zindagi se kuch nahi hasil

by Pooja on December 13, 2008, 11:53:17 AM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 4304 times)
Pooja
Guest
Rone se nahi kuch hasil, phir bhi rona atta hai
tu pyaar ke nahi kabil, phir bhi pyar atta hai
ajj khud ki zindagi per, kyun mujhko gussa atta hai
zindagi se kuch nahi hasil, ab to yahi samjh main atta hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~Hasil Nahi~~~ by Ravinder in Shayari -e- Husn
JAB UJAALON SE KUCHH HASIL NAHI ....SUNIL by sunildehgawani in Shayeri for Dard -e- Bewafai
iss daRd se MaAna kucH hAsiL bhi nahEEn haii.... by laaiba in Shayri for Dard -e- Judai
Nafrato se kahan kuch hasil h....~m.a~ by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
ishq me kuch hasil nhi hota by Asif samani jaunpuri in Shayri for Khumar -e- Ishq
saloni bharani
Guest
«Reply #1 on: December 13, 2008, 12:25:57 PM »
nice sharing
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: December 13, 2008, 12:28:45 PM »
Shukaria saloni ji.
Logged
shrif shaikh
Guest
«Reply #3 on: December 13, 2008, 12:38:33 PM »
zindagi se bahut kuch hasil ho sakata hai agar aap usko sahi dhnga say jeya to
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: December 13, 2008, 12:41:15 PM »
Waah Didi Jaan,.
Nice One Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: December 13, 2008, 12:43:24 PM »
Rone se nahi kuch hasil, phir bhi rona atta hai
tu pyaar ke nahi kabil, phir bhi pyar atta hai
ajj khud ki zindagi per, kyun mujhko gussa atta hai
zindagi se kuch nahi hasil, ab to yahi samjh main atta hai

Haasil Zindagi Se Bohat Kuch Hua,.
Bas Tune Gaur Nahi Liya Mere Dost,.

Ye Gham,.
Ye Zakham,.
Ye Aahein.,
Ye Tanhaai.
Ye Kismat Ki Ruswaai,.
Ye Bewafaiaa,.
Sab Zindagi Ke Hi To Tohfe Hain,.
Tu Zindagi Se Kabhi Gilaa Na Karna,.

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: December 13, 2008, 12:53:11 PM »
Rone se nahi kuch hasil, phir bhi rona atta hai
tu pyaar ke nahi kabil, phir bhi pyar atta hai
ajj khud ki zindagi per, kyun mujhko gussa atta hai
zindagi se kuch nahi hasil, ab to yahi samjh main atta hai


bahut khoobsurti sey aap neh dil ka haal bayaan kia hai JI


BEJAAN SEY HO GAYE HAI
JUDAI MEH FANHA HO GAYE HAI
MILTEY HUMSEY TOH KUCH KEHTEY
TANN YAHA HAI, ROOH SEY JUDA HO GAYE HAI


JASBIR SINGH
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #7 on: December 13, 2008, 01:38:29 PM »
Bahot Khoob Pooja ji!!!
Bahot Khob Jaanasheen Sahab!!!

Ye ishq nahi aasan itna ye samjh lijey ...
Ek aag Ka dariya hai aur doob ke jana hai ...

~NM~

Logged
pankshivam
Guest
«Reply #8 on: December 13, 2008, 01:50:16 PM »

Hotho pe shikayat hai, aur sab kuch chipana hai...
Ek aag ka dariya hai aur doob ke jana hai...

Aankho me samandar hai fir bhi muskurana hai ...
Ek aag ka dariya hai aur doob ke jana hai...

Raste hi hamsafar hain sehra ka thikana hai...
Ek aag ka dariya hai aur doob ke jana hai...

Ishq ki hadd me har aaqhiq deewana hai...
Ek aag ka dariya hai aur doob ke jana hai...

~pank~
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: December 13, 2008, 02:41:17 PM »

Hotho pe shikayat hai, aur sab kuch chipana hai...
Ek aag ka dariya hai aur doob ke jana hai...

Aankho me samandar hai fir bhi muskurana hai ...
Ek aag ka dariya hai aur doob ke jana hai...

Raste hi hamsafar hain sehra ka thikana hai...
Ek aag ka dariya hai aur doob ke jana hai...

Ishq ki hadd me har aaqhiq deewana hai...
Ek aag ka dariya hai aur doob ke jana hai...

~pank~

bahut hi khoob kaha PANK


Jasbir Singh
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #10 on: December 13, 2008, 03:23:30 PM »
shukriya JasbirSingh ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #11 on: December 13, 2008, 03:28:25 PM »
shukriya JasbirSingh ji


WELCOME PANK


ISI TARAH MEHFIL KI SHAAN BADATEY RAHO
HAR LAMHA HAR EK KEY SANG LEHRATEY RAHO
ACCHI LAGNEY LAGEY KI YEH JINDAGI
DOSTOH KEY SAATH TUM HAR PAL KHUSHI MANATEY RAHO



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: December 13, 2008, 04:14:19 PM »
zindagi se bahut kuch hasil ho sakata hai agar aap usko sahi dhnga say jeya to

bahoot sahi kaha apne sharif ji.. dil bahoot jayada udaas hai aor shabd apne app sajte chale gaye...

mano to bahoot kuch, na mano to hath khali hai
milte nahi kuch jawab, dil isliye sawali hai
apno ke zakhmo se choor yah dil hua khayali hai
yahi hai agar jeena, to jeena bemaali hai
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #13 on: December 13, 2008, 08:49:54 PM »
bahoot sahi kaha apne sharif ji.. dil bahoot jayada udaas hai aor shabd apne app sajte chale gaye...

mano to bahoot kuch, na mano to hath khali hai
milte nahi kuch jawab, dil isliye sawali hai
apno ke zakhmo se choor yah dil hua khayali hai
yahi hai agar jeena, to jeena bemaali hai


Bahoot Khoob Poojaji
 Applause Applause Applause

Logged
pankshivam
Guest
«Reply #14 on: December 13, 2008, 08:51:57 PM »

Zindagi ka ehsas jise hota hai ,
Vo har pal phoolo ke bistar pe sota hai...
Na ho jise ehsas iska,
Usse har lamha maut ka ehsas hota hai...
Dhadkane har sans me mehsus nahi hoti...
Jis baat pe hoth muskurate hai,kabhi kabhi un bato pe bhi dil rota hai...
Har baat ko dil pe jo le le
Vo pehle ehsas fir zindagi ko khota hai...


~Pank~
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:14:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer