Main aur merra dard...NOT MINE...

by brokenbyluv on August 16, 2009, 06:06:34 PM
Pages: 1 ... 35 36 37 38 [39] 40 41 42 43
Print
Author  (Read 18077 times)
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #570 on: March 18, 2010, 09:01:17 PM »
Dard kay gahray daryaa maiN
Doob raha huN lamha lamha

Saansen aati hai mushkil say
toot raha huN lamha lamha

Is faani dunyaa say maiN
aage chala huN lamha lamha

ToofanoN kay bhi mazay
Loot raha huN lamha lamha

Apnay aap se hi logon maiN
Rooth raha huN lamha lamha

         N/M

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Merra pyar... by brokenbyluv in Shayri for Khumar -e- Ishq
Merra naam... by brokenbyluv in Miscellaneous Shayri
Vo merra ajnabi...... by brokenbyluv in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Kya kasur hai merra... by brokenbyluv in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
shivani(9899207979)
Guest
«Reply #571 on: March 19, 2010, 08:47:09 AM »
Beauty doesn't make luv
but
luv makes beauty

break everything
but
never break the heart

Heart is the music
play it
but
never play with it.
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #572 on: March 19, 2010, 02:22:57 PM »
Achhi khasi balance sheet ban gayee aapki...Geet-di... Applause Applause Applause

Tootkar na kar pyaar kisi se
Toot jaata hai bhola-bhala dil

Pyaar koi sauda nahi ay sakhee
Kya paya kya khoya sochna nahee


Tootkar Chaha Jise Wo Lautkar Aya Nahi,
Mere Dil ko Uske Siwa Koi aur Bhaya Nahi,
Pyar Ki Saudagiri Me Hum Barabar Rahe,
Usne Kuch Khoya Nahi Aur Maine Kuch Paya Nahi.......
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #573 on: March 19, 2010, 06:03:56 PM »
he he he..sahi hai...thnx koyal,shivani ji n hum dum ji for sharing...


Khamoshi Mein Bikharna Aa gaya Hai
Hamain Bhi Khud Se Larna Aa gaya Hai,

Kisi Ko Bewafa Kahte Nahi Ham
Hamain Bhi Ab Badalna Aa gaya Hai,

Kisi Ki Yaad Mein Rote Nahi Ham
Hamain Chup Chap Jalna Aa gaya Hai,

Gulabon Ko Tum Apne Pass Hi Rakhna
Hamain Kanton Pe Chalna Aa gaya Hai......
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #574 on: March 19, 2010, 06:17:57 PM »
Main Roti Hun Par Aankho
Mein Pani Nahi Rakhti,
Main Lafzo Mein Apne
Jhuti Kahani Nahi Rakhti,
Wo Aaye Aur Aakar Apni
In Yaado Ko Bhi Lejaye..
Main Bhul Jaane Walo Ki
Koi Nishani Nahi Rakhti......
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #575 on: March 19, 2010, 06:27:19 PM »
Anjaan To Is Gum Se Koi Reh Nahi Sakta,
Koi Zabt Karta Hai To Koi Seh Nahi Sakta,
Mohobbat To Har Dil Ko Ho Jati Hai Aatif,
Koi Izhar Karta Hai To Koi Keh Nahi Sakta......
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #576 on: March 19, 2010, 07:25:59 PM »
Jo hum mehsos karte hain !

Agar tum tak pahonch jaye !
To bas itna smajh lena !
Ye un jazboon ki khushboo h!

Jinhain hum keh nhi sakte !
Magar tum jo ijazat do !
To chand lafzoon me keh daloon !
k "tm bin mar to sakte han......
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #577 on: March 19, 2010, 07:40:05 PM »
!!!Suno!!!
Yun Chup Se Na Raha Karo,
Yun Khamosh Ho Jaate Ho
Dilko Wahem Sa Ho Jata Hai,
Kahin Khafa To Nahi Ho
Kahin Udaas To Nahi Ho,
Tum Bolte Achhe Lagte Ho
Tum Dantte Achhe Lagte Ho
Kabhi Shararat Se
Kabhi Gusse Se
Tum Hanste Achhe Lagte Ho......
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #578 on: March 19, 2010, 07:42:14 PM »
Teri Yado Se Lipat Kar So Jati Hoon
Tanhayi Ke Anchal Main Simat Kar So Jati Hoon,
Har Raat Thoda Ro Lene Ke Baad
Teri Yaad Main Sisak kar So Jati Hoon,
Armaan Tha Mera Teri Bahoon Main Rone Ka
Armaan Tha Mera Tere Sine Pe Sar Rakh Kar Sone Ka,
In Armano Ko Thoda Jee Lene Ke Baad
Har Baar Bikhar Kar So Jati Hoon......
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #579 on: March 20, 2010, 06:21:01 PM »
Mere Jazbon Ki Sachai Ab Bhi Waisi Hai
Us Ke Bin Meri Tanhai Ab Bhi Waisi Hai
Ab Kya Ehsaas Dilana Usko Apne Dard Ka
Suna Hai Us Ki La-Parwahi Ab Bhi Waisi Hai......
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #580 on: March 20, 2010, 06:26:04 PM »

AJEEB LOG HAIN PEHLE HAWAIEN MAANGTE HAIN,
HAWA CHALE TO HAWA SE PANAHE MAANGTE HAIN,
CHIRAAG KHUD HI BUJHATE HAIN APNE DAAMAN SE..
CHIRAAG BUJHNE LAGE TO DUAIYEN MAANGTE HAIN......
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #581 on: March 20, 2010, 07:46:55 PM »
Bahut khoob likha hai aap ne Geet Ji
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #582 on: March 20, 2010, 08:08:21 PM »
Dear geet bohat achi sharing hai sab ki sab behad umda hai
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #583 on: March 20, 2010, 08:51:38 PM »
Ye dil ka rog ye chahat khuda kisi ko na de
buri bala hai mohabbat khuda kisi ko na de

tarap,junoon,ye ruswaiyaan, akela-pan
qadam qadam ye museebat khuda kisi ko na de!!!
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #584 on: March 20, 2010, 09:20:34 PM »
TUMHARA NAAM LIKHNAY KI IJAZAT CHIN GAYI JAB SAY
KOI BHI LAFZ LIKHTA HOON TO AANKHEIN BHEEG JAATI HEIN

NA JAANE HO GAYA HOON ISS QADAR HASAS MEIN KAB SAY
KISI SAY BAAT KARTA HOON TO AANKHEIN BHEEG JAATI HEIN

HAZAROON MAUSAMON KI HUKMARANI HAY MERE DIL PAR
WASI MEIN JAB BHI HANSTA HOON TO AANKHEIN BHEEG JAATI HEIN

by Wasi Shah..
Logged
Pages: 1 ... 35 36 37 38 [39] 40 41 42 43
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 07:18:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer