zindagi se kuch nahi hasil

by Pooja on December 13, 2008, 11:53:17 AM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 4337 times)
diya786
Guest
«Reply #30 on: December 15, 2008, 10:18:07 AM »
bahut khoob Pooja ji
accha likha hai aapne Applause

Pank ji aapne bhi kamaal ka likha hai Applause

Aur Vicky aapne bhi accha likha hai Applause
bahut dino ke baad aaye lekin accha laga aapka masg dekhkar

Jasbir ji aapne bhi khoob likha hai Applause


 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~Hasil Nahi~~~ by Ravinder in Shayari -e- Husn
JAB UJAALON SE KUCHH HASIL NAHI ....SUNIL by sunildehgawani in Shayeri for Dard -e- Bewafai
iss daRd se MaAna kucH hAsiL bhi nahEEn haii.... by laaiba in Shayri for Dard -e- Judai
Nafrato se kahan kuch hasil h....~m.a~ by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
ishq me kuch hasil nhi hota by Asif samani jaunpuri in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: December 15, 2008, 11:40:01 AM »
Mujhko Is Zindagi Se Kuch Haail Na Hua,.
Chahkar Bhi, Iske Chahne Waalon Mein Shaamil Na Hua,.

Pal Pal, Qatl Kiya Hai Maine, Apni Khwaishon Ko,.
Aaj Dekh Tu, Is Shehar Mein, Phir Main Qaatil Na Hua,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #32 on: December 15, 2008, 04:33:16 PM »
bahut khoob Pooja ji
accha likha hai aapne Applause

Pank ji aapne bhi kamaal ka likha hai Applause

Aur Vicky aapne bhi accha likha hai Applause
bahut dino ke baad aaye lekin accha laga aapka masg dekhkar

Jasbir ji aapne bhi khoob likha hai Applause


 


THANKS DIA


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: December 15, 2008, 05:55:47 PM »
Mujhko Is Zindagi Se Kuch Haail Na Hua,.
Chahkar Bhi, Iske Chahne Waalon Mein Shaamil Na Hua,.

Pal Pal, Qatl Kiya Hai Maine, Apni Khwaishon Ko,.
Aaj Dekh Tu, Is Shehar Mein, Phir Main Qaatil Na Hua,.

_________________________________-Jaanasheen-

Good one lil bro

Shukaria Dia ji!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: December 16, 2008, 12:44:13 PM »
Shukriya Didi,.

meri zindagi kisi aur ki, mere nam ka koi aur hai
mera aks hai sar-e-aina, pase aina koi aur hai

meri dharkanon main hai chap si, ye judai bhi hai milap si
mujhe kya pata, mere dil bata, mere sath kya koi aur hai

na gae dinon ko khabar meri, na sharik-e-hal nazar teri
tere des main, mere bhes main, koi aur tha koi aur hai

wo meri taraf nigran rahe, mera dhyan jane kahan rahe
meri ankh main kai suraten, mujhe chahta koi aur hai

nm
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: December 17, 2008, 04:16:17 AM »
A very good sharing Lil bro
Logged
Pooja
Guest
«Reply #36 on: December 17, 2008, 04:17:54 AM »
Wah Kya Baat Hai Pooja Ji..!! Behas Jazzbaati Alfaaz Hain aapke..!! Nice One..!

Rone Se Kuch Hasil to Nahi, Par Phir Bhi Bahate Hain Yeh Aansoo,
Wo Door Hain Humse to Kya, Unke Intzaar Me Baraste Hain Aansoo...

Zindgi to Wahi Hai, Jo Mohabbat Ke Sadke Me Guzaar Di Jaaye,
Par Har Lamha Unke Intzaar me, Bikharte hain Kambakht Yeh Aansoo..!!


Waise to Main dard Me Likhta nahi.. par aapki Kalam ne yahan Likhne par Majboor Kar diya..!! Usual Smile Usual Smile


**~** Mann **~**


bahoot bahoot shukaria Mann ji..

bahoot acha likha hai apne..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: December 17, 2008, 05:42:20 AM »
Shukriya Didijaan,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #38 on: December 17, 2008, 03:59:32 PM »
Shukriya Didi,.

meri zindagi kisi aur ki, mere nam ka koi aur hai
mera aks hai sar-e-aina, pase aina koi aur hai

meri dharkanon main hai chap si, ye judai bhi hai milap si
mujhe kya pata, mere dil bata, mere sath kya koi aur hai

na gae dinon ko khabar meri, na sharik-e-hal nazar teri
tere des main, mere bhes main, koi aur tha koi aur hai

wo meri taraf nigran rahe, mera dhyan jane kahan rahe
meri ankh main kai suraten, mujhe chahta koi aur hai

nm



bahut hi pyara hai yeh joh aap neh share kia hai. very nice.


jasbir singh
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #39 on: December 18, 2008, 04:40:38 AM »
Bahut Bahut Khoob Pooja.. Applause Applause Applause

Sabne khoob likha hai azeembro,Pank,jasbir,vicky...Great Going!! Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: December 18, 2008, 11:44:44 AM »
Shukriya Jasbir Bhai,.
And Khwaish Ji,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #41 on: December 18, 2008, 09:28:11 PM »
Bahut Bahut Khoob Pooja.. Applause Applause Applause

Sabne khoob likha hai azeembro,Pank,jasbir,vicky...Great Going!! Thumbs UP


shukaria khwaish ji!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #42 on: December 19, 2008, 07:18:34 AM »
Bahut Bahut Khoob Pooja.. Applause Applause Applause

Sabne khoob likha hai azeembro,Pank,jasbir,vicky...Great Going!! Thumbs UP


thanks Khwaish

Jasbir Singh
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #43 on: December 19, 2008, 08:05:30 AM »
shukriya Diya ji
Shukriya Poojaji,Jasbierji,Rajeshaji, Vicky
App logo ne kamal ka likha hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: December 19, 2008, 12:42:20 PM »
Kuch Ummeed Nahi Zindagi Se Mujhe,.
Phir Bhi Iski Raahon Mein Kadam Badhaata Hoon,.

Maloom Hai, Ke Zindagi Bewafaa Hai "Doston..
Isliye Main Is Se Bhi Wafaa Nibhaata Hoon,.

Roshan Nahi Meri Zindagi, Ye Ek Andhere Ki Misaal Hai,.
Sirf Apna Saaya Dekhne Ke Liye, Apna Dil Jalaata Hoon,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:54:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer