Dard-E-Tanhai...Rishi

by Rishi Agarwal on November 02, 2009, 11:33:00 AM
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28
Print
Author  (Read 12915 times)
ek_tamanna
Guest
«Reply #345 on: December 21, 2010, 09:12:28 AM »
ek meri taraf se ......



jo haqiQat meiN na mile use khwaab samjho
apne laalach ko hi gham kaa sabaab samjho

jara ishq ke kochhe meiN sambhal ke chalna
pawoN phisla tou naseeb apna kharaab samjho
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard~e~tanhai by gumnaam_aashiq in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Abb Dard Hi Dard Hai...........Rishi by Rishi Agarwal in Share: Poetry of Pain
Dard-e-tanhai by Brijinder in Shayri-E-Dard
Dard -e- tanhai by devvender in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dard e Tanhai by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #346 on: December 21, 2010, 09:13:25 AM »
Bahut Khub Tammana
Logged
ek_tamanna
Guest
«Reply #347 on: December 21, 2010, 09:21:59 AM »
ji sukriya ............

aapki siggy bahut hi achha laga hume .......

Abki baar khamoshi se guzar jana hai.
Na kissa banana hai na nagma sunana hai

Jazba to har insan me hota hai dunia bdlne ka
,par is baar hame dunia k sath dhal jana hai.

nm


Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #348 on: January 18, 2011, 06:34:50 PM »
Bahut Khub Tamnna Ji
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #349 on: January 18, 2011, 06:37:19 PM »
Apni to mohabbat ki itni kahani hai,
Tooti hui kashti or thera hua pani hai,
Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,
Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai…
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #350 on: January 18, 2011, 06:37:55 PM »
Wo pass hi na aaye to izhaar kya karte
Khud bane nishana to shikar kya karte
Marne par bhi khuli rahe humari aankhien
Isse jyada kisi ka intezaar kya karte
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #351 on: January 18, 2011, 06:38:37 PM »
Kaya Karishma Hai Kudrat Ka,
Koun Kiske Kareeb Hota Hai,
Vivha Usi Se Hota Hai Jahan,
Jiska Naseeb Hota Hai..
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #352 on: January 18, 2011, 06:39:13 PM »
Main dil ka ameer mukaddar ka garib tha.,
Mil k bichadna mera nasib tha,
Chah k bhi kuch na kar sake hum,
Ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha…
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #353 on: January 18, 2011, 06:40:01 PM »
Yaadon mai hum rahe ye ehsaas rakhna
Nazro se dur par dil ke paas rakhna
Ye nahi kehte ki sath raho
Dur hi sahi par hume yaad rakhna.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #354 on: January 18, 2011, 06:40:48 PM »
Na wo aa sake na hum
Kabhi ja sake na dard dil ka
Kisi ko suna sake bus baithe hai yadon me lekar aas unki
Na unhone yaad kiya or na hum unko bhula sake.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #355 on: January 18, 2011, 06:41:27 PM »
Aankho mai arman diya karate hai
Ham sabaki Nind Chura liya karate hai
Ab jab jab aapki palke Zukengi
Samaj lena ham aapako yaad kiya karate hai
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #356 on: January 18, 2011, 06:41:57 PM »
Aapne kaha tha chand ko
Dekhkar sona har raat ko!!
Na jaane kyun hum bhula Na sake
Aapki itni si baat ko!!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #357 on: January 18, 2011, 06:42:33 PM »
Chal padi hai kashtiyaan samandar dur hai kinara
Inn maajoon se puch lena kya haal hai hamara
Ab hawaein karengi roshiniyon ka faisla
Jis diye main jaan hogi woh diya reh jayega
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #358 on: January 18, 2011, 06:44:04 PM »
Wo ik dost jo pyara sa lagta hain,
Bahut pass hai dil k phir bhi juda sa lagta hain,
Bahut dino se aaya nahi koi paigam uska,
Shayad kisi baat pe khafa sa lagta hain …
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #359 on: January 18, 2011, 06:54:13 PM »
Arsh ke aansu kabhi bhi farsh par rukte nahi
Badalon ke samne sukhe chaman jhukte nahi
Kar bharosa uss khuda par jee rahe hain har bashar
Girne wale kaun kehta hai kabhi uthte nahi .
Logged
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 06:16:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer