Dard-E-Tanhai...Rishi

by Rishi Agarwal on November 02, 2009, 11:33:00 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 28
Print
Author  (Read 12968 times)
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #120 on: February 13, 2010, 07:39:27 AM »
Unhe Bhulne ki koshish ki maine,
dil ne kaha yad karte rehna,
wo humare dard ki friyad
sune na sune,
apna to farz he unhe pyar
karte rehna
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard~e~tanhai by gumnaam_aashiq in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Abb Dard Hi Dard Hai...........Rishi by Rishi Agarwal in Share: Poetry of Pain
Dard-e-tanhai by Brijinder in Shayri-E-Dard
Dard -e- tanhai by devvender in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dard e Tanhai by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #121 on: February 13, 2010, 07:39:46 AM »
Ishq ke sahare jiya nahi karte,
Gum ke pyalo ko piya nahi karte,
Kuchh Nawab dost hain hamare,
jinko Pareshan na karo to wo yaad hi kiya nahi karte...
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #122 on: February 13, 2010, 07:40:03 AM »
Aap khubsurat hain itne,
ke har shakhs ki zuban par aap hi ka tarana hai,
hum nacheez to kahan kisi ke kaabil,
aur aapka to khuda bhi diwana hai.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #123 on: February 13, 2010, 07:40:25 AM »
Aap Rootha na karO yun humse
Mere dil ke Dhadkan bhad jaati hai
Dil tho aap ke Naam kar hi chuke hain
Jaa bus baaki hai woh bhi nikal jaati hai


Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #124 on: February 13, 2010, 07:40:43 AM »
Ankho Me Ansu Aa Jate Hai,
Fir Bhi Labo Pe Hasi Lani Padti Hai,
Ye Mohobbat Bhi Kya Chiz Hai Yaro,
Jisse Karte Hai Ussi Se Chupani Padti Hai"

Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #125 on: February 13, 2010, 07:41:04 AM »
Aap gairon ki baat karte ho
Humne apnoko Azmaya hai
Log katonse bachke chalte haiN
Humne Phoolon se zakham khaye haiN..
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #126 on: February 13, 2010, 07:41:47 AM »
"Ankho Me Ansu Aa Jate Hai,
Fir Bhi Labo Pe Hasi Lani Padti Hai,
Ye Mohobbat Bhi Kya Chiz Hai Yaro,
Jisse Karte Hai Ussi Se Chupani Padti Hai"
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #127 on: February 13, 2010, 07:42:06 AM »
Is DiL Mein Aa Saka Na Koi,
Is DiL Ko Chura Saka Na Koi,
Kasoor Is Mein Kisi Ka Nahi,
Aap Jaisi Jagah DiL Mein Bana Saka Na Koi.. .
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #128 on: February 13, 2010, 07:44:39 AM »
Yaad hum bhi aapko karte hai,
yaad aap bhi hame karte hai,
fark itna hai hum yaad ane par sms
karte hai aur aap sms ane par yaad karte hai.


Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #129 on: February 13, 2010, 07:45:00 AM »
Raaz dil ka dil mein chupate hai woh,
samne aate hi nazar jhukate hai woh,
Baat karte nahi, ya hoti nahi,
par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #130 on: February 13, 2010, 07:45:17 AM »
Mili hai badi saza unhe dil lagane ki ,
nazar lag gayi hamare pyaar ko zamane ki,
kabar se ab bhi do hath nikelte hain
aur kehete hain ke arzoo rah gayi unhe
gale lagane ki.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #131 on: February 13, 2010, 07:45:37 AM »
Zara Si Roshni Mujhko Achi Lagi
Mujhe Apke Ek Lamhe Ki Hansi Achi Lagi
Apse Baat Ki Jo 1 Roz
Us Hi Din Se Mujhe Apni Zindgi Achi Lagi
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #132 on: February 13, 2010, 07:45:51 AM »
Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai…
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai…


Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #133 on: February 13, 2010, 07:46:10 AM »
Raaz dil ka dil mein chupate hai woh,
Samne aate hi nazar jhukate hai woh,
Baat karte nahi, ya hoti nahi,
Par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #134 on: February 13, 2010, 07:46:33 AM »
Zindagi hai to khwab hain,
Khwab hain to manzilein hain,
Manzilein hain to raste hain,
Raste hain to Mushkilein hain,
Mushkilein hain to MAIN HOON NAA
sirf tumahara liye !!!!!!!!!
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 28
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 07:48:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer