Dard-E-Tanhai...Rishi

by Rishi Agarwal on November 02, 2009, 11:33:00 AM
Pages: 1 ... 24 25 26 27 [28]
Print
Author  (Read 12897 times)
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #405 on: January 21, 2011, 09:15:43 PM »
Maine jeena ka matlab mohabbat mai paa liya.
Jis ko bhi ghum tha uss ko apna liya.
Aap rokar bhi ghum ko halka na kar sake.
Maine hasi ki aadh me har ghum ko chupaliya..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard~e~tanhai by gumnaam_aashiq in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Abb Dard Hi Dard Hai...........Rishi by Rishi Agarwal in Share: Poetry of Pain
Dard-e-tanhai by Brijinder in Shayri-E-Dard
Dard -e- tanhai by devvender in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dard e Tanhai by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #406 on: January 21, 2011, 09:16:10 PM »
Aap gairo ki baat karte hai,
Humne apno ko aajmaya hai,
Log kanto se bachkar chalte hai,
Humne phoolo se zakhm kaye hai…
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #407 on: January 21, 2011, 09:18:11 PM »
Aankho mai arman diya karate hai
Ham sabki Neend Chura liya karate hai
Ab jab jab aapki palke Zukengi
Samaj lena ham aapko yaad kiya karate hai .
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #408 on: January 21, 2011, 09:18:41 PM »
Na jane kyun apne saye se bhi dar raha hoon main,
Apni hi galiyon se chhupkar guzar raha hoon main,
Maangi thi kabhi duaaon mein ik anokhi maut maine,
Isiliye shayad jeete-jea mar raha hoon main
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #409 on: January 21, 2011, 09:19:34 PM »
Tere shaher ka mousam bada suhana laga,
Ek shaam chura lu agar bura na lage
Tere bass main hai to tu bhool ja mujhe
Tujhe bhulane me mujhe shayad zamana lage
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #410 on: January 21, 2011, 09:20:27 PM »
Hamare dil ke kitne kareeb ho, ye tum kya janoge,
Har ehsas mai hamare, ye tum kya janoge???
Humne to tumhe sab kuch maan liya hai,
Humari zindagi ban gaye ho, ye tum kya janoge???
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #411 on: January 21, 2011, 09:21:06 PM »
Baarish jab bhi uski chahat ko bhigoti hogi.
Vo bhi meri yaad mai roti hogi.
Vo kare lakh mana magar mera naam sunkar,
Halki si chuban uske dil me hoti hogi
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #412 on: January 21, 2011, 09:21:41 PM »
Hasrat nahi,armaan nahi..
Yaadoan ke siva aur mere paas kuch nahi..
Jindagi ki safar main kaun kiska hota hain???
Chhaya bhi saath nahi deti jab andhera hota hain…
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #413 on: January 21, 2011, 09:22:35 PM »
FAREB THA UNKI HANSI ME AASHIQI SAMAJ BETHE,
MAUT KO HUM APNI JINDAGI SAMAJH BAITHE,
YE WAQT KA MAZAAK THA YA HUMARI BADNASIBI,
UNKI DO BAATO KO HUM MOHABBAT SAMAJH BETHE
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #414 on: January 21, 2011, 09:23:36 PM »
Har Mehfil Har Dil Bhi Royega,
Jahan Dubegi Meri Kashti Wo Sahil Bhi Royega,
Itna Pyar Bhikher Denge Jamane Mein Hum,
Ki Qatal Karke Mera Qatil Bhi Royega…
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #415 on: January 21, 2011, 09:24:01 PM »
Hum haste hai toh wo samajhte hain ke,
Hame aadat hai muskurane ki,
Lekin woh nadan kya jaane ke,
yeh bhi aada hai gum chupane ki…
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #416 on: January 21, 2011, 09:24:59 PM »
Vo aati toa hai par tann se nahi
Baaten karti toa hai par mann se nahi
Kon kehta hai “Rishi” vo pyar nahi karti
Vo pyar karti to hai par hum se nahi
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #417 on: March 30, 2011, 06:49:05 PM »
Nikalna na tum eid ke roj kisi masjid ke samne kahin,
Kahin logg tumhe chand samaj ke aapna roja na toad le
Aur khafa hoke khuda husan banana hi Chod de…….
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #418 on: March 30, 2011, 06:50:55 PM »
Kisi ki yaad ne itna tadpa diya mujhko,,
Jeena mushkil tha marna bhi bhula diya mujhko,,
Zindagi gum k sagar me utar aai hai,
Iss tarha kashti ko meri toofa me baha diya usne
Logged
Pages: 1 ... 24 25 26 27 [28]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:48:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer