zindagi se kuch nahi hasil

by Pooja on December 13, 2008, 11:53:17 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 4370 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #15 on: December 13, 2008, 10:14:09 PM »
Nice Shivam Ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~Hasil Nahi~~~ by Ravinder in Shayari -e- Husn
JAB UJAALON SE KUCHH HASIL NAHI ....SUNIL by sunildehgawani in Shayeri for Dard -e- Bewafai
iss daRd se MaAna kucH hAsiL bhi nahEEn haii.... by laaiba in Shayri for Dard -e- Judai
Nafrato se kahan kuch hasil h....~m.a~ by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
ishq me kuch hasil nhi hota by Asif samani jaunpuri in Shayri for Khumar -e- Ishq
Deepati
Guest
«Reply #16 on: December 14, 2008, 12:40:50 AM »
Wah wah wah Pooja Ji, Jasbir Ji aur Pank Ji  Applause Applause Applause


Ishq hota nahin sabhi ke liye
yeh bana hai kisi kisi ke liye

ishq aisa nagma hai, ishq aisa jazba hai
jab bhi andhera badhta hai
jalta hai dil roshni ke liye


NM
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: December 14, 2008, 03:19:36 PM »
Bohat Achcha Likha Hai pank Ji,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: December 14, 2008, 05:30:35 PM »
bahoot khoob Pank ji and nice sharing deepti
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #19 on: December 14, 2008, 05:35:23 PM »
Wah wah wah Pooja Ji, Jasbir Ji aur Pank Ji  Applause Applause Applause


Ishq hota nahin sabhi ke liye
yeh bana hai kisi kisi ke liye

ishq aisa nagma hai, ishq aisa jazba hai
jab bhi andhera badhta hai
jalta hai dil roshni ke liye


NM
Nice sharing Deepa
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: December 14, 2008, 07:47:42 PM »
Wah wah wah Pooja Ji, Jasbir Ji aur Pank Ji  Applause Applause Applause


Ishq hota nahin sabhi ke liye
yeh bana hai kisi kisi ke liye

ishq aisa nagma hai, ishq aisa jazba hai
jab bhi andhera badhta hai
jalta hai dil roshni ke liye


NM

THANKS DEEPATI




wah kya baat kahi aap neh Deepati


ISHQ MEH HOTEY HAI SIRF KUCH KAAMYAAB
JOH JALAYE RAKHTEY HAI SINEY MEH AAG
DUNIYA KEY RISHTEY INHEY JUDA KAR NAHI SAKTEY
SHOLEY DEHAKTEY HAI ISHQ MEH INKEY BEH HISAAB



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: December 14, 2008, 07:55:44 PM »
dil ke sholo main khud ko jalte dekha
bana kar apna, use ajnabi hote dekha
bki kaya rah gaya zindagi main dekhne ko
ban kar meri zindagi, use apna qatil bante dekha!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: December 14, 2008, 09:27:22 PM »

SHOLOH MEH AKSAR DIL JAL JAYA KARTEY HAI
BEWAFA SANAM AKSAR YEH SITAM DHAYA KARTEY HAI
KABHI KISI DIN AA GUJARNA HAMARI GALI
PYAR KEY ASHKOH SEY MAJNU YAHA NAHAYA KARTEY HAI





JASBIR SINGH
 
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: December 14, 2008, 11:33:33 PM »
nice lines jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: December 15, 2008, 05:42:15 AM »
nice lines jas ji


thanks JI


JASBIR SINGH
Logged
Deepati
Guest
«Reply #25 on: December 15, 2008, 07:39:41 AM »
bahoot khoob Pank ji and nice sharing deepti

Thank You, Pooja Ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #26 on: December 15, 2008, 07:40:42 AM »
Nice sharing Deepa

Thanks, Rajesh Ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #27 on: December 15, 2008, 07:43:32 AM »
THANKS DEEPATI




wah kya baat kahi aap neh Deepati


ISHQ MEH HOTEY HAI SIRF KUCH KAAMYAAB
JOH JALAYE RAKHTEY HAI SINEY MEH AAG
DUNIYA KEY RISHTEY INHEY JUDA KAR NAHI SAKTEY
SHOLEY DEHAKTEY HAI ISHQ MEH INKEY BEH HISAAB



JASBIR SINGH

Wah Jasbir Ji, Sahi kaha.
Logged
Deepati
Guest
«Reply #28 on: December 15, 2008, 07:45:52 AM »
dil ke sholo main khud ko jalte dekha
bana kar apna, use ajnabi hote dekha
bki kaya rah gaya zindagi main dekhne ko
ban kar meri zindagi, use apna qatil bante dekha!!

SHOLOH MEH AKSAR DIL JAL JAYA KARTEY HAI
BEWAFA SANAM AKSAR YEH SITAM DHAYA KARTEY HAI
KABHI KISI DIN AA GUJARNA HAMARI GALI
PYAR KEY ASHKOH SEY MAJNU YAHA NAHAYA KARTEY HAI





JASBIR SINGH
 

Wah Wah Bahut Khoob Pooja ji aur Jasbir ji
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #29 on: December 15, 2008, 08:31:02 AM »
Rone se nahi kuch hasil, phir bhi rona atta hai
tu pyaar ke nahi kabil, phir bhi pyar atta hai
ajj khud ki zindagi per, kyun mujhko gussa atta hai
zindagi se kuch nahi hasil, ab to yahi samjh main atta hai

Wah Kya Baat Hai Pooja Ji..!! Behas Jazzbaati Alfaaz Hain aapke..!! Nice One..!

Rone Se Kuch Hasil to Nahi, Par Phir Bhi Bahate Hain Yeh Aansoo,
Wo Door Hain Humse to Kya, Unke Intzaar Me Baraste Hain Aansoo...

Zindgi to Wahi Hai, Jo Mohabbat Ke Sadke Me Guzaar Di Jaaye,
Par Har Lamha Unke Intzaar me, Bikharte hain Kambakht Yeh Aansoo..!!


Waise to Main dard Me Likhta nahi.. par aapki Kalam ne yahan Likhne par Majboor Kar diya..!! Usual Smile Usual Smile


**~** Mann **~**
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:45:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer