Dard-E-Tanhai...Rishi

by Rishi Agarwal on November 02, 2009, 11:33:00 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 28
Print
Author  (Read 12969 times)
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #90 on: February 13, 2010, 06:52:38 AM »
Aaj hum hain kal hamari yaadain hongi,
Jab ham na honge tab hamari baatain hongi
Kabhi paltoge jo jindagi ke panne ,
Shayad aapki aanhon se bhi barsatain hongi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard~e~tanhai by gumnaam_aashiq in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Abb Dard Hi Dard Hai...........Rishi by Rishi Agarwal in Share: Poetry of Pain
Dard-e-tanhai by Brijinder in Shayri-E-Dard
Dard -e- tanhai by devvender in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dard e Tanhai by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #91 on: February 13, 2010, 06:53:11 AM »
Duaa karte hai hum sar jhukaye
aye dost tu apni manzil ko paye
agar teri raah me andhera chaye
toh roshni ke liye khuda hum me jalaye
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #92 on: February 13, 2010, 06:57:41 AM »
Yaad mein unki aaj jal rahe hai
door reh ke vo mujhse ae dost kya kar rahe hai
jaagi toh kai khwahishe aaj mann mein meri
unhi khwahisho ko zehar banaa ke mar rahe hai
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #93 on: February 13, 2010, 06:58:07 AM »
Khwahishon ka zahar maine banaaya nahi kabhi,
Khwahishon ko jiyaa hai, par jataaya nahi kabhi.

Yaad mein aap ki jal rahe hain hum bhi kab se,
Unhen dill mein samet ke rakhaa hai, par bataaya nahi kabhi.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #94 on: February 13, 2010, 06:58:31 AM »
Ae khuda meri duao mein itna assar miley
ke jab bhi nazar utthe toh un se nazar miley
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #95 on: February 13, 2010, 06:58:52 AM »
Dukh mein hasne ka maza hi kuch or hai
kisi aur ke aansu apni aankhon se bahaane ka maza hi kuch or hai
miley khushi tumhe zindagi ke har mor pe
apni dua mein kisi aur ke liye maangne ka maza hi kuch or hai
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #96 on: February 13, 2010, 06:59:27 AM »
Muje dard-e-ishq ka maza malum hai,
dard-e-dil ki inteha malum hai,
zindgi bhar muskrane Ki dua na Dena muje,
Muje pal Bhar muskrane Ki saza malum hai..
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #97 on: February 13, 2010, 07:00:17 AM »
Maangu bhi kya tere pyar ke siva
chaahu bhi toh kya uss chehre ke siva
dukho ko hm apne naseeb mein likh lenge
khuda se aur maange bhi toh kya timhari khushi ke siva
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #98 on: February 13, 2010, 07:00:47 AM »
Vaada hai ke phir na tadpege hum tumhari yaad mein
par tum bhi meri yaadon mein na aane ki kasam khao
bhula denge tumhe hum kuch hi dino mein
pehle tum hamein apne dil se nikal dene ki kasam khao
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #99 on: February 13, 2010, 07:01:15 AM »
Jisko hum zindagi bhar chahte rahe usne hi hamein tukhra diya
jin dosto se hamein har ummid thi unhone bhi najane kyu hamein tukhra diya
laga lete galle hum maut ko uske chale jaane ke baad ae dost
par dekho hamari kismat ke Maut ne bhi hamein tukhra diya
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #100 on: February 13, 2010, 07:01:41 AM »
Mere masoom dil ka sheesha tu ne kitni berehmi se toda
gairo ki khushi ke liye apno ka saath choda
apne toh akhir apne hi hote hai,khoon ke rishte badle nahin jaate
tu ne zaalim iss khoon ke rishte se kyu apna muh moda
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #101 on: February 13, 2010, 07:02:01 AM »
Tadpoge tum bhi akele ek din
yaad aayegi meri toh barsegi yeh aankhein ek din
dhundte phiroge apno ko par saath na dega koi tumhara
jab sab tumhare dost tumhe tanha kar jaayege ek din
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #102 on: February 13, 2010, 07:25:04 AM »
Jhuki nazaro se ikrar mat karna
nazre uthakar inkar mat karna
raat bhar tadapte hai wo kisiki yaad mein
aur dusro se kehte hain kisise pyar mat karna
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #103 on: February 13, 2010, 07:25:41 AM »
Fizayein kehti hain pyar karo
Baharein kehti hain ikrar karo
magar ye gharwale kehte hain
abhi umar kam hai beta
pehle degree toh pass karo........
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #104 on: February 13, 2010, 07:26:06 AM »

''Zindagi Taj Mahal ho jaye,
Chandani khil ke kamal ho jaye,
Tum jo ban jaao dost mere,
Dil ki dhadkan bhi ek Ghazal ho jaye......"
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 28
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 08:07:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer