Zindagi meri ek saza ban gayi

by Saba_Saba on July 16, 2005, 06:15:11 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 4018 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
Zindagi meri ek saza ban gayi
Meri muhabbat mera hi gunah ban gayi

Humne kiya izhaar to khatawar thehre
Aur unKi khamoshi unki wafa ban gayi

Paani pe likha naam mera usne par liya
Ankho mein likhi baat meri hawa ban gayi

Mere liye mere dard koi nahi dawa
Aur unke liye har dard ki dawa ban gayi

Mujh par laga ke ilzaam meri muhabbat ka
Aaj wo khud ek mahtab ban gayi

Ujaalo mein raha karta tha kabhi fakhar  bhi...
In andhero mein reh reh ke zindagi ek sazaa ban gayi...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi zindagi ho gayi by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
zindagi meri saza bangai. by qadeer in Shayri-E-Dard
Meri zindagi yu basar ho gayi hai by Nadeem Ahmed Kavish in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindagi Saza Ban gayi Hai by nishi gahlaut in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
zindagi meri botal mein band sharaab ho gayi by aru12 in Shayri-E-Dard
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #1 on: July 16, 2005, 06:24:33 AM »
acha likha hai ji .....................................


aap itna acha kaise likh leti ho ji.......................

chand taron ka noor tuzpe barse,
har koi teri chahat ko tarse,
teri zindagi mein aayen itni khusi yan,
ke tu ek gum paane ko tarse
 nm
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #2 on: July 16, 2005, 06:45:42 AM »
wah bahut khoob Saba....................well done !!!!!!!!!...............good work!!!!!!!!!!!
Logged
dolly
Guest
«Reply #3 on: July 16, 2005, 01:15:03 PM »
very very nice Saba............................................. ..........
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: July 16, 2005, 01:52:40 PM »
Very Nice Saba ............................. !!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #5 on: July 16, 2005, 02:19:54 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Zindagi meri ek saza ban gayi
Meri muhabbat mera hi gunah ban gayi

Humne kiya izhaar to khatawar thehre
Aur unKi khamoshi unki wafa ban gayi

Paani pe likha naam mera usne par liya
Ankho mein likhi baat meri hawa ban gayi

Mere liye mere dard koi nahi dawa
Aur unke liye har dard ki dawa ban gayi

Mujh par laga ke ilzaam meri muhabbat ka
Aaj wo khud ek mahtab ban gayi

Ujaalo mein raha karta tha kabhi fakhar  bhi...
In andhero mein reh reh ke zindagi ek sazaa ban gayi...


wah saba,kya baat hai,kuch kuch hone laga padhke,very nice dear.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #6 on: July 16, 2005, 10:38:47 PM »
Thank You,,Nidhi, Talat,Dolly,Isha,Ghunda Ji.....................!!!
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #7 on: July 16, 2005, 11:36:41 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Zindagi meri ek saza ban gayi
Meri muhabbat mera hi gunah ban gayi

Humne kiya izhaar to khatawar thehre
Aur unKi khamoshi unki wafa ban gayi

Paani pe likha naam mera usne par liya
Ankho mein likhi baat meri hawa ban gayi

Mere liye mere dard koi nahi dawa
Aur unke liye har dard ki dawa ban gayi

Mujh par laga ke ilzaam meri muhabbat ka
Aaj wo khud ek mahtab ban gayi

Ujaalo mein raha karta tha kabhi fakhar  bhi...
In andhero mein reh reh ke zindagi ek sazaa ban gayi...



bahut hi accha likha hai aapne saba jee
Logged
skssandeep
Guest
«Reply #8 on: July 17, 2005, 05:04:12 AM »
agar talsh karu to koi mil hi jayega
magar tumari tarah koin hame cheaga
 hame jarur koi chatato se dekhega
magar wo akhe tumari kaha se layega
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #9 on: July 18, 2005, 05:44:25 AM »
Thank You Rohit, Sksssandepp...................................... .........!!!! :D
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #10 on: July 19, 2005, 02:01:29 PM »
Tum Jo Bichdene Ko Keh Rhay Ho<kabhi yeh socha Tumney
Koi Teri Sansoon K Saath Chal Rha Hai,Kabhi yeh socha Tumney
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #11 on: July 19, 2005, 05:17:32 PM »
Bohat khoob Saba.......& nice one Y.G.......
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #12 on: July 22, 2005, 05:40:47 AM »
Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob Saba.......& nice one Y.G.......


Shukriya Aryaan Ji........... :oops:
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #13 on: July 22, 2005, 05:50:34 AM »
Quote from: "Yoindian Ghunda"
Tum Jo Bichdene Ko Keh Rhay Ho<kabhi yeh socha Tumney
Koi Teri Sansoon K Saath Chal Rha Hai,Kabhi yeh socha Tumney


Good One.........

Tum se ho kar duur bhi bichhad na paaugi mai
Rahoo gi har pal yeri yaado me zinda yuhi mai
Logged
FAREE
Guest
«Reply #14 on: July 25, 2005, 05:21:45 AM »
Nafrtoon K Drmyan Reh Kr Bhi Pyar Nibhya Hai
Badi Mushiakl S Pyar K Phollon Ka Haar Bnya Hai
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:00:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer