Zindagi tamam ho gayee.....(Ghayel)

by sajid_ghayel on April 09, 2009, 06:53:56 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1410 times)
sajid_ghayel
Guest
Kab aayee jane subah, kab sham ho gayee
Kuch is tarah tere bina, zindagi tamam ho gayee

Waris tha main akayla, na batee gayee virasat
Barbadiyaan shehar ki, mere nam ho gayee

Woh ghabraker mohabbat se, kar bhaithe bewafaiee
Aur meri wafa  yaro, badnaam ho gayee

Mera raaz_daar mujhse, aakhe laga churane
Jo kahi na thi humne, batein woh bhi aam ho gayee

Mere haq me kaun kehta, kaun deta meri safaiee
Duniya jab yeh sari, husn ki ghulam ho gayee

Nahi guftugu ka salika, jise kehta tha zamana
Usi GHAYEL se ab GHAZLE, hum_kalam ho gayee

-Sajid Ghayel-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tamam Umar Zindagi Se Door Rahe by asgher in Shairi - E - Zindagi
Zindagi khil gayee hai by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tamam umar zindagi se dur rahe by reeta_sharma in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
HASEE AA GAYEE......(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 5 6 »
Hasee aa gayee.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: April 09, 2009, 07:03:36 AM »
Wah kya baat hai sajid ji.. Very nice lines...
Logged
karndhar
Guest
«Reply #2 on: April 09, 2009, 07:20:32 AM »
Bahut Khoob Sajid Ji, Excellent !!!!!!!
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #3 on: April 09, 2009, 07:42:38 AM »
Kab aayee jane subah, kab sham ho gayee
Kuch is tarah tere bina, zindagi tamam ho gayee

Waris tha main akayla, na batee gayee virasat
Barbadiyaan shehar ki, mere nam ho gayee

Woh ghabraker mohabbat se, kar bhaithe bewafaiee
Aur meri wafa  yaro, badnaam ho gayee

Mera raaz_daar mujhse, aakhe laga churane
Jo kahi na thi humne, batein woh bhi aam ho gayee

Mere haq me kaun kehta, kaun deta meri safaiee
Duniya jab yeh sari, husn ki ghulam ho gayee

Nahi guftugu ka salika, jise kehta tha zamana
Usi GHAYEL se ab GHAZLE, hum_kalam ho gayee

Kab aayee jane subah, kab sham ho gayee
Kuch is tarah tere bina, zindagi tamam ho gayee

-Sajid Ghayel-
subhanallah ghayel ji bhot khoob ,
       dori ka yay tilasam oskay liayy  karger raha
       kon kehta hay kay wo bicher kai tum say mutabr raha
       jo tum say bichernay kay malal kay sath safr may raha
       wohi wafa ka mara tairi nazer may elzam ki zad may raha
       tu to na kr ghayel duniya kay ghulami ki yay batain janaa
       taira mehboob tuj say dur hokay qaid tairay badan may raha
       kon kehta hay kay ata nahi tuj ko guftogu ka saliqa
       jo tuj say hamkalam raha pholon say bharay chaman may raha
       
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: April 09, 2009, 11:28:38 AM »

Applause Applause Applause

Bohot Khoob Sajid Ji .. Very nice creation !
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: April 09, 2009, 11:29:23 AM »
subhanallah ghayel ji bhot khoob ,
       dori ka yay tilasam oskay liayy  karger raha
       kon kehta hay kay wo bicher kai tum say mutabr raha
       jo tum say bichernay kay malal kay sath safr may raha
       wohi wafa ka mara tairi nazer may elzam ki zad may raha
       tu to na kr ghayel duniya kay ghulami ki yay batain janaa
       taira mehboob tuj say dur hokay qaid tairay badan may raha
       kon kehta hay kay ata nahi tuj ko guftogu ka saliqa
       jo tuj say hamkalam raha pholon say bharay chaman may raha
       
Very nice reply Taiba Ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: April 09, 2009, 12:26:32 PM »
Wah kya baat hai sajid ji.. Very nice lines...

Nawazish Karam hain Dost...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: April 09, 2009, 05:48:36 PM »
Bahut Khoob Sajid Ji, Excellent !!!!!!!

Bohat bohat shukriyaa Karndhar....
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #8 on: April 11, 2009, 07:36:25 AM »
subhanallah ghayel ji bhot khoob ,
       dori ka yay tilasam oskay liayy  karger raha
       kon kehta hay kay wo bicher kai tum say mutabr raha
       jo tum say bichernay kay malal kay sath safr may raha
       wohi wafa ka mara tairi nazer may elzam ki zad may raha
       tu to na kr ghayel duniya kay ghulami ki yay batain janaa
       taira mehboob tuj say dur hokay qaid tairay badan may raha
       kon kehta hay kay ata nahi tuj ko guftogu ka saliqa
       jo tuj say hamkalam raha pholon say bharay chaman may raha
     
Tujhse bichad ke nikla, main dhoondne khudhi ko

Lekin jaha bhi pohcha, main tera hi raha....

-SG-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: April 12, 2009, 09:22:48 AM »
Applause Applause Applause

Bohot Khoob Sajid Ji .. Very nice creation !

Bohat shukriyaan Talat...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:20:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer