My SMS Collection!

by bybh on April 29, 2005, 06:51:03 AM
Pages: 1 ... 33 34 35 36 [37] 38 39 40 41 ... 117
Print
Author  (Read 165704 times)
bybh
Guest
«Reply #540 on: August 15, 2005, 12:40:46 PM »
Kab tak ye rishta-e-dosti nibhata rahu
dil ka khoon ho aur main muskurata rahu
labon par dum hai magr unka ye hukm hai
Main dastan-e-mohhabat sunata rahu...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**dil** RH's Collection by Rajesh Harish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 7 8 »
Islamic SMS Collection,. by Azeem Azaad in SMS , mobile & JOKES « 1 2 3  All »
Rainy SMS Collection,. by Azeem Azaad in SMS , mobile & JOKES « 1 2  All »
Nida Fazli's {Collection} by Azeem Azaad in Share:Miscellaneous Shayari « 1 2 3 4 5 »
Ashaar Collection,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
bybh
Guest
«Reply #541 on: August 15, 2005, 12:41:18 PM »
Khwabo ke mahal me kalpana ka vaas hai
abhi baki meri chand saans hai
shayad tumhare aane ki koi gunjaish nahi
par tum se milne ki ab bhi aas hai
Logged
bybh
Guest
«Reply #542 on: August 15, 2005, 12:41:45 PM »
dooriyo se fark padta nahi hai .....................
baat ko dilo ki nazdikiyo se hoti hai.............
dosti to kuch khaas aap jaise se hai ..............
varna mulaqat na jaane kitne logo se hoti hai....
Logged
bybh
Guest
«Reply #543 on: August 15, 2005, 12:42:13 PM »
na koi shikayat na koi shikwa ki humne
aansu jo aaye toh rok liya palkon pe unhe
is maasoom si dil ki gehraaiyon me
gham ki jo lehren uthi toh samet liya unhe
Logged
bybh
Guest
«Reply #544 on: August 15, 2005, 12:42:40 PM »
gujarte huye waqt ke saath saath
insaan ko badalte dekha hai humne
hamaari ibaadat me itni kashish thi ki
Khuda bhi jo badalna chaha toh rok liya Unhe
Logged
bybh
Guest
«Reply #545 on: August 15, 2005, 12:43:06 PM »
Aankhon pe aasoon ki lakir ban gai,
Kabhi na socha tha aisi takdir ban gai,
Humne to phirai thi reet mein ungliya,
Gaur se dekha to tumhari tasveer ban gai
Logged
bybh
Guest
«Reply #546 on: August 15, 2005, 12:43:35 PM »
Jeene ke liye tera armaan hi kafi hai,
Dil ke kalam se likhi yeh dastaan hi kafi hai,
Teer ki kya zaroorat e-janam,
Qatl karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
Logged
bybh
Guest
«Reply #547 on: August 15, 2005, 12:44:00 PM »
Ishq ke rishte kitne ajib hote hai
Durr rehke bhi kitne karib hote hai,
Meri barbadi ka gum na karo yaro,
Ye to apne apne nasib hote hai
Logged
bybh
Guest
«Reply #548 on: August 15, 2005, 12:44:27 PM »
Pyar kya hota hai?
Kya ye kabhi pura hota hai?
Aji ye kya pura hoga,
Iska to pehla akshar hi adhura hota hai
Logged
bybh
Guest
«Reply #549 on: August 15, 2005, 12:44:57 PM »
IS DIL SE TERI YAAD BHULAI NAHI JATI,
YEH PYAR KI DAULAT HAI LUTAI NAHI JATI,
MAR MAR KE BANAI HAI JO TASVEER TERI,
APNE IN HATHON SE MITAI NAHI JATI.
Logged
bybh
Guest
«Reply #550 on: August 15, 2005, 12:45:27 PM »
Har ishq ka matlab gam nahi hota,
Duriyo se pyar kam nahi hota,
Waqt bewaqt ho jati hai aankhein nam,
Kyonki yaado ka koi mausam nahi hota.
Logged
bybh
Guest
«Reply #551 on: August 15, 2005, 12:45:57 PM »
Vaade pe woh mere aitbar nahi karte,
Hum zikre mohabbat sarebazar nahi karte,
Darta hai dil unki ruswai se, aur
Woh sochte hain ki hum unse pyar nahi karte.
Logged
bybh
Guest
«Reply #552 on: August 15, 2005, 12:46:17 PM »
Vaade pe woh mere aitbar nahi karte,
Hum zikre mohabbat sarebazar nahi karte,
Darta hai dil unki ruswai se, aur
Woh sochte hain ki hum unse pyar nahi karte.
Logged
bybh
Guest
«Reply #553 on: August 15, 2005, 12:46:46 PM »
Tera khayal dil se na jaye to kya karu,
Reh reh kar teri yaad aye to kya karu,
Kehte hai khwaabon mein hogi mulakat,
Raat bhar neend hi na aye to kya kaaru.
Logged
bybh
Guest
«Reply #554 on: August 15, 2005, 12:47:14 PM »
Dil mein tumhare apni kami chod jayenge,
Aankho mein aansuon ki nami chod jayenge,
Yaad rakhna mujhe dhoondhte firoge ek din,
Jab hum ye zindagi chod jayenge.
Logged
Pages: 1 ... 33 34 35 36 [37] 38 39 40 41 ... 117
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 10:26:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.088 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer