~Zindagi kya hai~ by Rahim

by dead heart on June 04, 2010, 01:26:49 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1283 times)
dead heart
Guest
Bahaut sidhe lavson main likha hai maine mager bahaut gehraion se likha hai..dil se nikle hui yeh peshkash..

Itne mile ghum; dil bhool chuka hai khushi kya hai,
Nafratein kayi mili; kisi ne dikhaya nahin mohobat kya hai…

Aise bhi log aye jinhone chorr dia haath thamke,
Kash koi mehsoos karta ke dard-e-bewaffai kya hai…

Waise toh hassi liye phirta hoon labon par,
Par aj tak jana nahin ke dil se muskurana kya hai…

‘Khamosh’ zinda hai toh bas isiliye ke khwab pure kar sakoun,
Warna maine toh arson main ehsaas nahin kiya zindagi kya hai…

Itne mile ghum; dil bhool chuka hai khushi kya hai,
Nafratein kayi mili; kisi ne dikhaya nahin mohobat kya hai…


~Rahim~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**Zindagi** by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
**Kya zindagi hai ghareeb ki** by Rahim by dead heart in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
**Musafir ki Zindagi** by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
**Musafir ki Zindagi 2** by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
~Zindagi ek dokha hai~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: June 04, 2010, 04:40:13 PM »


bahut khoob rahim sahab.......iss per maine ek sher likha hai...


                MAT KAR MEHROOM MUJHE APNI DOSTI SE,
                ZAKHIRA BAHUT HAI DUSHMANI KA MERE DAAMAN MEIN....!!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: June 04, 2010, 05:34:59 PM »
wah bahut hi khoob, rahim ji.. wah wah

jasbir singh
hira_company@yahoo.com
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #3 on: June 04, 2010, 08:09:59 PM »
Bahaut sidhe lavson main likha hai maine mager bahaut gehraion se likha hai..dil se nikle hui yeh peshkash..

Itne mile ghum; dil bhool chuka hai khushi kya hai,
Nafratein kayi mili; kisi ne dikhaya nahin mohobat kya hai…

Aise bhi log aye jinhone chorr dia haath thamke,
Kash koi mehsoos karta ke dard-e-bewaffai kya hai…

Waise toh hassi liye phirta hoon labon par,
Par aj tak jana nahin ke dil se muskurana kya hai…

‘Khamosh’ zinda hai toh bas isiliye ke khwab pure kar sakoun,
Warna maine toh arson main ehsaas nahin kiya zindagi kya hai…

Itne mile ghum; dil bhool chuka hai khushi kya hai,
Nafratein kayi mili; kisi ne dikhaya nahin mohobat kya hai…


~Rahim~

acchi gazel hai
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: June 04, 2010, 10:29:06 PM »
Shukriya Jasbir jee, Manoj jee aur Adil jee..

Kyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa baat hai Adil jee..dil choo lia apne!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: June 05, 2010, 01:52:53 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waah !!! kya kehne dost... bahut khoobsurti se likha hai aapne... bahut khoob...!!!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: June 05, 2010, 03:22:03 PM »
shukriya mere dost...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 06:09:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer