My SMS Collection!

by bybh on April 29, 2005, 06:51:03 AM
Pages: 1 ... 98 99 100 101 [102] 103 104 105 106 ... 117
Print
Author  (Read 165658 times)
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1515 on: March 13, 2006, 08:24:38 AM »
nice amit Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**dil** RH's Collection by Rajesh Harish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 7 8 »
Islamic SMS Collection,. by Azeem Azaad in SMS , mobile & JOKES « 1 2 3  All »
Rainy SMS Collection,. by Azeem Azaad in SMS , mobile & JOKES « 1 2  All »
Nida Fazli's {Collection} by Azeem Azaad in Share:Miscellaneous Shayari « 1 2 3 4 5 »
Ashaar Collection,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
bybh
Guest
«Reply #1516 on: March 13, 2006, 02:09:23 PM »
Thankx salma...
Logged
aashu
Guest
«Reply #1517 on: March 13, 2006, 02:51:22 PM »
Aankho mai rehne waalo ko yaad nahi karte,
Dil mai rehne waalo ki baat nahi karte,
Hamari to rooh mai bas gaye hai aap,
Tabhi to milne ki fariyaad nahi karte...
Logged
aashu
Guest
«Reply #1518 on: March 13, 2006, 02:53:23 PM »
Murjha gaye phool par bahar wahi hai,
Dur hai aap se magar pyaar wahi hai,
Jaante hai hum mil nahi sakte,
Magar in aankho mai intezaar wahi hai.
Logged
aashu
Guest
«Reply #1519 on: March 13, 2006, 02:57:08 PM »
Dilo se khelne ka hunar hame aata nahi,
Isiliye ishq ki baazi hum haar gaye,
Hamari zindagi se shayad unhe bahut pyaar tha,
Isiliye wo hame zinda maar gaye.
Logged
bybh
Guest
«Reply #1520 on: March 14, 2006, 03:31:56 PM »
1derful Ayesha... Keep dem comin...
Logged
bybh
Guest
«Reply #1521 on: March 16, 2006, 02:20:46 PM »
Ulfat mein kabhi ye haal hota hai,
Aankhen hasti hai magar dil rota hai,
Mante hai jinse manzil apni,
Humsafar oonska koi aur hota hai
Logged
bybh
Guest
«Reply #1522 on: March 16, 2006, 02:21:05 PM »
kehte hai zuban se ki dil bekarar hai
ankhen bata rahi haI ki tumhe kisise pyar hai
band rakha karo in ankhon ko
kyonki ye ankhe hi dil ki kitab hai
Logged
bybh
Guest
«Reply #1523 on: March 16, 2006, 02:21:27 PM »
teri mohabbat par kurban ho jau,
mujhe koi ranz na hoga,
par zinda hoon ye sochkar,
mere jane ke baad tera kyaa hoga.
Logged
bybh
Guest
«Reply #1524 on: March 16, 2006, 02:21:49 PM »
kahte hai teri marzi ke bina ek patta bhi nahi hilta,
matlab ki kio zurm insaan nahi karta,
saare zurm mere malik tu hi karta hai,
yeh to ada hai aashiqoin ki, so ilzaam apne sar lete hain.
Logged
bybh
Guest
«Reply #1525 on: March 16, 2006, 02:22:15 PM »
Har pal pe aapka hi naam hoga,
Aapke har kadam par duniya ka Salam hoga,
Mushkilon ka samna himmat se karna dost,
Dua hai meri ek din waqt bhi aapka Gulam hoga.
Logged
bybh
Guest
«Reply #1526 on: March 16, 2006, 02:22:41 PM »
Har aashiq ki azab kahani hai,
chup rehna b pyar ki nisani hai,
kahi koi zakhm nahi fir b kyon dard ka ahesas hai,
lagta hai dil ka ek tukda aaj b unke pass hai.
Logged
bybh
Guest
«Reply #1527 on: March 16, 2006, 02:23:09 PM »
Nadiyon se kinare choot jate hain,
asman se tare toot jate hain,
zindagi mein aksar aisa hota hai,
jise hum dil se chahte hain wahi hum se rooth jaate hai.
Logged
bybh
Guest
«Reply #1528 on: March 16, 2006, 02:23:29 PM »
Gham bhulana chaahu to darta hai yeh dil,
Kahin zindagi kho na jaaye,
Andhere ko kosna chaahun to darta hai yeh dil,
Kahin roshni rooth naa jaaye!
Logged
bybh
Guest
«Reply #1529 on: March 16, 2006, 02:23:50 PM »
shararat na hoti, shikayat na hoti.
naino mai kisi ke nazakat na hoti,
na hoti bekrari, na hote hum tanha,
agar jahan me kambhakat ye mohabbat na hoti...
Logged
Pages: 1 ... 98 99 100 101 [102] 103 104 105 106 ... 117
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 09:22:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer