Zindagi Ko Guzar Te Dekhta Hoon.

by majid on December 22, 2008, 08:20:06 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Author  (Read 5308 times)
k.shael
Guest
«Reply #60 on: April 30, 2009, 05:59:24 AM »
notworthy   notworthy

Shukriya Pooja Didi & Roza Didi,

Shally.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jidhar dekhta hoon khizaa dekhta hoon by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Ye Kya Dekhta Hoon Main,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Taare Dekhta Hoon,. by Azeem Azaad in Ghazals « 1 2  All »
~Ajab Haal Aey Jane Jigar Dekhta Hoon~By Shihab by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
dekhta hoon ab teri by saahill in Ghazals
dead heart
Guest
«Reply #61 on: April 30, 2009, 06:02:46 AM »
Bahut khoob Majid ji, Salma di aur Shally jee..
Logged
k.shael
Guest
«Reply #62 on: April 30, 2009, 06:08:33 AM »
Shukriya Dead Heart Ji,

Shally.
Logged
salma786
Guest
«Reply #63 on: April 30, 2009, 07:28:54 AM »
love4
Shukriya Salma dear,

Na dil hai seene me,na maja hai jeene me,
Ek umar ko gujar diya hamne jhakmo ko seene me,

Aab na reh-gujar hai koi na hi hai meharbaa.n
Aab Khoob maja aata hai saanso ke jehar ko peene me.

Shally.


love4
Kise pata tha mohabbat is mod pe le ayegi,
Agaaz dil ko sukun or Anjaam itna rulayegi,
Gumnami ke andhere me meri zindegi gum ho jayegi,
Zinda to rahungi mai par sanse hi tham jayegi!
Logged
salma786
Guest
«Reply #64 on: April 30, 2009, 07:35:59 AM »
Shukriya Shihab ji, Pooja sis, Roja dear Usual Smile
Logged
k.shael
Guest
«Reply #65 on: May 02, 2009, 08:31:39 AM »
Gud Job Shael Ji...

   Meri Aankhein Dekhna Chahe Tum Hi Ko
   Ki Mere Liye To Sirf Zamil Tum Ho.

  Kyun Kar Karun Aakhir Dard Se Shiqwa
    Mere Har Haal Mein Shamil Tum Ho




Shukriya,Khoob likha hai aapne bhi,

Kuch u door ja meri zindagi se,
Ki tere lout aane ka intzaar na ho.

Bewafyi kar iss kadar kar ki,
Ki phir kabhi tujhse pyaar na ho.

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #66 on: May 02, 2009, 08:58:53 AM »
Shukariya Ji Gud One..
Ab KY aRep Du mhmh
Koshish Karta Hun.

Mausam.e.Hijr Mein Kahin Kho Jaaunga
Ek Din Zameen Ki Goud Mein So Jaauga.

Ek Baar KehKar To Dekho Bewafaa To Kya
Tere Liye Mein Jahaan Bhi Chhod Jaaunga.





Shukriya, Aur bahut khoob,

U chod jaane ki baatein na kar,
Ki kuch to kadar meri mohabbat ki kar,

Mein laakh keh du ki tujhse nafrat hai,
Par zara to pyaar meri nazar se kar..

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #67 on: May 05, 2009, 08:49:41 AM »
Nice One.

Dil.e.Wadi Ab Kabhi Sukhegi Nahi
Teri Yaadon Ki Daali Tootegi Nahi.

Karta Rahunga Me Tujhe Yun hi Pyaar
Jab Tak Aakhri Saans Chhutegi Nahi.



Shukriya aur Good One Ji,

Mere pyaar ki intaha meri mout se hogi,
Teri bewafayi ki intaha jaane kab hogi,

Hamne to tujhe dil se apna maana hai,
Khuda jaane tune apne dil me hame kya jagah di hogi.

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #68 on: May 05, 2009, 09:12:30 AM »
   Saans Saans Teri Yaad Se Mehakti Hai.
    Nazar Nazar Tujhe Dekhkar Behakti Hai.

   Ab Tujhse Aur Kya Kahun Main Aey Dilbar
  Dil Me Dhadkan Ki Jagah Tu Hi To Rehti Hai.


Bahut Pyari Lines,

Aankhein teri bhi khoob baat karti hai,
Dekhti to hai katilana andaaj se dil pe waar
bhi karti hai,

Haye re ye jawani aur upar se mousam ki rawani,
Ye Dhadkane bhi kam nahi baar baar tujhse milne
ko fariyaad karti hai,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #69 on: May 05, 2009, 09:40:45 AM »
hhm Woh Gud Lines Shael Ji
Par Aapko Nahi Lagta Hai Ki
Hum Dard Ko Bhu Ishq Main
Likh Rahe Hai?..Khair
Chalo Koshish Karta Hun..

Aey Zinadgi Tere Ajab Kamaal Dekhta Hun
Ki Har Tarf Mei Dard Ke Jhaal Dekhta Hun.

Zara Sa Teri Yaad Mein Doobkar Kya Dekha
Ki Phir Zarre Zarre Mein Zamaal Dekhta Hun.










Kya baat hai shihab aap bahut khoob likh rahe ho,
meri taraf se koi aacha reply ban hi nahi paa raha.

Mein chahta to hoon duniya ko dekhna par
Har nazar tera didaar dekhta hoon,

Mein tha saloon se sabka par aab mein har
kisi se khud ko anjaan dekhta hoon,

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #70 on: May 05, 2009, 10:05:05 AM »
[n]Nice One Shally,..
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #71 on: May 07, 2009, 07:31:27 AM »
very very nice shihab ji.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #72 on: May 07, 2009, 08:33:45 AM »
Kya Shael Ji Itna Achha To Rep De Rahe Hai Aap.
Bohat Khoob Ji....

Zindagi Bas Issi Firaq Mein Rehti Hai
Nazre Bas Teri Hi Talaas Mein Rehti Hai.

Dil Pe Haath Rakhkar Zara Dekho.e.Dilbar
Dhadkan Dhadkan Teri Aas Mein Rehti Hai.





Shukriya, AApse behtar ham sach me nahi likh sakte.

Aankhein jaane kiski talash me rehti hai,
ZIndagi meri kuch udaas si rehti hai,

U to sab kuch mila khuda ki rehmat se,
Phir bhi iss dil ko kisi anjaan ko paane ki
pyaas si rehti hai..

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #73 on: May 07, 2009, 09:06:12 AM »
Nice One Again Majid Bhai, Ans Shally ji,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #74 on: May 07, 2009, 09:08:28 AM »
Nice One Again Majid Bhai, Ans Shally ji,.

Shukriya Azeem Brother,

Shally.
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:18:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer