ka likha hai!!! good work!!
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:51:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer