Dard-E-Tanhai...Rishi

by Rishi Agarwal on November 02, 2009, 11:33:00 AM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 28
Print
Author  (Read 12981 times)
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #165 on: February 13, 2010, 09:08:15 AM »
"pyar me aksar judayi hoti hai,
magar pyar sath hota hai,
tum door ho jate ho mujhse,
"phir bhi"tere paas hone ka ehsaash hota hai.."
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard~e~tanhai by gumnaam_aashiq in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Abb Dard Hi Dard Hai...........Rishi by Rishi Agarwal in Share: Poetry of Pain
Dard-e-tanhai by Brijinder in Shayri-E-Dard
Dard -e- tanhai by devvender in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dard e Tanhai by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #166 on: February 13, 2010, 09:08:43 AM »
"Haquiqat na pooch mere fashane ki,
tere jate hi badal gayi najar zamane ki,
log puchte hain mai khush kyon nahi hoon.??
kya kahoon?,mujhe to aadat hai tere sang mushkurane ki.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #167 on: February 13, 2010, 09:09:06 AM »
"Kyon waqt aise mod pe lata hai,??
hum jise chahte hain,wo kyon humse door ho jata hai??
hum kyon gujra hua par wapas nahi la sakte??
wo kyon ret ki tarah haath se nikal jata hai...Huh?
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #168 on: February 13, 2010, 09:09:53 AM »
Baatein karke bhula na dena,
Fasana karke mita na dena,
Agar na de ske dosti to gham nahi,
Par dost banke bhula na dena.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #169 on: February 13, 2010, 09:10:18 AM »
Har subah
teri muskurati rahe
har shaam
teri gungunati rahe
tu jise bhi mile
is tarahe se mile
ke har milne wale ko
teri yaad aati rahe...
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #170 on: February 13, 2010, 09:10:44 AM »
Pass akar sabhi dur chale jate hai
Akele the hum akele hi reh jate hai
Is dil ka dard dikhaye kise
Marham lagane wale ZAKHAM de jate hai
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #171 on: February 13, 2010, 09:11:20 AM »
Rooth Jate Hoo To Kuch Aur Haseen Lagtay Hoo...
Ham Nay Yeh Sooch Kar Hi Tum Ko Khafa Kar Rakha Hai...
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #172 on: February 13, 2010, 09:11:50 AM »
Mitt gayay hain sab Zakham, Buss Nishaan baki reh gaya
sazaa poori ho gayi, karna Gunaah baki reh gaya...!!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #173 on: February 13, 2010, 09:12:10 AM »
Na koi kisi k Pas hota hai.........

Na koi kisi se Dur hota hai............

"SAMAY" khud chalkar aata hai.........

Jab koi kisi k NASEEB me hota hai...........
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #174 on: February 13, 2010, 09:12:32 AM »
insaan k kandho par insaan ja raha tha
kafan mein lipta koi armaan ja raha tha
mili thi bewafaai usse mohabat mein
wafa ki talash mein wo kabristhan ja raha tha
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #175 on: February 13, 2010, 09:13:01 AM »
Kab hui pyar ki barsat humein yaad nahi
khauf mein doobi mulaqat humein yaad nahi
hum toh madhosh te kuch itna uski chahat mein
usne kab chor diya sath humein yaad nhin....
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #176 on: February 13, 2010, 09:13:22 AM »
Zindagi har lamha azaab mein guzri
uss k baad ussi k khwaab mein guzri
wo 1 phool ki tarha mujhe kitab mein rakh kar bhool gaya
phir tammam umar ussi kitab mein guzri
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #177 on: February 13, 2010, 09:13:48 AM »
Har Dharaktay Pathar Ko Log DIL Samjhtay Hain*
Umarain Beet Jati Hain DIL Ko DIL Banane Main
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #178 on: February 13, 2010, 09:14:07 AM »
yeh hawaa, ye raat ye chaandanee, teri ek adaa pe nisaar hain
muje kyon naa ho teri aarazoo, teri justajoo mein bahaar hay
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #179 on: February 13, 2010, 09:14:39 AM »
Sochta hun in sagar ki lehron ko dekh ker
kyo ye kinaro se takraker laut jati hain
karti hain vo kinaro se bewafai
ya phir sagar se wafa nibhati hain ...
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 28
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 27, 2024, 09:47:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer