Dard-E-Tanhai...Rishi

by Rishi Agarwal on November 02, 2009, 11:33:00 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 28
Print
Author  (Read 12795 times)
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #105 on: February 13, 2010, 07:26:33 AM »
Aap pe kurbaan hmari Yaari hai,
hanske mar jaane ki Tayyari hai,
Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka,
humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard~e~tanhai by gumnaam_aashiq in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Abb Dard Hi Dard Hai...........Rishi by Rishi Agarwal in Share: Poetry of Pain
Dard-e-tanhai by Brijinder in Shayri-E-Dard
Dard -e- tanhai by devvender in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dard e Tanhai by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #106 on: February 13, 2010, 07:26:56 AM »
Rishta banaya hai to nibhayenge,
Har pal aapko hasayenge-satayenge,
Pata hai aapko to fursat nahi yaad karne ki,
Hum hi msg kr-kr ke apni yaad dilayenge.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #107 on: February 13, 2010, 07:28:31 AM »
Zakham dene ka andaaz kuch aisa hai
zakham dekar poochte hai ab haal kiasa hai
kisi ek se gila kya karna yaroon
sari duniya ka mizaj ek jaisa hai.

Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #108 on: February 13, 2010, 07:29:29 AM »
DIL KA DARD DIL TODNE WALA KYA JAANE,
PYAR KA RIWAZ DAGABAZ ZAMANA KYA JAANE,
KITNI HOTI HAI TAKLIF KABR ME,
YEH UPAR PHUL RAKHNE WALA KYA JAANE.....
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #109 on: February 13, 2010, 07:30:01 AM »
Khwaish aisi karo ki aasman tak ja sako,
Dua aisi karo ki khuda ko pa sako,
U to jeene k liye pal bahut kam hai,
Jiyo aise k har pal mein zindgi pa sako..!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #110 on: February 13, 2010, 07:30:25 AM »
Wo yaron ki mehfil wo muskrate pal,
Dilse juda hai apna bita hua kal
Kabhi guzarti thi zindgi waqt bitane me,
Ab waqt guzar jata hai chand kagaz k note kamane me.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #111 on: February 13, 2010, 07:31:40 AM »
KItni buri lagti hai zindagi
jab hum tanha mehsus karte hain
marne k baad milte hain chaar kandhe
aur jeete jee hum ek k liye taraste hai


Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #112 on: February 13, 2010, 07:32:04 AM »
Apne gamo ki yu numaish na kar,
Apne nasib ki yu aazmaish na kar,
Jo tera hai tere dar pe khud ayega,
Roz roz use pane ki khwaish na kar!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #113 on: February 13, 2010, 07:33:12 AM »
Jaise chahte the hum unhe
vo bhi humein chahte toh kya baat hoti
humne manga tha unko khuda se.
vo bhi hamein mang lete toh kya baat hoti..
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #114 on: February 13, 2010, 07:34:02 AM »
Har khomoshi mein ek baat hoti hai,
Har dil mein ek yaad hoti hai,
Aapko pata ho ya na ho par aapki khushi k
liye roz fariyad hoti hai.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #115 on: February 13, 2010, 07:35:30 AM »
Dosti ki mahek ishq se kam nahi hoti,
Ishq pe hi zindgi khatm nahi hoti,
Agar sath ho zindgi men achche dosto ka,
Zindagi kisi jannat se kam nahi hoti.


Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #116 on: February 13, 2010, 07:36:31 AM »
Aap lamho ka jikar karti hai
aur hum palon ki baat kartey hai
aap naam ki baat karti hai
aur hum apney wajood ka hisab kartey hai
farak bus itna hai ki aap dil se yaad karti hai
aur hum dhadkano se fariyad kartey hai.......
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #117 on: February 13, 2010, 07:36:50 AM »
Zindagi Mein Kuch Lamhein Khaas Ban Gaye,
Mile To Mulakat Ban Gaye,
Bichhre To Yaad Ban Gaye,
Aur Jo Dil Se Na Gaye,Wo AAP Ban Gaye.


Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #118 on: February 13, 2010, 07:37:43 AM »
Rabb kare sade yaar muskraunde rehen,
Sohnia nu tarpaunde rehen,
Yara nal mehfila v launde rehan,
Kuri na fase koi gal ni,
customer care nal kam chalaunde rehan.

Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #119 on: February 13, 2010, 07:38:57 AM »
Socha tha is bar unko bhul jayenge,
dekh kar bhi unko undekha kar jayenge,
par jab jab samne aaya unka chera
socha is bar dekh lain,agli bar bhul jayenge
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 28
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 10:07:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer