zindagi se nafrat se ho gaye.

by indian_groom on June 08, 2006, 06:54:58 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 5807 times)
indian_groom
Guest
Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
dosto ke pyar se khush rahi

Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai
jaise Chaahat Meri Kam Rahi
 
Kal Mila Waqt To dosti ka karz chuka dunga
Aaaj Uljha Hoon Zara maut Ko dhoka dene mein

Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee rishtey
Umar Kat Jati Hai dard aur gum mein
 
Sookh Jaate Hain Lub, dosto ke sabad sune ko
Hota Nahi Humse dard Bayaan

Unhe Kaise Bataoon zindagi ki sachai
Kaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan
Khudaa jab zindagi deta
maut fir aani he hoti hai

Kadam ro ro ke hum badaha rahe hai
maut apne karib bula rahe hai
dosti karna koi zulm nahi,
lekin apne gum me roote dekhna dosto ko
hume ye manjoor nahi hai

unke dukh dene se pehle unhe naraj kar dunga
apne liye rone se pehle unhe apne se alag kar dunga
 
````````````````indian groom````````````````
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi sa gaye.... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
~Zindagi Ko Naye Sur Mil Gaye~ by Sonia01 in Shairi - E - Zindagi
zindagi bhi haar gaye hain by saahill in Shayri-E-Dard
Jo Zindagi Ke Talkh Haqeeqat Se Darr Gaye by imtiaz096 in Share: Poetry of Pain
Bojh Bhi Is Zindagi Ka BaKhubi Utha Te Gaye by Rajnish.raaj in Shayri-E-Dard
ranjana
Guest
«Reply #1 on: June 09, 2006, 03:08:07 AM »
bahut khub Indian Groom ji.........

dil mein dard le ke sab hanste hai yahan
logo ko bahka dete hain hum apne hasaane se
ek chotti si baat ka afasana bana dete  hain log
hum apne dard ko isliye baant lete hain verrane se
Logged
ZindagiKhhoGai
Guest
«Reply #2 on: June 12, 2006, 12:35:46 AM »
JA BSE TU ZINDGEE BAN KE YUN DURR GYA HE ISS ZINDAGY SE HI NAFRAT HOGAII HI
Logged
ZindagiKhhoGai
Guest
«Reply #3 on: June 12, 2006, 12:40:45 AM »
JA BSE TU ZINDGEE BAN KE YUN DURR GYA HE ISS ZINDAGY SE HI NAFRAT HOGAII HI
Logged
indian_groom
Guest
«Reply #4 on: July 20, 2006, 09:06:49 AM »
Quote from: "ranjana"
bahut khub Indian Groom ji.........

dil mein dard le ke sab hanste hai yahan
logo ko bahka dete hain hum apne hasaane se
ek chotti si baat ka afasana bana dete  hain log
hum apne dard ko isliye baant lete hain verrane se






mein tau bhool he gaya tha meine kuch likha hai................
thanks ji.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #5 on: July 20, 2006, 09:39:07 AM »
chalo yaad toh aaya ..... :razz: shukriya.....

phoolo ko hum teri raha mein kahan se bichaate
per chun liye hain hamne nafart ke kaante teri rahe ke
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:00:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer